Be Confidant,you can earn,keep it up.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Je han jab ap trading kr rhay hain tu phr apko chaye, k ap apni trading main confident rhayn aur achay tarikay sy trade ko chalaty rhayn lalach main bilkul na parayn aur na hi jald bazi sy kam layn warna jo bhi profit apny earn kya hua hoga agr apny wo withdraw nhe krwaya hoga tu apko loss ho jayega aur profit samyt invstmnt sy bhi hath dho bethyngy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes friend mai ap ki baat say mutafiq hu hum confidence k zariay hi kuch seekhty or hasil karty hain is liay yeh hamary andar hona boht zaruri h,or sub ko yeh confedence zarur hona chaheay k woh is plat form say zarur earn karen gay
      • #48 Collapse

        G han jab ap forex trading mein in ho jaty hain tu ap ko chahyee keh full confident se trading karin aur forex trading kerty howay hamein over confident tu hona he ni chayye jab confident se trading ki tu ham nafa bhi acha earn ker sakty hian
        • #49 Collapse

          confidence ka bina ya life adhoori ha isliya apna confidence zyada sa zyada karooo aur apna knowledege ko istarhann rasta doo damagh ka liya aur trading mein ubhr kr apni salahiyatoon ka jai za loo ,,, tum khud mein chupi ya salahiyatain lazmi milein gii....!!!
          • #50 Collapse

            G haan.forex trading main survive karny kay liye confidence or hope boohat zaroori hoti hai.ye ik risky business hai.iss liey yahan agar aap trade open karty hain to ye loss main bhi ja sakti hai.iss liey aap ko wait to karna he ho ga profit leeny kay leiy.
            • #51 Collapse

              yes forex trading main ap ky pas ager confident ho gy tu per ap is bsuiness main sahi tarding ker skate hai aur loss sy bebach sakta hai but over coniftent nahe hona chiye us sy be loss ho jata hai
               
              • #52 Collapse

                yes dear forex trading business aik asan business hay aur ap asani se apne ap ko confident ho kar trading kar kay profit earn kar sakte hain aur forex business me hum demo account me practice kar kay ache trader ban sakte hain.
                   
                • #53 Collapse

                  g dear main ap ki baat sy bilkul agree krn gi k humein confident rehna chhaye apne trade pr bhi or apne ap pr bhi k hum dosre successful trader ki tarhan hum bhi aik successful trader bn skty hain bs mehnat karein or confidnet rahein
                  • #54 Collapse

                    je forex par success k liye ap ku kafi condience honay lazmi hai ap jis point par trade kar rehay ho os par pura yaqeen hona chahiye then u r right thank ful for question
                     
                    • #55 Collapse

                      Dekhen forex business main confident tabi ata hai jab ham expert ho jain aur tarding k bary main kafi baten samjh jain es liye learning important hai.
                      • #56 Collapse

                        g jnab confidence k bgair to ap koi bi kam kar hi nhi sakte ho confidence se ap men bat karne or dusaron ko deal karne ki salahiyat peda hoti he or jo kam ap confidence se karte ho sab apko appriciate bi karte hen or ap apna kam ache treeqe se karte ho jis se apko profit hota he
                        • #57 Collapse

                          self confidence aik keynote hai trading k liye .. because jab tak ap apne ap par believe aur confident nahi raho gay tab tak ap isi dar mai raho gy k shyd meray kisi b step say loss hi jaye .. in case loss ho b jaye to b confident rahe k ap nay apni tarf say puri try ki .. is say ap next time apni mistake aur loss par nazar rakho gy aur loss ni ho ga
                          • #58 Collapse

                            g haan Forex trading main jitna ziada mehnat karney gay to us ko utna hi acha result milay ga aur woh ziada profit kama sakty ga. is liye confident aur good knowledge k saath kaam karna chahiye.
                             
                            • #59 Collapse

                              main ya samjta ho k forex mein full confidence ho kar trading karni chaya kyun k jo confidence ho kar trading nahi karta hain aksar un ko bhut ziada loss ho jata hai kyun k dar dar kar trading karna se koi na koi mistake hum se ho jati hai jis ki waja se hum ko loss dekhna parta hain aur full confidence ho kar wo he trading karta hain jo achy planing karta hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yes dears confiedent aik aise cahiz ko jo kise impossible chaiz ko possible kar dite ha,jab hamray pas confident hoga to ham har kise say koe kam ly sgty ,likn hamray pas confident e nhn ho ga ,to ham har kse say kam k say lengy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X