Kitny balance sy trading start krni chaya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny balance sy trading start krni chaya?
    hello forex members kaise hain aap sab members Mera aaj ka topic khae ki ham kitne balance se apni trading start kar sakte hain to main aap sab se puchnachahta hun ki kya Ham kaitny balance se trading start kar sakte hainkyunki friends Mera apna balance abhi jyada nahin hai to mujhe yah bataiye ka minimum balance hamare pass kitna hona chahie ki Ham apne trading start karen aur maximum balance hamara kitna hona chahie ke jisse Ham chhapra fatafat kar sakte hain to mujhe iske bare mein diet kijiye per km bhi apni trading start kar sakun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

    Kitne balance checking kar sakte hain doston Jitna bonus aapko Forex Mahiya karte hain aap usse trading kar sakte hain trading ke liye aapko small size per yah lot istemal Karni Hogi Taki aap date kar Saken trading Ke Liye Hi aapko Forex bonus per Ham karte hain aur vah Agar bahut kam ho to aap apni mehnat Mein Nikhar Paida Karen aur best quality ki posting Karen lagatar Karen aur target pura Karen Agar 1 week main aapko bonus kab Milta hai to aap apni mistake Dur Karen acchi post karen to second bich mein aapko Achcha bonus mil Jaega aur aap hansane ke sath Har ped per trading kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

      Assalamu Alaikum all members aapke pass Jitna Bhi bellesa aapko chahie ki aap Usi per trade lagaen Kyon Ke Agar aapke pass balance jyada hai to aapko chahie ki aap apni trade Uske mutabik lagaen Agar aapke pass bonus ki Kami hai to aapko chahie ki aap trade Soch samajhkar lagaen ya FIR Apne bonus ko badhane ke liye aap kam Apna theek Tarah Se Karen jisse aapko behtarin bonus Milega aur aap behtarin trade bhi kar sakte hain Agar aapki trade behtarin hoti hai to aap ko profit bhi achcha Milta hai aur ISI Tarah aap Forex Mein acche trade abhi Ban sakte New beginners ko forex trading mein real account se pehlly demo account ki practice karni chahiye aur jab practice achi ho jaye tu us k bad real account par kam karna chahiye kyun k forex market aik bahut he risky online business hai
      Aur new traders ko jab real account par trading start karni ho tu hamesha smalll capital k sath trading karni chahiye kyun k new traders mistakes karty hain tu kuch bar account bhi wash hoty hain aur jab bhi trade lagayn tu small lot k sath trade open karyn aur stop loss zaroor lagayn aur over trading mar karyn at a time sirf aur sirf aik he trade open karyn
      New traders ko chahiye k apny emotions par control rakhyn aur lalach na karyn aur sabar k sath trading karyn jitna sabar k sath kam karyn gy itna jaldi kamyabi mily gi
      • #4 Collapse

        Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

        Dear brother forex trading aik risky business hey iss men kam bonus pe trading risky hoti hey kiun k iss men loss ki surat men account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir kam se kam 100 dollars ka bonus akatha karen aur phir regular trading start karen kiun k iss men jitna ziyada bonus hota hey utni achi trading hoti hey aur utni achi earning hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

          Jo reward aapko Forex data hy aap usse exchanging kar sakte hain exchanging ke liye aapko little size per yah parcel istemal Karni Hogi Taki aap date kar Saken exchanging Ke Liye Hi aapko Forex reward per Ham karte hain aur vah Agar bahut kam ho to aap apni mehnat Mein Nikhar Paida Karen aur best quality ki posting Karen lagatar Karen aur target pura Karen Agar multi week principle aapko reward kab Milta hai to aap apni botch Dur Karen acchi present karen on second bich mein aapko Achcha reward mil Jaega aur aap hansane ke sath Har ped per exchanging kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

            Assalamu Alaikum dear for ex member trading karne ke liye Kitna balance Hona jaruri hai ji Ham friend aaj main aapko batana chahta hun trading karne ke liye Kitna pahle Zaroori Hota Hai Pakistan foreign press Mein trading karne ke liye aapko chahie kya aapko Pakistan form Forex Mein kam se kam aapko $50 Hona jaruri hai $50 ke bad hi aapko penetrate Karni chahie tha ki aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Pakistan from Forex main aap acchi tarike Se mehnat Karke Achcha craft Hasil kar sakte hain Pakistan foreign fresh Ek bahut hi Achcha aur online business To Hamen online hokar kam karna hoga Jitna Jyada aap online hokar kam Karenge aap Pakistan from fresh main utna hi Achcha profit bhi Hasil kar Payenge aapko chahie kya aapko kam balance Kaisa Aata aapko trading Mein hi Nahin
            • #7 Collapse

              Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

              Hamen forex trading achy account balance kay sath karny hoty hy agar hum as men achy acccount balance kay sath trading nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain ur hum kabhy bhe achy earning hasil nahn kar sakty hain tu hamen himat nahin harny hoty hy takeh hum achy soch kay sath as men mahnat kar kay acha profit hasil kar saken kun kay forex men achy lagan kay sath kam karny wala hi kamyab ho jata hy tu hamen achy soch kay sath ur achy experience kay sath trading karny hoty hy tab ja aky hum achy earning hasil kar sakty hain warna hum nakam ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey tkaeh hum kamyaby hasi kar saken kun kay forex men mahnat karna asan anhin hy as men bahut zeyada time dena hota tab ja aky hum kamyaby hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna bahut mushkilho gaya hy as men jo mahnat karta hy tu voh kamayb ho jata hy ur jo as men mahnat nahin karta hy tu voh nakam ho jata hy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey takeh hum achy earning hasil kar saken
              • #8 Collapse

                Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                Bhai ya apky trading method per depend krta hai kay ap kitny balance sy trading start krthy hain agar ap long term trading karna chahty hain to apky lye thora account balance ka hona bhe bahut hai agar ap scalping krty hain to apky pass ek bahut baday account balance ka hona zrori hai jab ap iss baat per focus ker kay trading krengy kay account balance matter nhe krta to ap kamyab hngy.
                • #9 Collapse

                  Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                  Assalamu Alaikum group member agar aap Forex trading start karna chahte hain to aapke pass minimum $100 ki equity honi chahie isase aap safe reh kar Ek acche trading kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain ise Kam equity ke sath bhi trading ki Ja sakti hai lekin usmein loss hone ka chance Jyada hota hai isliye at least minimum hundred ki equity hone ke bad hi aapko trading karne chahie aur $100 ki equity ke sath aapko koshish Karni chahie the Gold ke andar trading na Karen Bal ke currency pairs ke andar Chhote lot size ke sath trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                    Takriban 10 se 12000 trading start karne chahie aap hi ek acchi trading acchi trading aapke liye munafa badshah hai aur usmein paise bhi use Karne padte hain aur iska achcha fayda yah hai ke jitne jyada paise invest karenge To itni hi jyada trading oggy aur aapko munafa hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                      dear jahan tak aapke sawal ki baat hai ki kitne balance a trading karni chahie to Mera yah khyal hai ki agar aap ke account mein minimum $5 bhi hai to aap humse trading kar sakte hain lekin uske liye aapko thoda careful hona padta hai kyunki is waqt aapke pass kyunki account bonus kam hota hai aur jaldi aapka account watch bhi ho sakta hai agar aap ki lagai jaane wali train last mein jaati hai to isiliye aapko chahie ki aap pahle Apne account bonus ko increase karne ki koshish karen aur FIR uske bad forex trading mein trading start karen to aapka account safe rahega aur aap achcha profit bhi hasil kar lenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                        apka sawal ha hmain kitnay trading start karni chye ham ko chye hamray pass jitna bhi balance ho ham us per trading kar saktay hn bat sirf ye ha k ap k pass knowledge hona chye jis k zariye ap fkrex ko handel kar sakain agr ap forex ko apnah hath mn lay latay hn tu ap se acha profit kama sakatay hn or wo bhi kam balnce k sath or agr ap apna bonus balnve increase karna chaty hn tu ap ko chye k ap apni posting quality increase karain jis se ap aik acha bonus lay saktay or ziada se zida post karain or balance ko imrove karain or profit ko bhi improve karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                          Assalamu Alaikum dear members agar aap ek beginner trader hain aur aapko trading start karni hai aur aapko amount select karni hai apni trading ke liye deposit karne ke liye to aapko Mein Yahi advice Yara comment Karunga ki aap Agar trading kar rahe hain aur aap beginner trader hai hai to aapko chahie ki aap big amount deposit Karen Apne trading ke liye Taki aapko risk bahut kam Lena Pade aur aapko profit bhi achcha ho aur aap start Mein small lot size ke sath reading Kare Taki aapko accha profit Ho.

                          Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                          • #14 Collapse

                            Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                            Ap forex pr jb ap trading krty hn to ap ko ziada sy ziada blance ho ga ap ko is sy nqsan hony k chances kam hoty hn. Apk pass 40 50 dollar sy ziada blance hona chaye ap phr achy sy trading kr sakty agr ap k pass 70 80 $ hoty hn to y average hn is sy apachy trade laga sakty hn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kitny balance sy trading start krni chaya?

                              Market me jab members apni trading to start karna chahte hain to members Koi Chahie ke apne account balance ko badhane ki koshish karen Jab vah Apne account balance ko increase kar lenge to use time hi unhen market Mein Apni utrade ko open karna chahie traders ko Apne trade utpann karne ke liye jaldi bilkul bhi nahin Karni chahie balki Apne account balance ko acchi tarike se check kar lena chahie Agar Unka account balance 30 se upar hai ya FIR 30 hai to use time unhen bahut hi Soch Samajh Kar Apne trade ko open kar dena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X