Take profit aur stop loss ko use kia karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

    Barkat Mein kamyabi Hasil karne ke liye aur apne tradecore profitable banane ke liye Hamen Apne trade Mein take profit aur stop loss ka istemal Jarur karna chahie take profit aur stop loss ka istemal Hamari trading ke liye Sahi Hota Hai Hamari trading loss Mein jaane se bus Jaati Hai Hamara account safe rahata hai isliye Hamen Hamesha Sahi tarike se apni trade Mein stop loss aur take profit Ka istemal Karna chahi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

      Market Mein Jab Bhi Hamen trading karne lage To Hamen apni trading Mein stop loss aur take profit ka istemal Jarur karna chahie Jab Ham take profit aur stop loss ko apni trading Mein use karte hain to Hamara account safe rahata Hai Hamara account was hone se Bach Jata Hai Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha acche tarike se trading Karni chahie trading karne se Ham Achcha profit use Waqt Hasil Karte Hain Jab ham trading ke rules ko follow karte hain aur Tamam tools ko apni trading Mein use karte hain
      • #18 Collapse

        Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

        hello forex members how are you I hope you will all find and you will enjoy your life and you will enjoy that reading and also you will be stirred and enjoy the forex platform members it's a good good topic we should always use total profit I mean TP and stop loss I mean St because there are many benefits of total profits and stop loss if you want to be a good and successful trader you should always take your total profit and stop loss because when you to take your total profit and stop loss then you are account will not be wash anytime because you have limited your profit and your loss during your trade so it's necessary for you to use the total profit and stop loss in your trade because it is the the good think of a good trader and all the good trader use the total profit and stop loss in this way they will get good profit from trading
        • #19 Collapse

          Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

          Take profit or stop loss ko jarur juice Kiya Karen kyon ke jab Ham take profit ko use karte hain aur agar Ham apni trade mein active nahin hai hamen Koi kam ho gaya yahan my internet issue to hamari Jo trade hoti hai vah use point per jakar maximum profit ke sath khud Hi band Ho jaati hai aur agar Ham stop-loss ko use karte hain to stop loss ki vajah se ek aisa point aata hai jab hamari trade blouse ke sath band Ho jaati hai aur hamara account wash hone se bacha tha hai
          • #20 Collapse

            Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

            Han ji khoobsurat information share ki aap ne take profit aur stop loss key baarey men. Aur bari achi trah guide bhi kiya aap ne keh in tools key kya benefits hain. Mazeed iss pe apna knowledge share karna chahon ga. Basically Take Profit aik aisa tool hai jiss men hum aik limit set kar detay hain keh yehan tak agar market ki trade aaye toh hamara order khud ba khud he close ho jaye chahey humm online hoon ya no hoon. Issi trah Stop Loss ka ye matlab hot hai keh kisi bhi pair ki value agar aik khaas limit tak pohnch jaaye toh bhi hamara order close ho jaye. Iss se hum ziada loss se safe rehtay hai. Stay blessed
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Take profit aur stop loss ko use kia karen

              Take profit aur acchi quality ke sath kam karna Jaruri Hota Hai Jab Ham Yahan per Sl Ka use karte hain To isase Hamen bahut jyada fayda hota hai Hamen apni trading Mein yah tools ka use karne ki koshish Karni chahie Kyunki se Hamen bahut jyada knowledge milati hai yahan per kam karne ke liye hi experience ki jarurat hoti hai aur isase Hamen bahut jyada knowledge milati hai jismein Ham Hamesha kamyabi Hasil Karte Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X