Signal par kabhi bhi trust na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

    Signals per kabhi bhi Bharosa mat Karen Forex members signals per ine hazar karna iska matlab yah Hua ki aapko Apne Upar confidence Nahin aur jo user yah Samajhta Hai Ki vah confidence Ka Shikar hai to vah na to best posting kar sakta hai aur na best trading kar sakta hai isliye signal ko chhodiye aur apne andar atom Aaj Paida Karen confidence Paida Karen use confidence ko Apne experience knowledge focus market Mohammed Ke Sath mila hai aur apne aap trade karen to Inshallah aapko best Raider banenge aur signal se press Karen ya Tut bhi watch Karate Hain apne aap per confidence se trading Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

      Ji han bahut acchi baat ki hai ki signal per trust nahin karna chahie Bal ke khud mehnat se apne dam par trade lagani chahie aur apne knowledge or experience ke mutabik red lagani chahie Taki hamara experience aur knowledge aur jyada grow ho sake
      • #18 Collapse

        Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

        Forex per kam Karte Hain To Hamen chahie ke bahut zyada careful hokar kam Karen Ek To Hamen mehnat Imandar ki zarurat hoti hai proper time dene ki jarurat Hoti Hai Kitna time of Forex ko Dete haman is k liay pori tayari krni ho gi nafa nuqsan dono zahan mane rakhnay hone ga , ager kami koi reh jay to is mane hamari hi ghalti ha , to loss bhi ho ga ..
        • #19 Collapse

          Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

          Nhn esi bat nhn hay hamain signal per trust karna chahiye signal acha ho to hamain signal ko follow karna chahiye ta k hum acha profit hasil kar sakain...
          $#@#i Khan
          • #20 Collapse

            Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

            assalam walekum Mera to jarur na to yah hai ki agar aap signals ko follow karte hain to aapko fayda ho sakta hai use Surat mein ke jiska signals are follow kar rahe hain vah agar signal dene wala bhi aapke hath hath maar wala aadami ho aur vah galat biyani na karen to fir signal ko follow karna jyada best hai
            • #21 Collapse

              Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

              Forex trading mein different important analysis could complete karna chahte hain aur uske sath speed successful aana chahte Hain to aapko hamesha different signals per trust nahin karn jo hai os sy to apko kafi loss ho sakta hai my dear agar apko forex trade mein long time k liye rehna hai to apko is mein positive mind k sath or full learn kar k work krna hoga nahi to apka kam zyda dair tak nahi rahy ga ye koi 1 ya 2 din ka business hai hai ye hamesha rehny wala hai.
              • #22 Collapse

                Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                Aapko Khud Se acche acche signal Banane chahie Kyunki jawab could signal banate hain to Fir Aap Ko Pata Chalta Hai Ki aapane kaun si strategy ko phone kiya hai aur Kis Tarah aapane acche knowledge ke sath signal banae Hain Kyunki acche se knowledge ke sath aapka signal aapko profit deta hai aur kabhi kabhi aapko nuksan bhi deta hai aur jab aap ko nuksan hota hai to aap ko pata chalta hai ki aapke knowledge main aapko kis galti ki vajah se nuksan Diya Hai

                • #23 Collapse

                  Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                  bilkul theek hai ab kis baat se agri karta hun ki picture dekhne ko yah milta hai ki koi bhi new mein baad aata hai to vah jyada depend kar lete hain signal per lekin aisa har waqt sahi nahin hota kyunki akshara signal bhi galat ho hamare count was hone ke sabse bade reason bhi ji signature hote hain isliye hamen aap khud se market analyse karni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                    Asalam alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han bilkul aap ne sahi kaha hai ki forex me Agar aapko trading signals ke bare mein guide kiya jaaye To Kuchh signal Chuke expert trader community mein rahakar junior aur senior members ko provide karte hain vah mostly aur majority correct hote hain Kyunki vah 1 expert level ke experience a worker Rahe hote hain aur Hua Tamam rules and instructions ko follow karte hue trading predictions Karte Hain Jo ke Unki mostly aur majority predictions correct Hoti Hai Jiski vajah se unke members ko bhi aur unhen bhi bahut jyada profit Hota Hai Hamen chahie ki Ham gilas me guidance Unse Le Taki Hua Hamen Achcha guide Karen aur ham trading mein profit banaen. Thanks members
                    • #25 Collapse

                      Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                      ALHAMDULILLAH , Dear ap ny bhot achi Thread create ki hai . Agr hum ko kamiyab hona hai to hum ko chaye ho ga ky hum apny demagh se kam kryn. signal bhot milty hain . agr aap ky pas social media hai to waha par bhi kafi log signal de rhy hoty hain. lekin humy chahye ho ga hum un ko follow nhi kryn na hi un par trust kryn. kyo ky wo log bhi hum jesy insan hoty han . aur wo khud trading nhi krty bas apny tajziye share krty hain . koi signal success ho jae to paid signal ky chkro me dukan chmka rhy hoty hain. humy aysy signalo se bch ky rhena ho ga . humy apny demagh se kam krna ho ga. hum ko chahye ho ga hum khud market ka analysis kryn aur khud kam kryn is se hm ko faida ho ga hamara expereince good ho ga. hum ko kamiyabi mily ge.
                      • #26 Collapse

                        Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                        Signals par kabhe bhhe trust na Karen market main asy bahut sary bandy han jinho na social media par group banaye hovy han jo ka ap ko signals provide karty ha han lakin ap ko pata ha ka har kisi ka account 1 jesa nhe hota ha ab kuch log payed signals de rahy han to in ka hisab is tarah sa hota ha ka ye signals un logo ka lye hoty han jin ka p[ass bara account hota ha lakin jab ap 20 ya pher 30 dollar sa trading Karen or signals ko follow karty han to ap ka account wash ho jata ha or zeyada log han jo ka free main signals provide karty han jo ka fake hoty han or ap apna nuksan karty han behtar to yehe ha ka ap log signals ki ttaraf jaen he na agar ap na in ko follow karna bhe ha to ap phely in ko demo par test Karen pher in ka result dekhen ka kaya hota ha pher ap agar in ko real par apply Karen to faida ho sakta ha but pher bhe ap na money management karni ha
                        • #27 Collapse

                          Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                          Signal Ko Follow karny sa Bachna Chea Jaab ap Signal Ko follow karty hain toh emotion ka bhoat role hota hai is lai Ap ko signal per kabe Be trust kar ka kam nahi karna Cheaya Jab ka Ap ko SIgnal Dia Jata hai toh aap ko khud market ko analysis karny ke Bhoat Zrort hai jaab ap Khud market main Analysis akrty hain toh ager aap ko signal acha lagy or aap ko apni analysis ke Hissab Sa Signal per trust ho toh aap ko kam akrna chea Other wise aap ko signal Ko follow nahi karna Cheaya aisa krny sa ap ko loss ho sakta hai or ap ko apny account ko safe rakny per kahas Focus rakna be Bhoat lazmi hai is ka bad he aap kamyab Trader ban ka profit earn kar sakty hain or kamyabe hasil kar sakty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                            Dear member apki baat theek hai k signals pe kabhi bh trust nh karna chahye k signals pe trust Kar k hum apni skills ko strong nh Kar paaty aur aik ratta system ki trah trade karty Hain aur close karty Hain aur is me hamari koi kamyabi nh hoti aur hum dosron k saharay gee rahay hotay Hain aur signals aksar fake hotay Hain jis pe bhrosa Kar k hum apna account bh wash Kar daity Hain aur hamary hath siway mayosi k kuch nh aata aur hamen chahye k apne knowledge aur experience pe twajoo dain aur inko improve Karen aur inko strong Karen aur demo pe zayada practice Karen aur market ko achi trah analysis karna seekhen aur kamyab logon say tips lain aur is trah hum khud k skills ko strong kar k acha result hasil Kar sakty Hain lakin signals pe bhrosa Kar k hum kabhi kamyab trader nh bun sakty
                            • #29 Collapse

                              Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                              Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex per bahut Achcha earn kar rahe Honge. Or trading main acha kama raha hmm ga or post achi kaar raha hnm ga or bonus la raha hmm ga g ap na jo kaha thk kaha ka signal paar kabhi bhi trust na karain or koshish karain ka ap apni trading paar focus karain taka ap acha earna kaar sakha signal ka bht sa nuksanat hain is lea lalach na karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                                ye bahut buri adat hoti ha khud to kuch karna nhe ha dosro ka pechy chal parna ha yad rakhna jab bhe ap kisi or ka kehny pa ya kisi ka signal pa entry lety hn to ap ko nuksan howa to ap ko bahut zeyada gussa ata ha jab ka agar ap khud loss karen ga to iutna gussa nhe ata ha to behtar ha khud kam karen is sa ap log bahut kuch seekh bhe len ga or market ki bhe samjh aye gi ap ko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X