Signal par kabhi bhi trust na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal par kabhi bhi trust na Karen
    main ummid karta Hun ki aap sab log khairiyat se honge aur aap sab logon ki bahut acche tarike se guzar Rahi hogi aaj main aap logon ko kuchh chijen batane laga Hun vah chij hamare liye bahut hi jyada important hai aur hamen chahie ki Ham logon chijon ko acche tarike se understand Karen agar ham log Kamyab hona chahte Hain To pahli baat To yah hai ki hamen signals milte Hain aur kafi sare signals theek bhi hote hain isliye hamen on signals per trance nahin karna chahie aur hamen apne kam ko kante nahin rakhte hue acche tarike se upar Jana chahie hi dekhna ham log acche tarike se Kamyab hona sakenge aur apni kamyabi ko apne naam Kar sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

    Assalamu Alaikum dear members Agar aapko trading signals ke bare mein guide kiya jaaye To Kuchh signal Chuke expert trader community mein rahakar junior aur senior members ko provide karte hain vah mostly aur majority correct hote hain Kyunki vah 1 expert level ke experience a worker Rahe hote hain aur Hua Tamam rules and instructions ko follow karte hue trading predictions Karte Hain Jo ke Unki mostly aur majority predictions correct Hoti Hai Jiski vajah se unke members ko bhi aur unhen bhi bahut jyada profit Hota Hai Hamen chahie ki Ham gilas me guidance Unse Le Taki Hua Hamen Achcha guide Karen aur ham trading mein profit banaen.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

      qundeel member Mein ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Shahar Ki Hai Jab Ham Forex form per kam kar rahe Hote Hain To usmein Hamen Jyada Se Jyada experience ke sath kam karna hota hai agar Ham ismein acchi learning ke sath kam Karte Hain To Hamen signals ko kabhi bhi follow karna Nahin chahie Kyunki bahut se signals fake hote hain agar aap ismein hardworking ke sath aur experience ke sath kam karte hain aur Market ko acchi tarike se understand karte hain aur Market Mein inter hone se pahle different important analyses were completely study Karte Hain To aap ismein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

        Forex Mein kam karte hue Ham Logon Ko Apne signals Banane chahie Na Kisi dusre ke signals per kam karna chahie Achcha trader Hamesha aapane signals create karta hai aur trading karta hai ab Logon Ko pahle technical analysis karna chahie fundamental analysis karne ke bad Ham Logon Ko Apna Ek signal generate karna chahie aur uske according apni trading open Karni chahie Is Tarah ham log Forex Mein Kamyab aur ek successful trader Ban sakte hain dusron ke signal per address nahin karna chahie nuksan Hoga aur Kabhi experience Nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

          Salam walekum dear brother of Forex trading mein different important analysis could complete karna chahte hain aur uske sath speed successful aana chahte Hain to aapko hamesha different signals per trust nahin karna chahie aur jitne bhi signals aapko available hote hain per completely focused karke uske bad hi phone per apni trade open karni chahie kyunki agar aap ismein gendbazi karte hain to sometime fake signals aapke liye bahut jyada problems create kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
            main ummid karta Hun ki aap sab log khairiyat se honge aur aap sab logon ki bahut acche tarike se guzar Rahi hogi aaj main aap logon ko kuchh chijen batane laga Hun vah chij hamare liye bahut hi jyada important hai aur hamen chahie ki Ham logon chijon ko acche tarike se understand Karen agar ham log Kamyab hona chahte Hain To pahli baat To yah hai ki hamen signals milte Hain aur kafi sare signals theek bhi hote hain isliye hamen on signals per trance nahin karna chahie aur hamen apne kam ko kante nahin rakhte hue acche tarike se upar Jana chahie hi dekhna ham log acche tarike se Kamyab hona sakenge aur apni kamyabi ko apne naam Kar sakenge
            assalamu alaikum ji aapane bilkul theek kaha hai hamen signal to per bilkul trust nahin karna chahie agar humse journal paper trust karke bar karenge to hamen Las ho sakta hai FIR ke signal kabhi bhi hundred percent ke rate nahin hota jab tak Ham khud market ko analyse karna nahin sikhenge hamesha paper jyada nahin kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

              jee han Apne signals Banane chahie Na Kisi dusre ke signals per kam karna chahie jo power hoti hai wo power kesi or chez k ander nahe hoti hai is lye hummen koi bhe work bina kesi experience k nahe karna chaye phely humen hasil karna chaye humy boht kuch sekhny ko milta hai.or hmra mind or khul jata hai .k hum nay bzns kaesy krna hai or kesy hum forex forum pay kam kaer skty hain...
              • #8 Collapse

                Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                Gee bhai apny bahut achii baat ki hai kay signal per kabhi bhe trust nahe krna chahey apko chahey kay ap apnii trading per focus krna chahey aur apni trading per hi depend krn chahey keon kay ksikay mind ka apko pata nahe hota kay woh ya trade keon lay raha hai
                • #9 Collapse

                  Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                  mere chalde hamen bhi aise hi karna chahie Ham kabhi bhi signal per trust na Karen jab tak ham log signal per trust karte rahenge To hamen kabhi bhi Koi bhi fayda nahin hone wala mere khyal mein hamen knowledge bahut achcha karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                    Ji bilkul dear forex members Agar Ham Forex per kam Karte Hain To Hamen chahie ke bahut jyada careful hokar kam Karen Ek To Hamen mehnat Imandar ki jarurat hoti hai proper time dene ki jarurat Hoti Hai Kitna time of Forex ko Dete Hain To Itni hi acche Manika Sarkar batane ki Hamara focus bhi require hota hai freshman Ka Hona bhi require Hota Hai Uske alava Hamen trading karte hue bahut jyada careful Is Tarah Hona padta hai Kyunki yah totally marketing work Hai market kabhi bhi up and down hoti rahti hai To Hamen fake signals per bilkul bhi believe nahin karna chahie Uske pahle mamu market ki movement ko samajhna chahie dekhna chahie ki musab state karna chahie Nagar main market ki movement Ka Pata vah To Hamen Pata Hoga Kam ki chij kis chij birthdate Karen To Hamen benefit han se log aur kis chij per Tait karne se mila sakta hai Dekhkar careful Ho Karam trade Karenge To Ham bahut hi Kamyab Honge aur Achcha benefit Hasil kar Payenge isliye main chai ke Mishal careful hokar trading Karen Khuda Hafiz
                    • #11 Collapse

                      Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                      g han forex ma hamen chahie ki Ham logon chijon ko acche tarike se understand Karen agar ham log Kamyab hona chahte Hain To pahli baat To yah hai ki hamen signals milte Hain aur kafi sare signals theek bhi hote jitna ho sky zuada sy zyada knowledge gain karna chah or humein apni kamyabi k lye kousheshein karni chahiye or humein profit earning pe bhi twajo deni chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                        Assalamu Alaikum ji han dear aapki baat bilkul sahi hai ki agar aap market Mein available free signals ko follow Karte Hain To sometime ke liye signal fake hote hain Jiski vajah se aapke sari investment zaya Ja sakti hai isliye aapko Khud Se Hamesha market ka analysis karna chahie aur analysis ko follow karte hue hi trade Karni chahie agar aap dusron ke upar dependent Honge to aap is business Mein Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte isliye Hamesha Khud Ke Upar dependent Ho Khud Se market ko analysis Karen aur uske bad trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                          Asslam.o.alikum ji friends umeed hai aap theek hungay friends signals par kabhi bhi yaqeen nahi karna chahye ye ak second me up.or ak he second maub down ho jata hai is liye humy chye kah jaisy he signal profit me ay forun.usko close kar dena chahye agar hum order ko close nahi kary gay to lose ka bhi samna.kar skaty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                            yes brothers Allah ka shukr hai aap sunao aap kaise hain yes brother you are right signals per kabhi bhi believe nahin karna chahie kyon ke signal hamesha jhuthe hote hain aur yah jaruri nahin hai kaise signal aapko har bar profit hi den kyunki signal fake bhi ho sakte hain isliye kabhi bhi apni trade ko signal per depend na Karen aur signal ko fallen karte hue kabhi bhi apni trade open na Karen iske alava aapko trading may experience gain karna chahie kyunki agar aap experience se apne trade open karte Hain to fir usse aapka account bhi awaaz nahin ho sakta aur aap profit bhi achcha hasil kar sakte hain isliye signal 1 risk hy in ki taraf bilkul na jaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signal par kabhi bhi trust na Karen

                              Dear mein aapki is baat se a 50% aggregate karti hun ke signals ko CO2 kabhi bhi trust nahin karna chahie kyunki Jab aap forex trading mein Apne knowledge or experience ke mutabik kam kar rahe hoti hain to aapko acchi tarike se andaaz hota hai ki kisi aur ke diye jaane wale signals aapko kis had Tak kam job kar sakte hain lekin agar aap forex trading main aapka knowledge or experience itna jyada nahin hai to aapko dusron ke signals per hi trust karna padta hai isiliye aapko chahie ki apna knowledge or experience increase karne ke bad Apne mind ke mutabik milane wale a signals ko jarur follow Karen is tarah aapko achcha knowledge or experience mein milega aur aap acchi aur profitable trading bhi kar sakenge lekin kisi aur ki diye jaane wale signal sometimes aapke liye bahut profitable hoti hai aur sometimes aapko lost bhi de sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X