ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ji haa mere dost app bilkul thik bola student bhi forex businss main join kar sakta hai because forex business 24 hours business hai so student jab time bana sakta tab kat sakta hai lakin student ko uska study ko thik rakh na chyea hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G bilkul main sab members ki bat say agree karta hon .students ko chahiey kay wo is ko join zaror karain aur is pay kam bhi karain kion kay yeh aik bohat acha platform hai jis ka procedure bohat simple hai .is pay time ki bhi koi pabandi ni jab chahain ap is pay kam kar saktay hain .laikan is ki waja say apni study ko distarb na karain balkay isay free time use karain .
      • #93 Collapse

        yaha pay atay he humaray demagh khrab hi jatay hain aur hum ye sochnay lagtay hain k humarri taleem hasil karnay ka maksad pora ho gya hai lekin humari taleem hasil karnay ka maksad sirf paisa kaman nahi hai.
        • #94 Collapse

          apki achi soch hai keh taleem ko ignor na kary q ka ham taleem ka baghaer kuch bhi nahi taleem sey hi ham ziada trader k bary me information hasil kr sakty hain. meri students ke request ha keh woh taleem jari rekhy hu sah sath job bi zaruri hai. is ke elawa apke pas chara nai hain dosto apki achi advise hain
          • #95 Collapse

            Haan sahi baat hai bhai ap ne ki baat se me agree karon ga ke student forex ko part time bhi kar sakte hain student apni study ko bilkul bhi ignore na karen forex ko bho jaari rakhe aur trading ko bhi....
             
            • #96 Collapse

              bhai g bilkul yeh aap ne aisi cheez advise ki hai k jis per kisi or ne tawajja nahi dilai abhi tak, waqi students forex main trading karain to iss main itna zyada involve ho sakte hain k apni taleem ko ignore kerne lagain jab k education un ki first preference honi chahiye hamesha...
              • #97 Collapse

                Dear agar student trading ki tarf aate hain tu ye boht achii baat hy but agar ap ko trading karnii he hy tu ap ko chahiye ap dono cheezon ko manage karo apnii study ko b aur apnii trading ko b tab he ja kar ap es market se achii earning aur learning kr skte ho...
                • #98 Collapse

                  taleem bht he zaroori hai ager ek banda isko apna kr taleem ko chor det ahai ye to galt bat hai, aj k dor main degree honi chahiye job beshak kro us ki base pe chahe na kro
                  • #99 Collapse

                    bilkul frend , me bi aik student hu or me bi apni taleem ko sath sath ly k chal raha huu , me forex per kaam part tym job samj k karta huu , or apna max kharcha khud nikaalta hu kyu k me samjta hu k me apny ghr walo ka zeada kharcha nahi karwau
                    • #100 Collapse

                      jee habhi jan may a ki bat say bilkul agree kerta hu kay student log forex per tradding karain mager itna aur aisa be nahe kay wo apni taleem is kay leyi close ker dainya chor dain to wo zaruri kay tradding be karain mager education be sath sath karain
                      • #101 Collapse

                        jee bilkul sahi baat kahi hai aap ne ke student ko os waqt trading karnee chahiye jab wo school ke kaamo se bilkul farigh hojaye . hame chahiye ke hum school ke study par ziada se ziada dehaan de aur os ke baad jo waqt milta hai os me trading kare .
                        • #102 Collapse

                          ha friend jarur.jo log student wo log jarur trading kar sakte hay.o log aapni study k sat sat trading ve kar sakte agar.or Forex foram par work karke o apni parents ko support kar sakte hay.par unko apni study ko koye nuksan powcakar tdar nahe karna caheay..
                          • #103 Collapse

                            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay ke student forex per kam karkay apna our apne ghar walo ka kharja forex say pora kar saktay hay lakin un ko lalach may nahi ana chahiye ke ham sirif forex per kam karangay our parhaye nahi karangay un ko pahle chahiye ke apna parhahaye mukammal karay phir is kam ko pora time day.
                             
                            • #104 Collapse

                              g haan g ap ne tehkk kaha..:)
                              hamen is forex ko sekhna chiaya kam akrna chaiay but hamen lalach mein aa kar apni taleem ko ignore nai karna chaiayay aur apni taleem ko jari rakhna chaiaia aur part time isy karna chaiaya..:)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yes dear apne bilkul thik kaha hai student forex trade business me kam kare lekin apni steady khatam kar k hi is business me kam kare forex me student apni free wakat me kam kar sakta hai is me student as a part time job join kar sakte hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X