ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    han ji students ko chahiye ke trading ko choren anhi or is me aese he kam karte jayen is ko kabhi bhi avoid na karen na he apni taleem ko na he forex ko dono ka iak time table bana kar kam karte jayen takey unhen is me profit bhi ho sath sath parhai bhi chalti rhe .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      Students ko trading karni chahiye, is tara woh farigh waqt mein trading se income hasil kar sakte hain. Students isay jaldi seekh sakte hain.
      • #963 Collapse

        Yes dear ap theek khtay hai kisi b person k liye styudy bohat zroori hoti hai Q k bina study k ap duniya mai kuch nhi kr patay hai.Knowledge is the key of success or ye bilkul correct hai hmay trading zroor krni chahiye lakin tarding k sath,sath apni study ko b countinue rkhna bohat zroori hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #964 Collapse

          dear g han bilklul mein ap say agree karta hun k students ko trading zaror karni chahiye ta k wo apni probelms ko solve kar sakien lekin ye bhi zaror khayal rakhien k un ki study disturb na ho
          • #965 Collapse

            Assalam u alikum friend, jee haan students forex trading kren aap sahi keh rahy hain but students kisi soorat apni studies k sath compromise na kren, forex buisness ko araam se free time me seekhty rahen or experience gain kren demo pe practice krty huey but sath sath studies b jaari rakhen lalach se bachein, beshak forex students k liye bohat acha platform hai yahan se earning kr k wo apni taleem ko jaari rakh sakty hain :)
            • #966 Collapse

              hang is feild mein humain... yeh kaam sub kay liye hai kay sub he is sa earning kar saktay hain .. tub he hum is sa faida hasil kar sakty hain..
              • #967 Collapse

                g han students k liye yahi advice hai k agr wo business krna chhte hain to wo business zror krain lakin apni study ko kbi ignore na krain
                 
                • #968 Collapse

                  students k pas q k bht zida knowledge hota hai just becoz un ki study ki waja jab wo study nhi kray gy to un k pas knowledge b nhi ho ga
                     
                  • #969 Collapse

                    forex main students bht kamyab hote hain lakin jab un ko earning honi shuru ho jati hai to un ka study sy focus hat jata hai jo k galt bat hai
                       
                    • #970 Collapse

                      aap nay boohat achi baat ki hai.students kay leiy bhi trading ik acha business hai or wo iss field main kaam kar sakty hain lekin un kay pass iss field main kaam karny kay liey time table hoona chahiey.iss tarah he wo safely earn kar sakty hain.
                      • #971 Collapse

                        g han mjy ap kii bat ht achi lagi i agree k taleem hi hai jo insan ko kamyab bnati hai jab ap k pas taleem nhi ho gi akmybi b nhi ho gi
                         
                        • #972 Collapse

                          han dear studing b bht zarori hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex world ka best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or best way hai or es sy acha koi kaam ni ho skta
                          • #973 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                            Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
                            Main is baat se agree krta hu k students ko forex ka kam krna chahiye,,lekin sb se pehle apni taleem pe tawaja deni chahiye,,taleem ap ko forex main bhi help de gi,,forex ak bht acha buisness hai,,is buisness main hm bht achi earning kr skte hain,,or khas tor pe educated aadmi k lye forex ki technicalities ko smjhna easy hota hai,,i think ye advise students k lye bht achi hai...
                            • #974 Collapse

                              forex trading aik online business hay some students aisa kertay hain kay jub unko earnings anna start hoo jayte hain too woo study ko choor deetay hain aisa nahe kerna chahyea unko..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                g haan yeh thaik hai.agar woh is main kaam karin and apnay is bussiness k saath saath apni taleem par bhi zaroor tawah dia karin.both main time dia ja sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X