ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
    Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
    Bilkul, eis mai koi shak nai hay kay forex trading specially, students kay liay bohat hi zabardast business hay, kyn kay agar wo eis business mai enter ho jatay hain toi phir study kay end honay tak wo apnay forex kay career ko eis kadar strong kar chukay hotay hain kay unhain tenssion koi nai hoti agar job na b milay to wo apna forex ka business start kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      g aap ne buhat hi achhi salah di hai students ko k yeh kaam kar k na sirf apni pocket money generate kar saktay hai balkay apnay parents ko bhi support kar saktay hain or future mai yeh learning kaam aati hai
      • #363 Collapse

        dear ye tu bohat hi achi advice de hai i think i agree forex ko hum join tu karletay hain par hum zaida earning k greed main ah kar apni education ko chor detay hai or study par sahi se tawaja nai de patay in ko chahiye k trading k sath wo apni study par bi tawaja de education jo k unka future hai forex nai.
        • #364 Collapse

          yes i agree with you students ko forex pe kam zurur karna chahye q k is se inko bht faida hoga magar parhai k alawa jo farigh time ha sirf us mian karen.students ki first concentration parhai pe hi honi chahye takaey parhai ka harj na ho.
          • #365 Collapse

            sb se bari advice ye ky student ko chahy ky school aor college ki education ky sath sath trading ki theory pr completely aboor hasal kry must he jb practically life me student inter ho to fr demo pr practice kry os se pele sirf theory ko pry agr trading ko zehn accept kry to work hard kry
            • #366 Collapse

              aik aor advice k student ko ye bhe chahy ko wo pak forum ki posting site ko bhe ignor na kry jo trading ki theory ko pry wo pak forum me threed post kry to fr wo haq ada ho jata he aor trading krne me bhe asani ho jati he ye be studen ka hq aor duty he es ko bhe ignor nahe krna chahy pak forum ky sath rehna hamar farz he
              • #367 Collapse

                haa aisa hee hey key agar student ki khwaahish hey key wo is busienss mey apney hunar dikana chhatey hey tho beshak wo is buisness mey chal saktey ehy laikin un ko chhaiey key wo is kaam key saath saath apni study bi jaari hee rakkey usey chorhey nahi
                • #368 Collapse

                  The first target for a student is just concentrate on the study and it is more necessary than any other thing so you have to pay attention more than Forex trading avail this opportunity but in your leisure time.
                  • #369 Collapse

                    han g ye boht sahee bbaat hay kay students apni taleem ko bilkul bhi ignore na karen...,taleem boht zaruri hay q kay agar aap ki taleem nahee hogee to forex trading kya koi bhi kaam aap nahe karpagay na success hasakte ho....trading forex kay leay student taleem bhi zaruri hay...
                    • #370 Collapse

                      yes ye bht aachi baat ha student ko forex trading krni chiye jis se wo apni study k liye kuch earn kr sktay hain apne ghar walon ko support kr sktay hain but wo apni study ko quit na kren ye na samjhen k bs earn krna shuru kr diye tu study choor den asa ny krna chiye forex trading se unko knowledge milay ga jo ane walay waqat k liye aacha ha
                      • #371 Collapse

                        Baheyo main tamam students traders ko ya advice karta hon kay wo trading zaror karain lakin is kay sath sath wo apney talem ko zaror jarey rakhain kayon kay sab say phalay on kay study aham ha or us kay bad he trading business a . or is kay leya sary zaindgi parey ha
                        • #372 Collapse

                          g han yeh boht kamm ki bat hy.hum sub par faraze hy kaye sub say phely apni full care apni studies ki taraf rakhyta kaye humai sub say important faraz pura ho saky aur phire apni taleem ko istamal karr kay trade kary ta kay hum ko faida apni taleem ka bi ho aur sath trade ka bi
                          • #373 Collapse

                            han students k liye sab se important study hai wo study karen or sath sath trading karen or unhe ye business part time me karna chahi full time nahi karna chahei or apni [parhai ko ignore nahi karna chahei .
                            • #374 Collapse

                              ji bilkul students k liye taleem zada important hai aur ma bhi sab students ko yehi advice doongi k wo apni taleem pa zada tawaja dain forex ko as a part time kar lain ku k unemployment bht zada hogai ha pakistan ma so apne ghar waloon ko support karna bhi zarori ha so aap forex bhi karain lakin apni taleem ko bilkul bhi ignore mat karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab abat ye hay kay forex trading students zaroor karen magar apni education pesay ki waja say na choren bohat say students earning kartay hi taleem chor detay hain ye nahe karna chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X