ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    education acha ho ga tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main student bi kam kar skaty hain aur hamain is forex k bary main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main emtion ko kabo main rakhna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h yeh students bhi isey use kr skte hain lekin students Yeh na soche k wo forex use krte hain to wo apni study chor de students ko chaiye k pehle apni study ko poora time de us k bd forex ko time de study boht zrori h
      • #1278 Collapse

        education achi ho gi tab hamain is main kam karny main or bi faida ho saky ga aur wesy is main demand nai hai k itni education honi chhye so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum real main achy say trade karny k kabil ho sakty hain ta k hamain faiad ho saky ga
        • #1279 Collapse

          kuch students asy be hoty hain jinhy study ky sat job be karne parte hain in ky liye forex trading bestt job hain wo is mai part time kam akr ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain la.kin in ko apne study ko be ignore nahi karna cahey q ky agar wo asa kary gy to wo life mai agy nahi bar py gy
          • #1280 Collapse

            education achi ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain tab hamain fadia ho saky ga aur is forex main student bi kam kar sakty hain so hamain is forex k bary main learn kar k hi hum achy say trade lga sakty hain aur market main trend ko use karna ho ga ta k earn ho
            • #1281 Collapse

              Ye to boht lazim c bat hay kay trader ban jana zayda zorori nahi hay. studnet kay lieye sab say pehlay un ki education hoti hay. trading to bad main bhi ho jaye ga. lakin study ka time bad mani nhi a sakta. is liye study ko dil say karen aur trading ko part time karen is say un ki study bhi achi ho jay gi aur pocket money bhi banti rahay gi.
              • #1282 Collapse

                education hasil kar k hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain is forex k bary main information hasil karein gay tab hi hum is forex main achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur education achi ho gi tab hi hum achy say trade karein gay
                • #1283 Collapse

                  Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                  student market main achi trade kar sakty hain aur hamain is forex main planing karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main faida ho saky ga aur hamain market main anlayse karni ho gi ta k loss kam ho saky ga tab hi hum perform karein gay aur is say faida ho saky ga
                  • #1284 Collapse

                    Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                    Brother ap nay bilkul thek kha ha agar ap trading karty ho lalich main par jainy gy ar ap k mind say ye cheez nikal jay ge k ap apni team matalb apni family ko support kar rhy hain ar students k liay learning ka bht bara chance ha ar student to hmesha learning ki koshish main laga rhta ha student ko chahy keh wo forex main trading karny say pehly demo account uae karty hoay ashi trh say learn karna chahy
                    • #1285 Collapse

                      Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                      Je bilkul student k lye sab se pehli cheez os ki study hoti ha lakin agar students forex ma enter hona bhi chahtay hain to bohat care k sath q k forex trading ma boht ziadah concentration ki zarurat hoti ha, aur study ma bhi to meray khayal ma education bht disturb hoti ha is se, forex trading ma bht ziadah time dena padta ha aur yeh bhi aik tarah ki education hi ha jis ko seekhna padta ha aur paractise karna padti ha.
                      • #1286 Collapse

                        Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                        market main is k bary main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur student bi is forex main kam kar skaty hain so hamain is k bary main knowldge ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain
                        • #1287 Collapse

                          Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                          ji janab apne bohat achi baat ki hai ke studentes ko forex tradinge ki waja se apni taleem nahi shorhni chahey balke forex tradinge ki madad se majeed apni taleem ko aghey barhana chahey kunke woh forex tradinge se apna kharch khud kar sakte hain
                          • #1288 Collapse

                            Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                            mn aap say muttafiq hn , taleem jesa zewar koi nahin hay tareekh gawah hay keh taleem ka koi bhi naimul badal nahin hay aap ki advise bohot achi hay , forum ko time dena agar aap zaroori samjhty hen keh aap kay maali halaat behtar nahin hay tou aap ic pe sharp time day sakty hen , lekin agar aap apni taleem ko time dain gay tou ic kay door rus nitaaej nikal sakty hen jo keh aap ko saari zindagi aap kay qadam qadam pe kaam aye gi , aap aik achay shehri banen gay or mulk o qoum ki khatir achi khidmaat ada kar saken gay, ic liye mn bhi aap ki post say ittefaq karta hn keh taleem zaroori hay , har kaam apnay time pe acha lagta hay or aap kay paas bohot time ho ga aap dil khol kar kay ic ko time day saken gay filhaal apnay quaid ki baat ko zehn mn rakhen or apni taleem ko quality level kay sath complete karen.
                            • #1289 Collapse

                              Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                              Jitny b student hain studies must hy phly apni study Pa concentration Kro,, jb ap ko feel ho rha ho ap free ho sutdiees K sth treding k leya time as a. Party time job so you can do it,mut to help ouer family
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Re: ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

                                Fx ek asi market hai Jise ma Hm roz He kuj na Sekh ko milta hai Aur Jis ma successfull trader bAn USA k ly Hmy Zida knowledge Aur experience ki zhorta hai ic ly ic platform Jitni post let in ko Gor sa read kry USA k bf una K empliment kry

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X