ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    yar student aksar yeh karty hain k study k sath Forex ko join kar laty hain lakin jab un ko is main profit hota hai to wo lalch main a jaty hain jis ke waja se phir wo ful time is ko daty hain and un ke study rah jati hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      dear students ko forex trading ko as part time job ke tor pe accept karna chae aur is ke elwa nahe.Is lea mein sab student sy kahon ga k forex ko apne studies complete karne ka bad apna profession bane.
      • #858 Collapse

        ji bilkul mein ap sa agree ho students ko forex ko part time karna chye aur apni study pa be dehan dena chye aur achi learning trading sa easily achi earning lay sakty aur apni study ko continue rakh sakty
        :cool::cool::cool:
        • #859 Collapse

          I believe that forex is good for student because through forex a student can make extra money to support him or herself. forex is a 24 hour business and so student can trade at any time of the day and thanks to this forum they can work and earn bonus
           
          • #860 Collapse

            student ye working zroor kry lkn apni study ko es ki waja se disturb na kry es sy benifit kam and lodd zayada ho ga soo be carefull students
            • #861 Collapse

              trading keey lihaaz seey complete knowledge aur experience hasil kerneey keey baad aap work kerr sakteey heey jitna forex meey aap ko knowledge aur experience hoo gaa aap ussi target keey mutabiq time deey tu aap ko achha benefit mileey gaa aur ji haa bill kull aap iss seey mustafeed ho sakteey heey aur aap achhi earning leey sakteey heey
               
              • #862 Collapse

                Mdm ye to zarori he k hum har aik student ko jo es karobar min hisa leina chahta he ye zaror samjhin k ye karobar he to sab k lei magar es karobar se sab hi earning nahi le sakte hin jab tak k wo kowi positve move na karin jeise jeise hum es karobar min buhat hi ziyada work karte hin to humin malomat bhi milti he aur hum kafi kamyab bhi ho sakte hin es karobar min. Student apna time apni taleem ko din first phir jo time wo samjhte hin k spare min bach jata he us se wo karobar karin to behtar he un k lei aur unki future min success k lei.
                • #863 Collapse

                  Ap ne bari achi baat ki hae k students is forex per itni maghaz mari na karen k jis se un ki normal parhai disturb hone ka khatra ho. Lekin kuch time is ko den
                  • #864 Collapse

                    student trader do some loss in forex business but how they manage is important and we should avoid from risky trading and take low risk as maximum 5% per trade also avoid from emotions they are serious cause of loss in forex so try to understand forex and learn it manualy
                     
                    • #865 Collapse

                      g han agr student is forex forum main kam karna chaty hay k wo is forex forum main kam karna chaty hay to wo is forex forum main kam kary magr apni studey ko na chory ta k wo is forum main bhe kamyab ho saky aur apni studey bhe jari rakh saky ta k loss na ho student ko kici tarf say..
                      • #866 Collapse

                        jeea han student ko chahie ko wo only part time main hi he forex trading use kerain aur apni education per bi dian dain kheen earning k lalach main apni taleen ko ignore na karain.
                        • #867 Collapse

                          Bhai main yahan pay itna kheta chahon ga kay trading se study zeyda imortent hai aur aur ap ko apni parhe par tawajo trading ki nisbat zeyda deni chahye aur agar ap trading karna bhi chahtey han tu ap fark waqat main karin parahi ke waqt trading karna fazol baat hai.
                          • #868 Collapse

                            forex trading ka buisness students k liye boht achi opertuninty he is se wo apni study ko b countinue rakh skte hein or apne parents ko b spot ker skte hein lekin sirf wo log is ko join krein jo is se eaning krna chahte hein kun k is me greed krne wale sirf loss hi kr skte hein os me apne emotions ko control me rakhna ho ga
                            • #869 Collapse

                              Kafi zabardasrt sawal hai aap ka dear or mai agree kerta hoon aap sai her wo student jis ko forex knowledge ho or wo trade bhi kerta ho is ko chahiye kai is kinwaja sai kabhi bhi apni taleem ko ignore nahi karein meri bhi ye hi advice hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                yes dear me ap ki bat se agree hon jo advice dete hain wo bhi trading zaror kren but trading ke sath sath apni taleem ko bhi na wate kren balke ap ko tu bhot kuch hasil krna ha tb hi forex bhot hi sucessful ho skta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X