ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    jis tarha GOLD aurat ka zewar hota he isi tarha TALEEM ksi bi student ka zewar hota he aapko chaye ke aagar aap forex me kmaybi hasil karna chtay hen to aap forex ki know3ldge or khas kar students aap apni taleem par bi tawajju den q k aap ki agr golden age or agar ye waqt chala gay o phr kabhi ni ayega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      yes ap sahe kah rahay hain jo log students hain aunko apni study leave nahe karni chahye aur forex trading kay sath sath apni study ko bhi continue rakhna chahye ais kay liye students apnay liye timetable bhi bana sakty hain
      • #768 Collapse

        ya bat ap na mara dil ki boli ha dost ma khud ik student humaksar posting karta huwa apni study ko bhool jata ha jo ka boht nuqsani ha yar jo nai hona chya is sa sara students ko bachna chya
        • #769 Collapse

          yes forex tarding student ke liyen bhot achi he student yhen se earning karn ke apny persents ko supports karn senkte hein forex student ko zarore goin karni cheny mger pernr ko ignre na karo gb time mily tanb tarde karo study chorn karn kbhi tarde ment karni.
          • #770 Collapse

            sub se kum be used kar ksatay hain newbies kay leye yahi mashwara hay mere pass may kahun ga kay jab tak wo same levrage ko demo account per kar kay kay nahin dekh letay hain tab tak unhain chaye kay...
            • #771 Collapse

              yes brother ap na bilkul teek baat kahi ha k forex students k lia boht achi cheez ha lakain un ko apni study ko nahi rokna chaia q k study main un ka fature ha aur wo forex par kaam sirf apni study ko support karna k lia karain aur ap forex par kaam kar k apni study aur parents ko support karain
              • #772 Collapse

                jee han main ap se agree hon forex trading main kamybi ke lye ap ko learning eknri ho gi then hi ap iss business main acha gain ker ke kamyb ho ge orr earning bi achi ho gi
                • #773 Collapse

                  Ji haan bilkul students ko chhaiey k forex trading ko as a part time jobhi lein aur apni routine main sy sirf utna time forex trading ko dein jis sy unki studies effect na hoon q k hr student k liye pehly uski education ka complete krna first priority honi chahiey.
                  • #774 Collapse

                    Salam Friends, Yeah, Education is the many keys to press for getting with regard to becoming an successful individual AND obtain a bright future. Yeah students similar to me Should trade inside forex, AND progress to acquire education. the combination will be Marvelous, because no matter whether you use enough education next u may successful...
                    • #775 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                      Dear traders students k leiye as a brother meri ye advise hai k trading zaror karain es se wo apne parents ki support kar sakty hain laikan lalach mein aa kar apni taleem ko ignore na karain.trading experience un k future mein kam aye ga.
                      ji han mein bhi apki bat sy agree hun or mein bhi yahn kahon ga students forex trading ko zaror join karen lakin trading k liye study ko ignore na karen warna ye humen acha nahi ho skata
                      • #776 Collapse

                        ji bhai jan ap ne bht he achi advice d hx students ko students agr forex pe trading kr rhy ho to un logo ko forex ki wja se apni studies ko ni ignore krna chahye ye glt hoga unke lye
                        • #777 Collapse

                          bahot zaroori baat hai. Yeh advise hai student k liy. Trading ko aap part time men karen .study is more important than trading. Agr aap educated hon ge to he aap achy tareeqy se trading kar sakty hain aur agar aap study ko chor ke trading karen ge to aik aap ki taaleem ka loss ho ga aur dosra aap trading men bhi kaamyaab nahi ho sakty. Iss liy study pe sab se ziada tawajjo de.,.,.,,.,
                          • #778 Collapse

                            ji janab bilkul thek kha apny k student ko trading kerty howy apni study ko ignor nhi kerna chaye.q study un ky ly main hy jo students ky career ky ly boht zerori hy jis sy wo apny future ko save ker skhty hy.job ky sath sath unhy apny study ko proper time dyna chaye.
                            • #779 Collapse

                              jee ap ka mashwara bhot acha hai main bhi student hn main inshaAllah apna kam mukamal karo ga or study ko bhi ignore nahi karo jis mari taleem ka kharch bhi kam ho jay ga ap ka kharh bhi kam ha jay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                asalam u alaikum apne bhot acha thread post kia lekin me to yaha naya aya hon is liye is barey me mujhe kuch zyada pata nhi hai or me forex k barey me zyzda se zyada knowledge hasil karna chahta hon ye bhot acha blog hai is se acha blog shayd koi or nhi hai g han wah kia thread post kia hai apko toh salute karna chahiye.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X