trade lgany ka treeka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trade lgany ka treeka?

    Der sabse pahle to aapko demo account per practice karni chahie Jab aapke pass Achcha knowledge ho jaega Uske bad aapko Forex trading Mein trading Karni chahie Kyunki Agar aapke pass Achcha knowledge Nahin hoga to aap kabhi bhi Forex trading Mein acchi Apne nahin kar paoge isliye sabse pahle Achcha knowledge Hasil Karen Apna experience banaen Jab aapke pass Achcha experience a Jaega To fir aap Forex Mein acche earning kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trade lgany ka treeka?

      jab aap logon ne trades open karni hai to use waqt aap logon ne koshish karni hai ki sabse pahle market ko acche tarike se analyzation Ke process ko complete karna hai samajh Kar kam karenge to aap logon ko fayda bhi achcha hoga
      • #18 Collapse

        Re: trade lgany ka treeka?

        Hamen Hamesha acche tarike se trade Lagani chahie acche experience ke sath aur acche knowledge ke sath hi trade Lagani chahie without experience or knowledge ke kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie Hamen trading skills ko acchi Tarah Se improve karna chahie trading skills ko improve karne ke bad hi Hamen market Mein real trading Karni chahie Hamen trading ke rules aur regulation ko bhi acchi Tarah Se follow karna chahie trading ke rules and regulation ko kabhi bhi ignore nahin karna chahi
        • #19 Collapse

          Re: trade lgany ka treeka?

          Assalamu alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se hoga ji han bilkul frocks man tared hamesha soch samajhkar lagaen Ham jitna zyada samajhkar kam karenge utna hi hamara fayda hoga kyunki trading mein hamen apne mind ko actor rakhna parta aur bahut jyada sochana parta hai market ko dekhna parta hai har EKpoint ko dekhna parta hai aur bahut jyada dhyan ke sath kam karna parta hai tabhi Ham yahan se kuch Pa sakte hain Varna kuchh bhi nahin Hasil kar sakte thanks
          • #20 Collapse

            Re: trade lgany ka treeka?

            Walekum Assalam Dear! Ji bara sawal pocha aap ne keh forum pe kaafi mehnat key baad humen kuch bonus milta hai toh humen usko soch samjh kar he trade karna chahie taa keh hamara confidence bahaal rahay aur start men he humen koi nuqsaan na uthana parya. Sabse pehlay toh humen aise he forum pe guideline le leni chahie aur agar aap kisi experience aur senior trader se raabtey men hain toh unse mashwara le lain. Isk baad market ko analyze karain aur uska pichla weekly graph bhi check kar lain. Sath men start men apna lot size bhi karm rakhain. 0.01 is suitable.
            • #21 Collapse

              Re: trade lgany ka treeka?

              Walaikum salam Kiya aapane Achcha Sawal kiya ke Forex trading Mein Jab Humko Forex form ki taraf se Bolo Beta Hai To ismein Ham apni Kis Tarah trading kar sakte hain their Forex member Hamen tradable bolane se apni trade open karne ke liye Apna metatrader 4 fore ko login karna hota hai ismein Hamen Apna Aisa Forex account login Karke ismein apna account touch karna Hota Hai Uske bad Ham ismein Apne jo bhi trading unit hota hai usko select karna Hota Hai Jab Ham usmein Apne hold rakhte Hain To ismein Hamen new order ka option A Raha hota hai Ham usmein Apna new order Jaoge usko open Karte Hain To is Mein Hamen Hamari lot size kis Lakshan a Rahe Hoti Hai Humko Apne account balance ke according hi apni lot size Ka istemal Karna chahie koshish karen ki agar aap new member Hai To Hamesha minimum lot size istemal Karen aur uske bad Apna order select kar de Iske bad aapki trading start ho jayegi agar aap ismein stop loss ya take profit Ka istemal Karna chah Rahe hote hain to Jab aap lot size ka selection Karte Hain To Uske niche left or right Hamara red aur green block banaa hota hai jisse aap apna Star Plus aur take profit select kar sakte hain.
              ......Forum is a great place for traders talk.......
              • #22 Collapse

                Re: trade lgany ka treeka?

                Mere Pyare bhai Agar aapane trading ko Lana karna hai aur acche tarike se trading sikhani hai to aapko chahie ki pahle demo account ka istemal Karen demo account ka istemal karte hue acche tarike se market ko Samjhe hai uske bad aap ko Dam account se practice karne ka mauka milega jisse aapko Pata chalega ki aap net reading kab aur kaise karni hai aapke pass best Hue sirf hi hi demo account hai iske alava aap Kisi dusri chij ki help Nahin Le Sakte isliye koshish karen kya demo account kar Jyada Se Jyada istemal Karen
                • #23 Collapse

                  Re: trade lgany ka treeka?

                  W/salam.... Trading kerne ka pata tab chalta he jab hum forex ki knowledge hasil ker ke fir market ki achi trah analysis karen.... Forex ki knowledge hasik kerne ke bad hamen behtreen tarike se analysis kerni perti he tab ja ke trade lagane ka pata chal jata he... Or fir hamen complete trading kerne ka tarika aa jata he..
                  • #24 Collapse

                    Re: trade lgany ka treeka?

                    Trade lagane ka bahut accha Tarika yah hai ki aap apne trade ko acche knowledge ke sath sabse pahle bahut Achcha signal banaen aur signal ke sabse pahle demo account per apply Karen Kyunki Diamond count per reply karte hue aapki trade aapko Jab profit Deti Hai To aapko Pata Chalta Hai Ki aapka signal kitne percent powerful hai aur jab aap apne aur signal coderian account per reply karte hain to Fir aapko bahut Achcha profit Milta aur aapki trade bhi profit Mein Jaati Hai

                    • #25 Collapse

                      Re: trade lgany ka treeka?

                      Trade lagany ka treqa yhi hai k ap mt4 mai ko open karain or us mai pair ko select karain market ki usko shi se watch karain agar apko lag rha hai k ab achi analysis hu gi or yeh ab profit de gi tab hi ap lagaoye us mai or watch krty rhy lit size choti se choti lagaty takky apko bara loss na hu or bara loss ko control bhi tab hi kia ja skta hai jb choti lot size laggi hu gi warna bara loss hu skta hai lehaza hmmy dekh smjh k lit size lagani hugi or uski achy se watch kr k ham y shi time ka intezar krna huga jb acha profit hammy gain hu jaygea
                      • #26 Collapse

                        Re: trade lgany ka treeka?

                        Walekum assalam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji hamen bricks mein quality whether she posting Karke Achcha bonus hasil karna chahie joke Forex mein bahut hi jaruri hai trading karne ke liye jab ham Achcha bonus hasrat kar lete hain to hamen market ko analyse Karke Uske bad trading Karni chahie hamesha koshish karen ke jab trading karen to Tu lot size kam rakha Karen kyunki is se hamara account bhi vas Nahin hota han aur aur hamen jyada lash bhi nahin hota tu hamesha koshish Kiya Karen market ko jyada se jyada analyse Karke he trading shuru Kiya Karen.
                        Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                        • #27 Collapse

                          Re: trade lgany ka treeka?

                          AOA start with the name of Allah forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir market ka mukaml anaylsis karen aur phir achay bonus k sath kam karen aur koshish karen k small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                          • #28 Collapse

                            Re: trade lgany ka treeka?

                            agar aap Forex trading mein ek kam yad trade lagana chahte Hain to iske liye zaroori hai kya sabse pahle apne knowledge or experience for increase karne ki koshish karen aur achcha kam Karen jab aap mein baat karenge achcha kam karne ki koshish karenge to aapko kamyabi jarur mil jayegi Forex vahi log kamyab hote Hain Jo market ki movement ka sahi tarike se kaise lete hain analyses ke upar focus karte hain aur mehnat karte Hain to unko jarur achcha profit Mil jata Hai
                            • #29 Collapse

                              Re: trade lgany ka treeka?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: faisal-khan
                              assalamu alaikum bhai jaan main aapko batana chahta hun kya trade lagane ka tarika bahut hi aasan tarika jaega office mein hi senior ke sath milkar ek dafa Sikh lete hain to aapko kabhi iska tarika bhul nahin sakta hai yah bahut hi aasan tarika hota hai trade Ham jab lagate Hain to aap ko chahe ke karab trading start kar rahe hain to kisi senior ke sath milkar apni trade start

                              Janab ap demo account main jain pehlay waha se ap ko trade lagny ka tareeqa samajna hoga. trade ik tarha ki nahi lagti hai. trade ik active hoti hai aik pending type ki hoti hai. tu ap ko us mai phir apny analysis ki base pay chose karna hota hai kay ap nay buy karna hai ya sale karni hai tu us kay bad ap ko chose karna hota hai active trade open karni hai jo ap click karain ap ko profit ya loss daina shoro kar day or 2nd hoti hai pending trade jis mai ap apni price set kar daity hain jab market us ko touch karti hai tu trade phir active hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trade lgany ka treeka?

                                Dear member trade lagany k liye apko chahye k apke pass experience zayada ho aur apko market ko read karna aata hu aur jis pair pe ap trade karna chaha rahay hain os k baray me apko pata hona chahye aur osky balance chart ko study akrna chahye aur phr apko chahye k lot size ko sahi say select akren aur apne account k mutabiq select karen aur ap market ko focus akrty rahen aur jb market apki afvor me ho tb trde open kr dain is trh ap achi trade kar sakty ahin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X