Be CLEVER but not OVER CLEVER.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    This simple mean k humy learning pe base krky confidence k sath trading krni chahey. lakin jahn tak mind kam na kry oor dil me dar hon toh us waqt overconfidence se kam na le jay q k wo humy ghalt way se chla skta hy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ap n sahih farmaya he hamain chalak zaroor hona chahay lekin forex main chalaki nhi chalti ismain smjdari se kam krna he aur jb bhi apko thora baht profit mil rha he us p khush hona chahay.
      • #18 Collapse

        forex mi agar kese ni ana hai . tou usse clever ho kar or har point or har jagha m such kar k kam chalana hoga. or aik clever banda he har chez asane c pick karega. but etna b nahe k app khud ko perfect samajho or kese b chez p deyan dena band karo.
        • #19 Collapse

          clever is the good thing in forex trading... jo clever hoga wahi is business me success ho sakta hain clever banda apni strategy khud bana kar profitable trading kar sakta hain... but clever ko over celerverness aur over confedence na banaye...over confidence se business me loss k chances hote hain..
          • #20 Collapse

            Thank you for the nice tips. I think we need not to be over clever in forex. we need only a good learning for better earning. That's the best way to success in forex business.
            • #21 Collapse

              app ager apni hud se agay barho gay to app ko loss hoga ager app over confidence ya over clever ho jatay ho trading main to is ki wajah se app ko big loss ho sakta hai aur app nay jo bhi earn kiya hai sab zaya ho sakta hai.
              • #22 Collapse

                yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex trading aik asan online aur profitable business hay aur es business me hum learning ki madad se asani se profit earn kar sakte hain aur yeah es business se hum ache businessman ban sakte hain.
                • #23 Collapse

                  G han hamen forex trading mein clever hona chahiye but over cleverness bhi theek nahi kiunke phir ham over tradin ka bhi shikar hosakte hain,to har cheez ek limit mein achi lagti hai aur apko forex mein har qadam soch samajh ke uthana hota hai.
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                    Dear traders clever in sence of posetive meaning,is a quality of a good trader, a clever person pick the point very easely but dont be over clever because over reaction is a negative quality of a trader.be cofident not over confident.
                    Jee bilkul ap nay achi baat kahi humain clever rehna chahiye lekin baaz awqaat hum khud per andha etmaad kar lety hain aur khud ko bahut ziada kabil samjh kar loss uthaty hain tu iss cheez say avoid karna chahiey.
                    • #25 Collapse

                      forex ki trading main clever hona chaiye kyunke ye lazmi hain ager app is business mein clever nhi honge tou apke liye buhat muskl hoga is business mein lekin ap is baat ka khayal rkhe kay ap zyada cleverness na dkhae
                      • #26 Collapse

                        ji han hmain hosyar hona chahiye but hamesha positive think ma ager hum lalach wali soch ma hosyeyari kerin gy tu tu dhoob jain gy minto ma isi liye thora kama lo acha kama lo ta k loss sy bach sako hamesha jab b trade krain kam az kam 200 pips apny pass rakh ker trader kerin
                        • #27 Collapse

                          yes ziada laalach ya ziada hosiyari bhi insan ko barbad kardaiti hain aur trading main agar aap nai zara si bhi hosyari dakhai to aap acha khasa loss karsaktay hain
                          • #28 Collapse

                            Thank you so much for the nice post. I think over clever is a bad habit for a forex trader so we need to remove it from our mind. But we have to clever for success.
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Osama obk
                              Then she sat and wept and screamed with all the strength of her body, over the ... Those upstairs waited for the drink, but clever elsie still did not come
                              yeh bhut achi bat keha de hai hum ko trading ke liya knowledge hone chahya forex trading me clever hona parta hai is sa kaam easily kar lata hai par over clever ho na theek nai hota is se loss ho jata hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex mein kaam kernay k leye humein confidence aur cleverness se kaam kerna perta hai but humein iss mein kabi b over confident ya over clever honay ke koshish nehi kerni chaheye kyon k iss se humein bohat zyada loss b ho sakta hai so humesha soch samjh ker he steps lennay chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X