Be CLEVER but not OVER CLEVER.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    g haan bilkul teek kaha ha ap na jabb hum market main trading k jaein to hamin chaia k hum boht clever ho k aur muhtat treeky k sath trading karein lakin hamin ziyda clever bi nahi hona chaia q k ya bi nuqsaan ka baiess ban sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Forex trading aik business he es min se hum kafi bari earning bhi le sakte hin aur jeise jeise hum es business min work karte hin to humain pata chal jata he k yahan pe loss bhi he aur some time profit bhi hum es business min se earning kar sakte hin magar apni cleverness ko use kar k aur over clever ho kar hum loss bhi kar jate hin.
      • #648 Collapse

        Yap ager app chalaak our chust hain to khuch traders apni tezi ki waja say forex main boht earn kertay hain our ager chay un k pass knowledge kum hota hy par wo khuch triks samjh jatay hain our forex main boht earn kertay hain our enjoy krtay hain
        • #649 Collapse

          han g humain trading mein thori cleverness sa kaam akrna chayie.. aur zayda he over cleverness sa kaam ni karna chayie/.. is tarah akrnay sa humain.. loss hoga.
          • #650 Collapse

            Ok Sir you are right clever i am not trying to being over clever in this field any more and any time so thank you very much
            • #651 Collapse

              forex trading aik business hay orr isssko kernay kay liyea experience keee zaroorat hoote hay kuch loog over clever ban ker trading kertay hain aisa bilkul bhe nahe kerna chahyea..
              • #652 Collapse

                forex trading business aisa businesss nahi ha jis ma chalaki ki zaroorat paish aai kayun ka ye online business ha aam rozmarah ki tarah dokan dari ka business nahi hais business ma siraf aur siraf experience aur knowledge hi ziada kam ati ha sath is ka rules bhi jo trading ka lia hota han.
                • #653 Collapse

                  Yes i agree with you that we should Be CLEVER but not OVER CLEVER in forex trade business. A single mistake brings a big loss in forex trade business so we should take each an every steps carefully so that we can not get any big loss , thank you .
                  • #654 Collapse

                    Aap ki post buhat achi hy. Aksar dekha gia hy keh jab traders ko profit honey lagta hy to woh samjhtey hain keh woh market ko samjh chukay hain aur ab in future unhain loss nahi ho sakta aur woh mazeed learning sey ghabratey hain is ko over confident aur over clever kehtay hain. Aisa nahi hona chaheye balkeh learning ko continue rakhain aur kabhi bhi kisi bhi more par forex ko easy na lain aur serious ho kar trading karain. Yeh risky business hy. yeh jahan profit deta hy wohan loss bhi buhat ziada deta hy.
                       
                    • #655 Collapse

                      hmmmmmmmm u r right be clever but not over clever........... Over clevering can going to dangerous.
                      • #656 Collapse

                        Ji haan yeh batt karta hu apne bilkul teak kahah hai to mere bhai apko jab bhi trading karni chaiye to phir apko is me apne ap ko itna menten rakhna chaiye ke apki log tareef karain.
                        • #657 Collapse

                          yes, humen trading active ho k karni chaye or humen trading fresh mind se karni chaye kun k agar hum trading upset mind se karen gay to humen loss ho sakta hai so humen fresh mind se trading karni chaye or active ho k karni chaye kun k forex ek high volatile business hai
                          • #658 Collapse

                            yes ap theak kah rahay ha k be clever but not to be over clever. ya problem bahot sy traders k sath hota ha k jub wo forex main kuch knowledge aur experiance hasil kar laitay hain aur wo clever ho jatay hain jo k bahot achi bat ha magar es k sath hi wo over clever b ho jatay hain aur ya hi cheaz ha jo un say wrong decision karwati ha.
                            • #659 Collapse

                              g han ap ny sai kaha hy k clever mind or over clever mind trading ko doraan dono ka hi pata chal jata hy kuch log khud ko ziada samajdar samaj k ghalti kr bethty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                insan ko clever zrur hona chahiye par over clever kabhi nahi hona chahiye ku kay over clevernes ap ko hamesha nuksan hi phnchati hai or ap ko barbad hi karti hai is liye kabhi bhi khud mein over confidence na rakhy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X