Be CLEVER but not OVER CLEVER.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Yesbase on me as a trader i will say that it is very good for you to try to take your time to really make good analysis so that you will be able to grow your account at any given time
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      g bilkul forex may clever hona prta hy lakin over clever nai k nuqsan he kr bethy ye aisa business hy k is may hum pori trah active hona prta hy her chees ko quickly dekhna hota hy phr he hum is may kamyab hote hen lakin agar hum over clever hun tu loss b ho jata hy is liye dehaan se sb kuch krna hoat hy
      • #288 Collapse

        Yes as a trader i will say that it is vey good for you to be very clever so that you will be able to place good trade and make good profit from one level to the other
         
        • #289 Collapse

          chalak hna aik had tak acha hta hai lekin had se zyada chalaiki ache nahe ye srif nuqsaan phnchate hai trade karty wakt hme apne dimag k haazir rakhna hta hai insna me itni taize hne chye k wo ase situations ko face kar sakey
          • #290 Collapse

            forex trading hamari life ko successful bana sakti hay hamari life ko easy bana sakti hy forex trading sy ham apna future bright kar sakty hain forex business bht profitable business hy forex sy earning kar k ham ameer ho sakty hain or apna life style change kar sakty hain forex best business hy
            • #291 Collapse

              Asslam o aliekum! I am agree with you forex trading forum pe humara confidence buhat ehmiat rkhta hai magar don't be over confident q kay it can harm our profits and change into loss
              • #292 Collapse

                han mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai ke forex trading ke business mein humy bary dehan se trading karni hoti hai tab he hum es mein acha profit hasil kar paty hain.
                 
                • #293 Collapse

                  dear bro apne bht achi baat kahi hai forex mai agr ham chalaki se kaam karen to theek hai magar mai ye kahungi k zada cleverness bhi theek nahi hai qk is tarhan ham kabhi bhi kamiyab nahi hosakte hain...
                  • #294 Collapse

                    traders trading kay doran app clever zaror rhain lekin esha kam karo jis me aap ko lost na ho qu ke ajkal log kam karna janty nae hain or apna business start kar dety hain un se mere requiste hai jo kam nae janty hain wo pahly seikh le
                    • #295 Collapse

                      Dear forex ho ya koi business agar ap trading kartay waqt clever nai hongy ya tension main trading karein gai tu profit hasil ni kar saktay q k aik business man ka clever or sharp mind hona lazmi hai isi tarha ap confidence k bajaye over confidence hogaye tu is bi ap ko loss hoga.
                      • #296 Collapse

                        dear ageer app apna trading style ka duraan khud ko control main nai rakhain gain orr apna emotions koo bi too is main app ko bohaat sara lose face karna paar sakta ha main too app ko yahi kahoon ga ka app confidence ka sath trades ko karain . over clever maat hoomarket ko daikh kaar .
                        • #297 Collapse

                          traders trading kay doran ap clever zaror rhain . lakin bohat zayada hoshyar bananay key koshish main is bat ka ap khayal zaror kar lain kay is hoshyarey main ap ka khen loss na ho jaya,.,.,.,.,////
                           
                          • #298 Collapse

                            forex m jitny bhi trader he wo clever hen to to trader bane hen q k forex m sharp mind hi kam ker sakty hen mager itne bhi sharp na hon k pan capital loss ker walen q k over clever bhi kamyab nahi hosakty claever hone k sath saber bhi chaye hta he forex trading m
                            • #299 Collapse

                              As ka agar aap asan alfaz main matlb samjna chao tou wo yeh hai kay aap Forex kay batay hue tareeqon par kaam karo aur usi main apni efficiency dikaho agar aap un say hat kar kaam karo gay to as kaam ka na tou aap ko koi faida hai aur na he as kaam ka Forex ko koi faida hai so be stay in your limit.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                In forex trading, confidence is a very good thing because confidence will always allow traders to become profitable at all times,but overconfidence is very bad in this business because it would always lead to overtrading...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X