Be CLEVER but not OVER CLEVER.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Jis tarah confident hona faidamand hy lekan over confident hona nuqsan deta hy. Isi tarah clever hona faidamand hy lekan over clever hona nuqsan deta hy. Hamain is business main ziada hoshiar banney ki zarorat nahi hy. Yeh aik risky business hy aur aap ko yun loss deta hy keh aap ko pata bhi nahi chalta. Is leye be careful during the trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Forex maen confident hona ache baat hy par over confident hona ache baat nahe hy koin k iss say app kafi ghalt trades open ker dity hain tu iss ki waja say account wash ker dity hain oir ya hum kafi loss ker dity hain jo k recover kerna mushkil ho jata hy tu trade humesha souch samjh k lagain oir acha profit bnaen
      • #783 Collapse

        yah to ham janty hai k forex aik smart work hai is main hamain quick decision lainy hoty hai per hamian kabi b forex main over clever nahe hona chahain hamain her time apny ap ko foex main lagain rakhain taky aik din ap kamyab ho sakain.
        • #784 Collapse

          G han ap ne sahi kaha ha hmen is business me itna b smjhdar nahi bana chahe hmen is business me har cheez ko soch smjh k karna chahe kyun k is business me hmen kabhi bhi loss ho sakta ha or hmen risk ko b kam karna chahe is business me hmeshah
          • #785 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
            Dear traders clever in sence of posetive meaning,is a quality of a good trader, a clever person pick the point very easely but dont be over clever because over reaction is a negative quality of a trader.be cofident not over confident.
            mere piyare bhai mere khayal se forex k business hamein hamein just clever ya phir over clever hony se kuch bhi nahi mil sakta aur na hi is tarah ham earning me kamiyab ho sakty hein is k liye aap ko apni skills se kaam lena ho ga aur forex ko samajh kar trading karni ho gi
            • #786 Collapse

              G han ap ne sahi kaha ha ye business aik asa business ha jis me hmen hmeshah soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me acha earn kr skaty hain asani se or apna career b bana sakty hain asy hm asani se
              • #787 Collapse

                mary dost forex trading main clever to bilkul yakinan hona hi chahye ta ky forex trading main trading karny ky liye us ny jo investment ki hai us ko protact kar saky usy paroprli utilize kar ky profit ganrat karsaky
                 
                • #788 Collapse

                  dear forex tradar ko clever to hona hi chahye to wo apni invastmint jo ky uss ny ki hoi hai forex business main trading karny ky liye us ko protakt kar saky or usy properli or utilize kar ky profit acha kma saky
                   
                  • #789 Collapse

                    G haan bilkul achi information aur knowledge honi chayea aur confident ho k kaam karna chayea lakin kuch log bohut ziada over confident ho jatay hain jis se unko nuqsan hota hai aur wo loss main chalay jatay hain aur acha earn nahi kar patay.
                    • #790 Collapse

                      aar ham forex my kaam kartyhoway zayada type k cleaver banay gay tu ye hamn zayada clever ban nay ki waja say kafi loss ko day skti ha or earning may problem kar skty ha or earn kar skty han ham eaisly is may
                      • #791 Collapse

                        jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain.. hamne Forex trading k iss business main buhat clever ho k kaam karna chahyie lekin kabhi bhi over clever nahin hona chahyiee kynk is se hamen sirf nuqsaan he hota hae or nuqsaan loss ki surat m hota hae.
                         
                        • #792 Collapse

                          yeah humy forex main over clever , oever smart aur over confident bilkul bhi nahi honah chaye kun ke ye ak risky business hai jiss main kisi bhi waqt kuch bhi ho sakta hai iss liye humy chaye ka patience sa aur fresh mind sa soch kar iss main work karin ta ka loss sa bacha ja saky aur profit banya ja saky.
                          • #793 Collapse

                            Yes teak kaha ap na trading ko bht zayada muskil nhe karna chaheay right time pay market main entrance lani chaheay
                            • #794 Collapse

                              yes forex main haazir damaghi ki zaroorat hai is k bager ham is se koi faida nahee utha sakte hain forex main fori decision lena hota hai aor is k liye clever hona to zaroori hai lekin over clever hona to kisi bhi jaga harful ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                forex trading mai bohat sy log over clever ban jaty hian aur aisa karna unko nuqsan karwa sakta hai. ham ko chahiye k clever zaroor hon but over clever na hon kyu k is sy ham ko profit hony k bajawy loss b ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X