Always trust in Allah.One day you will succeed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

    Asslam o Alikum dear friends kia hal hn mn umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy r dear friends agr ap forex per kamyab hona chahty hn to ap ko Allah per trust kerna hoga q k agr ap Allah per trust kerna ni sekhein gy to phr ap kbhi bhi kamyab ni ho sakty chahe ap kitni hi mehnat q na ker lein r jb ap Allah per trust kerna sekh lein gy to ap aik din zaror kamyab ho jayen gy q k jo log Allah per yaqen rkhein to Allah ap ko zaror kamyab krein gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

      A.o.A forex members kasay hn ap log.umeed hai ap sb log theek hn ge. Dear Forex members g han aapane bilkul sahi kaha hai. yah news head main post Kiya Hai always trust in Allah one day you will succeed to Inshallah aap log is per kam Karenge aur is ko acchi Tarah Se samajhne Ki Koshish Karenge Agar Ham Aisa Karte Hain To Ham kam jab ho Jaenge Kyunki Jab Ham Allah per Apna itmad Rakh lete hain aur Allah per trust rakhte Hain To fir Hamare liye koi bhi Muskurahat Muskan Nahin Hoti aur peshab aasani Se Ho Jaati Hai To Main Yahi Kahana Chahunga ki agar aap Allah per itmad rakhte Hain Allah per aapko bharosa hai to aap Ek na Ek Din Jarur Kamyab Ho Jaenge Tu is Hawale se main Baki Logon Ko Bhi Yahi kahunga ki vah isko follow Karen aur Mel bache hai ki aap mehnat ke sath kam Karen Lagane ke sath kam Karen Taki aap Kamyab ho sake ummid karta hun aap sab log ine Baton per Amal Karenge aur per purv mehnat Karenge Taki aap bhi Kamyab ho sake
      • #33 Collapse

        Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

        Walaikum Salam bhai main aapki baat se atteffaq karta hun aur yah batana chahunga k hamen hamesha Allah per yakin rakhna chahie kyuki jitni Ham mehnat karte Hain uska ajarr hamen jarur milta hai aap logon ko sabar se kaam Lena chahie aur bilkul bhi yah nahin sochana chahie ki hamen nuksan bhi ho sakta hai balki apni mehnat jari rakhein aur Allah per yakin rakhen ki mehnat kabhi raaega nahin jaati
        • #34 Collapse

          Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

          Allah par yaqeen bahut jyada jaruri hai agar hamen aap ki Na karenge to Ham ek na ek din jarur kamyab Ho jaenge kyunki yah kinhi kamyabi ki sabse pahle CD hai jab Ham yakin ke sath kam karenge to Ham aage badhate jaenge aur FIR hamen khud per bhi ke kinare jaega FIR self confidence to main bahut jyada jaruri agar aap to aap
          • #35 Collapse

            Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

            sahi bat ki ha ap na ap ko allah pak par yakeen hona chahye ha dkhen trading karna assan kam nhe ha market ki samjh he nhe ati ha kitna gussa ata ha jab bhe trade len market loss he deti ha is ki waja ye hoti ha ka hamen market main kam karna he nhe ata ha lakin agar khud par yakeen ho bharosa ho to ham is market main kamyabi hasil kar sakty han kasy dekhen ham na dil laga kar kam karna ha kun ka hamen pata ho ga ka ham ye kar sakrty han to is main dair kasi pher bas qp yakeen bahal karen or paka irada kar len ka ap na is ko kar ka he rehna ha to allh pak par yakeen ho ga or mehnat par bhe to ap bahut he jald market main kamyabi hasil kar len ga
            • #36 Collapse

              Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

              assalam walekum umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge g yah bat to hai k ham ko alway allah per he trust kanra hota hai. qk ham allah ki help ka alawa kuch b nahe kar skaty hai. to forex ho ya kuch or ham ko apny sary tawaj allah or apny kam per lagani hoty hai to boaht umeed hai k ham ko kamyabi mill jay gy. q ka aik bat to hai k ham to bus mahant kar sakty hai or result to allah na diana hota hai. or ham ko ase base per kam karna hota hia. to aik din zaroora aisa ayain ga k ham kamyab ho jay gy. or ham ko kabi b over confident nahe hona hota hai chahy ham achi trading he kar rahy ho ham ko her hall main allah ki help ki zaroorat hoty ha
              • #37 Collapse

                Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                G hn Bilkul ap ny achi bat kahi hy trust sirf Allah py hona cahiya ap mehnat kren aur result Allah py choren Allah ny khud apny bandon sy kaha mehnat kro baqi Allah py chot do aur hmen chaiya hum mehnat kren Result Allah py chor den Forex mn hm mehnat kren Aur Nemaz parhin Allah sy dua kren kamiyabi ki tu Allah zror kamiyab kry ga esi tarah har insan ko cahiya mehnat kry baqi apni mehnat ka results Allah py chor diya jay
                • #38 Collapse

                  Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                  G aapane bilkul sahi baat kahi hai agar Ham Allah par bharosa karke kam start karte hain aur Allah ka naam lekar kam sath karte Hain to Ham usmein jarur kamyab Ho jaate Hain kamyabi hasil karne ke liye sabse pahle Allah par bharosa karna chahie aur uske bad hard-working karni chahie aap jitni hardworking kar sakte hain Karen aur FIR Allah per trust rakhe Allah ko jarur kamyab karega forex mein kam karte hue is baat per believe rakhen kgt Dada aap minut karenge Allah aapko uska utna Hi fal dega isliye hamesha Allah par bharosa rakhna chahie Allah ke siwa kisi se mangna nahin chahie Allah ki jaat hai jo aapko har chij se Nawaz deti hai log aapko kuchh nahin de sakte isliye aapko chahie ki hamesha Allah tala per spasht Karen aur usi se help mange ta ke aap kamyab ho sake
                  • #39 Collapse

                    Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                    bahut achchha videshee mudra vyaapaar rananeetiyon ke lie dekh raha hai. yah spasht hai ki is vishay par likhe jaane vaale aakaar aur maatraen hain. videshee mudra baajaar mein saphalata haasil karane ke lie sabase adhik gaarantee, achook aur sabase tej saadhanon mein se ek videshee mudra vyaapaar ke roop mein aata hai.
                    • #40 Collapse

                      Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                      Assalamu Alaikum their friends aapane bilkul right baat ki hai ki Hamen Allah Tala per trust karna chahie Jab Ham Allah Tala per trust Karenge to Kamyab Honge isliye Hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur Apna Kam complete Karen Allah Tala mehnat karne walon ki mehnat Jaaye nahin karta Jo log mehnat karte hain vah Ek na Ek Din Kamyab Jarur Ho Jaate Hain per Allah Tala unko success de deta hai isliye Allah Tala Par Bharosa Rakhna chahie tab aap Kamyab Honge
                      • #41 Collapse

                        Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                        Dear Members:asalam o alikum
                        Umeed krta hn k tamam member khaiyat se hon gay bahut hi acha topic hy k Hameesh Allah pe hi twqal rakhna chahye usi ne hume paida kia aur wohi hume rizq deta hy
                        ap ki kamiyabi isi me hy
                        bs ap mehnat krtay jaen baqi sub Alllah pe chor dain
                        • #42 Collapse

                          Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                          G haan bhut pyari aur khobsurat baat ki hai hamesha Allah pe bhrosa karna chahye aur phr apko mehnat karni chahye ye soch k Allah mere sath hai aur mje dunya ki koi power nakaam nh Kar sakti aur wo mje zaroor kamyab karay ga agr apki soch is trah ki hai tu yaqinan ap aik din zaroor kamyab hon ge apko bhut acha reward mily ga is liye hamen chahye k Allah pe bhrosa rakhen aur phr mehnat karty jaen aur phr kamyabi khud chul k apky pass aae gi
                          • #43 Collapse

                            Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                            g bilkol hamein Allah pe yaqeen hona chahiye homat ni harni chahiye ke ham sochty han ke ham forx pe work bhi kia time bhi dia phr bhi ham sucess ni howy hamein chahiyee work hard bny himat bilkol na hary daily ka target daily complte kry es se ham daily ka acha bonus le ske gy or daily ka hmra target jo hoga wo complte hota rhy ga bs hamein Allah pe yaqeeen rkhna chahiye tb ja ham kmiyaab ho skty han
                            • #44 Collapse

                              Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                              Forex ma hama hamasha zayada sa zayada mahmat ka sath kam karna chahya ta ka ham kamyab ho saka hama loss ke waja sa parachan nahe honi chahya balka hama sakht mahnat karni chahya as bharosa par ka aik dan ham kamyab ho ga hama allah par bharosa rakhna chahya yaqeen karna chahya us zatt par ka aik dan wo hama buht oncha makam par pounchaia ga hama apni mahnat par bharosa karna chahya inshaaalh zaror kaamyab ho ga
                              Always trust in allah one day you will succees
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Always trust in Allah.One day you will succeed

                                Assalam walekum my dear friends Umeed karta hun kya aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe Honge Aur kamyabi Ko Apna Muqaddar bana rahe Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki main aapke pass se Agar inke always trust in Allah one day you will are sex ji han aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapki awaaz se agryahun rakhte Hain vah ji aapane bahut hi Pyari Baat kiya kya Jo log Allah Pak per yakin rakhte Hain vah Log kamyabi ko Hasil kar padhte Hain Kyunki Jitna Jyada aap yakin ke sath kam Karenge utani hi jyada aapko kamyabi Hasil Ho Gai agar aap yakin ke sath Kam Nahin Karenge to kamyabi Hasil Nahin Hogi to Fir Sara Raat Kamal aapki yakin par hota hai aapke Bharose par hota hai aur Jitna Jyada aapko apne business ko yakin aur Bharosa Hoga utna hi jyada aap usse kamyabi ko Hasil kar Payenge thank you so much my dear product ummid karta hun ki aap log Meri Baat najarandaaz Nahin Karoge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X