trading mein loss ki badi vajah kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

    Trading mein loss ki sb se bhari reason aik he ha wo hamara lalach ha aik bt hameha yd rkhein km profit account wash hone ki wjha ha is liye good work krien forex pr agr ap ko Thora b profit ho raha ha tk ap ko chaiye k ap trade close kr Dien is trah ap ka account b safe ho ga or ap ko ziyada faida ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

      Dear friend trading mn loss ki waja hamari ghaltiaa hoti ha ager ham trading mn ghaltiaa na karee to hamee kbhi loss ni ata hy es lia hamee chahia ka ham jab bhi trade ko open karee to pahla market ko a6a tareka sa analysis kar la bad mn trade ko open karee aur a6a profit hasil kare thanks friends
      • #33 Collapse

        Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

        Assalamu Alaikum Mere Pyare doston kaise hain aap Naveed karte hain kya aap sab Allah Pak ke Karam se Khush aur khairiyat se Honge main aapse yah Kahana chahti Hun Ki Pakistan Forex forum bahut hi accha business hai ismein agar mehnat ki Jaaye To Ham loss nahin kar sakte aur Sabse Badi loss ki vajah Hamari apni hi mistakes hoti hain Kyunki Ham mistakes ko ignore kar dete Hain unhen theek Nahin Karte halak Hamen chahie ke Ham apni mistakes ko note Karen unhen theek Karen To Ham kabhi bhi loss kaise kar Nahin ho sakte Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen Achcha profit Ho To Hamen Jyada Se Jyada Pakistan Suraksha form mein time spent karna hoga aur Apna experience increased karna hoga Ek perfect Rider isliye Har Jagah profit Hasil Karta Hai Kyon Ke Uske pass Achcha experience Hota Hai trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah traders ki laparwahi hai agar traders market ki movement ko samajhne ke bad Apna Kam karen to vah Jarur kam kar sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Bhi Jyada Se Jyada mehnat Karen isiliye Hamen chahie ke Ham Soch Samajh Kar trade Karen aur Market ki movement ko samajhne ke bad red Karen
        • #34 Collapse

          Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

          tradingbells ki sabse badi Baja hamari jaldbazi hoti hai agar ham just bad mein aakar Koi step uthate hain aur market ki movement ko baat nahin karte lalach karte Hain to isase hamen bahut jyada Le sakta hai logon se bachne ka yahi tarika hai ki hamesha kam Karen apne karm ke upar focus their attention de agar Ham hardworking karenge to ham log jarur kamyab Ho jaenge
          • #35 Collapse

            Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

            Ham logon ko trading mein jo sabse jyada loss hota hai uski sabse main reason yahi hai ki Ham log yahan per overtrading karna shuru kar dete hain aur hamare pass market se related achcha knowledge aur achcha experience nahin hota aap logon ne apne knowledge per focus karna hai aur Market mein hardworking karte rahana hai
            • #36 Collapse

              Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

              trading main loss ki bari waja kaya ha or ye ap ko kun hota ha is ki koi 1Jab tak aap market Mein Xperia Castle nahin kar lete hain kitne aapko last hi nahin hota hai aur Yahi is Ki Sabse Badi Bewafa hoti hai kya aapko last hota hai aur ab main baat per mein aao na to Vahi yah Hai Ki ki aap se Sabar Nahin Hota main aapko batati hun kya agar aap market finalizes naam bhi Karen aise hi entry Lene lekin agar aap vate karte hain aap apne Jazbaat per control Karte Hain to market aap ko profit Jarur Degi lekin mein 3rd isliye Hain ki aap perfect entry le To Yahi vah point hai jo maine Nahin aapke discuss Ki Hai Dil Ki vajah se aapko last hota hai to yah per control kar le aap loss se bachenge reason nhe ha
              • #37 Collapse

                Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                foreign exchange buying and selling guys hamen loss apni wajah say hota hy kun kay hum as guys kotahy kay sath kam karty hain ur hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen himat nahihn harny chahey tkaeh hum achy soch kay sath as guys kam kar kay achy earning hasil kar saken kun kay foreign exchange guys mahnat kay sath trading karny say hum kamayby hasil kar sakty hain ur hum achy incomes hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karnqa chhaye ktaeh hum mahnat kar kay achy incomes hasil kar saken kun kay foreign exchange men mahnat karna asan nahin hy as guys jo himat kay ath achy mahnat kay sath trading karta hy tu voh kamayb ho jata hy ur kabhy bhe nakam nahian ho sakta hy
                • #38 Collapse

                  Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                  readymade blouse ki sabse badi baje yahi hoti hai ki ham log jo bhi kam karte hain uska hamen pata nahin hota ki Ham kaun sa kam Karen aur hamen apna Kam acche se karna chahie jab tak ham log apna Kam acche se nahin karenge to yakin Karen Ham Mar jaenge
                  • #39 Collapse

                    Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                    My dear friend trading Mein loss Ki Sabse Badi bajaya Hai Ki Ham Apna target ko Har Hal ignore karte hain aur laparvahi Karte Hain Ham Apne trading co bagair soche samjhe share karte hain aur tabhi Ham Aise Los Hasil karte hain love se Agar Bachana Hai To Hamen Sabar Kasam na karna hoga Sabar ka Daman Hath Mein Rakhna Hoga tabhi kamyabi Mumkin ho sakti hai
                    • #40 Collapse

                      Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                      Assalam walekum main ummid karta Hun ke aap sab Allah paka ke Karam se khairiyat se honge trading mein loss ki sabse bari vajah hamari apni na ahli hoti hai kyunki Ham market ko analyse nahin karte hamare pass bonus kam hota hai aur ham bht jaldb trade lagate Hain to hamare pass pechy account m koi bhi bonus nahin bacha hota agar hamara account wash bhi ho jaaye to hamare pass bonus maujud hona chahie Taki Ham aenda trade laga sake iske liye hamen zyada s Zyada posting ki zarorat hoti hai aur hamen market k up down ko bhe made nazer rakhna chahie
                      • #41 Collapse

                        Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                        G han ap nay boht acha sawal kia hy forex trading main loss hony ki sab say bari vaja laluch or jaldbazi hay laluch or jaldbazi say hi hamain trading main loss hota hy lehaza loss say bachny k liye hamain sabar or planing k sath trading karni chahiye...
                        $#@#i Khan
                        • #42 Collapse

                          Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                          1.Overconfidence
                          2. experience ki kami
                          3. Laalach
                          4. Imandari se kaam Na karna
                          5.currency rate ka increase decrease hona
                          6. Jaldbazi
                          • #43 Collapse

                            Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                            Walekum assalam dear Forex member,
                            I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki trading mein loss Ki sabse bari vaja aap ki lalach aur jaldbazi islyia AP trade krty waqat kabhi bhi aap jaldbazi aur lalach mein aakar trade na karen to aap kabhi bhi loss mein nahin jaenge isliye aap trade karte ho waqat apni mind Ko fresh rakhen apni knowledge or experience ke sath tarde karen to aap kabhi bhi loss Na karenge so aap trade karne se pahle demo account mein jyada practice Karen aapke under trade karne ke experience a jaaye ki uske bad aap easily achcha trade kar sakenge to aap easily acchi earning kar sakte hain aur market ki movement ko dakh k trade Karen kabhi bhi market ki movement ko dekhey bagair trade na Karen thank you
                            • #44 Collapse

                              Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                              3 wajohaat hai trading mai loss yh phir hamra account wash huna
                              1.. K ham bhut ziada care less ban jatty hain yani clever jahan bnana hyta hai wahan careless ban jatty or trade trend line se opposite direction mai laga detty hain jis se hammy loss yh wash account huny ko dekhna prta hai that's why hammy adda bilkul ni krn achiye.
                              2.. Second yhi hai k ham bhut jaldbazi apna Letty hain maslan jb ham koi trade laga rhy hain tu first hamy jald Nazi ni krni huti araam se skoon se tahnmul mizaaj k sth kaam lena prega magar ham assa ni krty pr bhut jald bzi se nuksan utha Letty hain.
                              3.. Last yhi wajohaat hai k ha sabar ni krty or lalch se kaam Letty hain sabar or lalch s ekaam krny Waly as you all of know k hamesha ruswa or nakaam hi huty hain because unho NY lalch ka daman apna lia huta hai isliye success mumkin ni hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: trading mein loss ki badi vajah kya hai

                                Trading me loss tb hota hai jb hum jald bazi karty Hain aur bgair analysis k aur bgair kisi confirmation k trade open karty Hain aur hum aksar signals pe bhrosa karty Hain aur market ki movement ko focus nh karty aur hum zayada ki lalich me aa k galat waqt me trade open Kar laity Hain jis say hamen loss hota hai aur hamara account bh wash ho jata hai is liye hamen trading soch smajh k karni chahye taky hum forex say kamyab ho saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X