Forex halal hai ya haram

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex halal hai ya haram
    Assalamu alaikum kaise hain friends ummid hai aap sab log theek honge friends kya aap bata sakte hain ke forex halal hai ya haram aksar log nahin jante ke forex halal hai ya haram hai agar aap mein se kisi ko is bare mein pata hai to kindly e guide kar den shukriya aur thanks bhi den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex halal hai ya haram

    kisi bussiness ko halal ya haram ap khud banatay hain agar ap forex trading kay bussiness ko iss kay rules and regulation kay saath krtay hain aur market se ik munasib income gain ktay hain tu ye bussiness halal hai lakin agar ap overtrading krtay hain aur lalaach mai ah kr iss bussiness kay rules kay against kaam krtay hain tu ye bussiness ap kay liye haram ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex halal hai ya haram

      G han ap nay boht acha sawal kia hy forex ek halal business hy q k hum es main achi mehnat karty hain acha knowledge or experience hasil kart hain to hamain kamiyabi milti hay bagair mehnat k to hum forex main kamiyabi hasil nhn kar lety hain es liye yeh ek halal business hy es business ko lazmi join karna chahiye ...
      $#@#i Khan
      • #4 Collapse

        Re: Forex halal hai ya haram

        forex halal hai aur yah Puri duniya mein hone wala business hai internationally taur per ho raha hai Puri duniya isko follow kar rahi hai ismein to Koi chakkar hi nahin a gaye ham log forex mein kam Karen aur ham na kam ho jaaye aur ya halal ya haram hai ya halal hai halal hai aur hamesha per struggle karni chahie agar humne apna naam banana hai tu
        • #5 Collapse

          Re: Forex halal hai ya haram

          Assalamu alaikum ummid karta hun sab log khairiyat se honge.
          Koi bhi business start karne se pahle aap log hod kahate Hain ki main mehnat kar raha hun ya nahin ISI tarah Forex online business jispa Jo log mehnat karte Hain aur kamyabi hasil karte Hain to vah halal hai agar koi shaks theek tarah se a Kam nahin karta kam chori karta hai hai to uske liye haram hai mehnat Karen aur aur Forex aapki ki mehnat ke mutabik aapko profit deta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex halal hai ya haram

            Assalamu Alaikum aap kaise hain mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge bhai aapane bahut Achcha Sawal kiya hai ki Forex Mein Kamana Halal hai ya haram Hai Nahin Ham is platform Mein mehnat karte hain bhaiya aap Dekhe Ham jo bhi kam karte hain Agar vah mehnat ka Kam Hai To Ham filhal ka Kamar Hain Agar Hamen Kam Nahin Karte To Hamara kam hai haram Mein Chala Jata Hai Bhai Ham ismein Rana ke posting Karte Hain Ham vaise ko jad se the time Dete Hain aur Jyada mehnat karte hain isliye lihaja ya Halal ka Kam Hai Main ummid Karta Hun ki aap Sabko meri baat ki Samajh I Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Forex halal hai ya haram

              G dear fprex aik halal business hai or is business ko sabit kia gya hai yeh halal hai agar hm isko jany tu hammy bhut kuch is k bare mai pta lg jyga sb phely Jan kr hi is mai kaam krty hain k yh halal hai yh haraam phir hi koi is mai apna kaam or waqt invest krta huta hai other wise koi bhi ni assa krta yeh aik acha business hai sb janty hain is business ko Jo is business mai mehnat krta hai woh acha inaam bhi le leta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex halal hai ya haram

                assalamu alaikum Eid karta hun aap sab khairiyat se angreji aapka sawal bahut achcha hai aapane sawal kya hai ki 48 halal hai ya haram halal hai kyunki per mehnat karte hain karte hain karte hain ja rahe hainvah hamare mehnat karne ka hamen Sila milta hai agar hamen nahin karenge to kaise kamyab honge aur ek juaa nahin bol ke ek business hai jo ke kafi time se Pakistan mein chalta hai aur Pakistan mein aise works on alag insan se paise Kama sake
                • #9 Collapse

                  Re: Forex halal hai ya haram

                  Assalamualaikum Forex Halal hai ya haram hai iska Faisla Hua kar sakta hai jo jo ine donon Mein Fark Jaanta Ho ki Halal kya hota hai ki haram kya hota hai aaj main aapko bataunga ke Hamen chahie ki Ham Kisi Aisi chij ko Halal ya haram Nahin kah Sakte Jo islame Mein hajir ho Kyunki Hamen Halal haram mein kis chij ka koi bhi Fark ka pata nahin Hota Ham use chij ko Halal or haram ka sakte hain Jo chij Hamen Alma Akram Ne farmaya Ho lihaja koshish Kiya Karen chij ki research Jari Rakha Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex halal hai ya haram

                    A.o.a
                    Umeed ha ap sb khairyat sy hun gy
                    Dear hr kam ko hum khud hi halal or haram karty hain agr hum is ko halal samj kr or apni mehnat kr ka or acha kam kr ka or forex ka rules ko apna kr kam karyn gy tu halal ha agr ap lalach ma a kr forex ka rules ka khalf kam kryn gy tu wo haram ho ga forex ak business ha is jb hum mehnat karty hain tb hi humy profit malta ha is liy hum khud is pa mehnat kr ka kamatyn hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex halal hai ya haram

                      friends har wo kam jis say mahant kar kay kamai ki jay haram nahi ho sakta forex be aek asa he business hai forex aek bahot he acha online business hai jis pay earning karna bahot he asan hai forex pay achi earning kay lia learning ka acha hona be bahot zarori hai forex pay kamyabi hasil karnay kay lia experience or knowledge ka acha hona bahot zarori hai forex pay time or age ki koi limit nahi hoti kese be age kay logh kan kar kay earning kar saktay hain forex pay posting aghar cofidance kay sath ki jay ghi to mistakes kay chances bahot he kam hotay hain forex students kay bahot he best hai students apnay free time pay forex pay kam kar achi earnig kar saktay hain forex pay acha bonus hasil karnay kay lia experience ka hona bahot zarori hai forex pay loss kay chances bahot kam hotay hain ese lia ye sab say best online business hai forex pay hum bonus mahnat kar kay hasil kartay hain ese lia forex haram nahi hai hamari mahnat ka phal milta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex halal hai ya haram

                        assalamu alaikum ummid hai ki aap sab khairiyat se honge jaise ki awaaz ka sawal hai ki kya forex halal hai ya haram hai iska jawab bhi hai ki forex ek bilkul halal business hai kyunki yah ek aisa business mein Ham minut Kar ke kuchh profit hasil kar sakte hain aur har chij nahin hoti hai jismein Ham mehnat karke use hasil Karen iske alava Jo log bhi isko haram kahate Hain unki soch galat hai forex bahut achcha business hai isase bahut se log bhi life change kar sakte hain to fir yah haram nahin ho sakta balke yah ek halal business hai kyunki ismein hamen bahut hi mehnat karni padati hai uske liye hamen knowledge or experience ki bahut jyada jarurat hoti hai thank you
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex halal hai ya haram

                          Forex per kam karna Islamic point of you se bilkul theek hai is se aapko bharane ki koi jarurat Nahin Hai Aap Yahan per bilkul befikre hokar kam kar sakte hain aur acchi earning Hasya kar sakte hain bahut Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex halal hai ya haram

                            assalam walekum bhai jaan main khud ishq kam ke bare mein thoda Soch Raha Hun ke patni jaiz hai ya nahin halal hai ya haram hai jyada vetan aayog Apne ilaka ka murti sabse raabta Karen agar aapka raabta ho jaaye to please mujhe bhi bata de kya mufti Sahab isko jaskaran lete hain ya kam aaram hai agar se kam haram hai to usko nahin karna chahie aur is kaam karoge dena chahie agar aap ko kahin aur se Kisi mukt sabse rafta ho aap ko bataen to aap please mujhe bhi jarur bataenge aur yah mera mobile number hai 03447101052
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex halal hai ya haram

                              Forex k hawaly say ye aik acha sawal hai agr hm halal aur haram ki bat krien to aesy kam ko hm haram keh skty hain jis mein sirf apko faida ho rha ho yani apko loss na ho to woh kam haram hai jb k aesa kam jis mein profit aur loss dono k any k barabar chances hon to usko hm haram nahi keh skty woh halal hai, is lye forex mere khyal say hala hai kiun k is mein lazmi nahi hai k apko hmesha profit ho is mein kbhi kbhi ye bhi ho skta hai k apki trades loss mein chli jayen aur apko nuqsan pe nuqsan ho aur apka account wash ho jaye to phr ye kesy haram ho skta hai,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X