forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein Aik trader over confidence hone ki waja
    Forex business mein woh log hi ziada over confidence hotay han jn ko knowledge aur experience aur information Kam hoti hai aur jab trading kartay han tu kuch waqt luck se profit hota hai aur woh over confidence se trading kartay han aur is traha profit aur account balance loss ho jata hai forex business mein confidence ka hona zaroori hai lakin over confidence nahin hona cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

    Dear member Forex mein ek number over confidence tab Hota Hai Jab use jyada lalach ho Agar Ham Kisi trade Mein Achcha profit hasal kar rahe hain To Hamen limit Mein rahakar hi Apna Kam continue Rakhna chahie Agar Ham Achcha profit hasal kar rahe hain To Hamen kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie aur na hi lalach Karni chahie Kyunki Jo log Bagar experience aur knowledge ke trade Lagate Hain aur overconfidence rakhte Hain To vah Log Aksar Apna account balance wash kar dete Hain so please member Hamesha limit Mera Kar Hi trading Karen Yahi best Mein bar Ki pahchan Hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

      Forex mein humain confidence ki wajah sae achi income hoti hai aur over confidence sae nuqsaan ham log forex say bohut ache earning hasell kar saktay hein hamen frex mein apni learning kay sath kaam karna chihay or hamen forex mein over confidence kabhi bhe ni hona chihay ham log forex say unlimited earning hasell kar saktay hein lakin agar over confidence ho ker kaam kerain gaue tou phir loss hi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

        Assalamu Alaikum Idea Forex member karta hun kya aap khatiat se Honge ji Mere Bhai ne bahut Achcha Sawal kiya hai ki Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Kyon Ke Koi overconfidence Vahi hota hai jo chij ke pass koi information aur experience hi nahin Hota ko lakh se Kuchh practical hota hai aur vah our confidence ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

          dear friend forex mein kuchh member achcha knowledge rakhte hain aur kisi ke pass achcha knowledge nahin hota isliye Jo achcha knowledge rakhte Hain vah hamesha dekh soch Kar Hi aur confidence ke sath hamesha trade lagate Hain aur jinke pass achcha knowledge nahin hota hua kabhi kabhi best lakh ki vajah se unko achcha profit ho jata hai aur vah FIR overconfidence hokar trade lagate Hain jiski vajah se unki trade loss mein chale jaati hai aur FIR unka account bhi was ho jata hai isliye overconfidence se hamesha avoid Karen aur sirf soch samajh Kar Hi trade lagaen kyunki jab tak hamara account safe rahata hai Ham acchi earning kar lete hain
          • #6 Collapse

            Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

            dear member over confidence ke aik trade se agar acha profit gain ho jata hai to again lalach karna trade lagnae ki wo over confidence hota ha jis se profit loss bhi tabdil ho jata hai is liye agar aik trade se acha ap acha profit hasil kar lety hai or trade ko close kare or apne profit ko with draw kare or apni zarorat ko pura kare trading to hoti rahy gai par lalach na kare or experience ke sth trade kre to ap kamyab ho sakty hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: forex mein Aik trader over confidence hone ki waja

              Forex Mein overconfidence hone ki basic reason yahi hai ki aap bahut jyada profit ho jata hai aur use profit ko aap bear nahin kar sakte Itna profit aapane kabhi Dekha Nahin Hota FIR aap Mein confidence hone ki Vijay overconfidence se show Hona shuru ho jata hai aur Yahi overconfidence aapke liye nuksan ka swabhav banta hai isliye Apne overconfidence se bachne ke liye aapko regular trading Karni chahie bahut Shukriya

              اب آن لائن

              Working...
              X