all things about physics

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    all things about physics
    In 1960, an international committee established a set of standards for length,
    mass, and other basic quantities. The system established is an adaptation of the
    metric system, and it is called the SI system of units.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai forex trading mein aksr physics ke trah kam hota he is mein smjha jata he trading ke bare mein forex mein hmein boht sare tools milte hien jo keh technical hote hein aur in chzon ko jb smjh kr expert ho jate hein to trading mein earning ache hote he aur profit bhtr hota he
    • #3 Collapse

      Dear yahan ap forex ki baat karyn ap kisi aur topic ko na discuss karyn. Ye forum Forex k liye hai yahan ap koi aur topic share kartn gy to uska na to apko koi faida hai aur na e hamyn..
      • #4 Collapse

        jnb phr is cheez k forex trading sa kya talook ha kuch smage nhi aya or y to meri book main be likhi hoi ha si ,mks, fps ,systems ap khna kya chta ho thora mazeed waza krdo agr ap kha rha ho k aik person k idea sa forex find ho gyi to bhot he bakwass cheez khi apna ap kuch knowledge information share krna humara sath
        Best Rule of Trading Ever
        ----------->Never Loss Money<----------------
        --------->Believe In :o I Can and I Will<---------
        Never Forget The Rule
        • #5 Collapse

          DAER LAGTA HAI K AIK BAR PHIR IS FORUM KA INVESTIGATION SYSTEM week per gya hai jo is traha ki add posting ho rahe hai q k in ads ka koi purpse nahe hai or just un ka maqsad hai forum ko khrab karna or is k sath sath apna najaize bonus banana . please do not do that
          • #6 Collapse

            asalam-o-alikum sir yaha roum hay yahe hum forex trading ki baat kar tha hay yahe froum mai bohat sari baat ka pata chal tha hay forex kay baray mai yahe par hum sawal ka jawab dia thahay jo forex kay baray mai hota hay....
            • #7 Collapse

              yes yee ak tara ki ak physics hi hai laken itni mshkil nahi hai ye forum forex ka liay hai is main sirf forex kay matalk gaftagu hooni chaiy is forum main aap jatni malomat share karain gay utna sab ko faida hoo ga
              • #8 Collapse

                ye ju b work karti ha ye forex market physice k rules and regulation ko follow karty howy is may amal karti ha is lye ham is may ju b stratigy banye gay wo physice ki stratigy ko samnay rakh kar tayar karye
                 
                • #9 Collapse

                  yaha physics ka Forex sa keya taluk app na jo jo measurement ka hawa ly sa bata hai yaha forex ma wo use nahi hoti yaha app ko technical aur fundamental analysis ker na hoti hai currency pair ki.
                  • #10 Collapse

                    asalam o alikum dear friends how are u all guys jis systum ka apne zikar kia hai iska forex trading se kia lena sena hai koi mujhe bata sakta hai mujhe to ye bilkul samajh nahi aya hai
                    • #11 Collapse

                      yes my all members agr ham forex me working kar rahy hai to hamy forex kay topic py he baat krni chaye and forex me physics ka method market ki spreading aur market ka best pair belong hai.....
                      • #12 Collapse

                        Bhai ye forum forex related topics k liye hain aap se guzaarish hai k aap forex se related topic hi post kare to behter hai aor sab k liye useful bhi ho ga
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad khan qasim پيغام ديکھيے
                          In 1960, an international committee established a set of standards for length,
                          mass, and other basic quantities. The system established is an adaptation of the
                          metric system, and it is called the SI system of units.
                          yes my dear brother forex mein hamare liye physics samajhna zaroori hota hai aur aap ne hamare sath bohot achi information share ki hai jis ka hamein future mein trading karty hue bohot fayida ho ga aur is tarah ham forex mein different tools bhi use kar sakty hein
                          • #14 Collapse

                            G bhai forex trading kafi old or professional level ka online trading business hai or jesay,jesay logo ko is business ka pta chlta gya ye mazeed develop hota hai or trading mai trader jitna chahay profit earn kr skta hai lakin agr bina knowledge or experience k trading ki jaye to trader ko loss b ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jan main is bary main tafseel se kuch nahin keh sakta kun k me abhi tak forex se seekh raha hon aur bahut kuch seekhon ga mgr main itna janta hon k agr ham forex pr kam karty hain to hamen is waqt forex k bary main hi bat karni ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X