Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    trading main dil or demag dono ki mano ap ka dil jo chahye wohi kro or jo ap ka demag ap ko kh rha ho wo bhe kro dono ki mano gay tb he bat bny ge lakin dil or demag bhe tb he success dla sakty hain jab ap k pass skills achi hain trading karny k leay warna ap success gain nhi kr sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      dear forex trading main na to ap dil ki man sakty ho aur na hi dimagh ki yahan sirf planning aur experience chalti hy apki experience jo kehti hy usi p amal krin profit ho ga loss sy bach sakty hain .
      • #498 Collapse

        bhai mera to ye asol hai kay main to jasia muqa huta ahi waiy hi is amin tdre krta hon ager dil ki jaga huti hai to dil ki man lyta hon aur brain ki jaga huti hai to barain ki man lyta hon main
        • #499 Collapse

          Dear mere khiyal say jo hamy forex may profit hasil hota hy ya phir faida hota hy wo sab hamary knowledge and experience per depend karta hy es may hamary demag ya dil ki koi bat nahi chalti ham jitna bi work karty hain wo sab hamary knowledge and experience per depend hota hy.
          • #500 Collapse

            trading ek mind business he to is ko hmesha apny mind sy hi krna pahdta he.jis k lye hmen knowledge or experience lena padhta he to is m dil ka koi lena dena nahi he mera to khayal he k ugr h trading apny mind sy hi kryen to tabhi hm is m acha profit gain krskty hen hm apny dimagh ki sunty hen to hm tmam rule and regulation ko follow krk chalty hen.
            • #501 Collapse

              dear sir ham kam kary gay agar demag hoga to ham demag ka istmal kar kay kam kar kay aik achy trade bany gay ise liye forex trading main donu ki bohat hi,,,,,,,,,,,,
              • #502 Collapse

                bhai jan trading mein na to ap kay dilki chalty he na hi ap k demgki ap ko jitna bhi trading me faida hota he ya profit hota he is me ap ka knowledge caount hota he ap ka jina zaida knowledge ho ga ap ko utna he profit ho ga or ap ko earning bhi achi milay ge
                • #503 Collapse

                  brother me ap ko ager such bato tu me demag ki suno ga because jab b hum brain se madad mangte hai tu wo hum ko sahi rasta dhekta hai dil hum ko option deta jin me hum samj nhai paty hai is liye me brian ki manu ga
                  • #504 Collapse

                    forex trading me aapko dil ka nahi but dimag ka use karna padga agar aaopkjo forex tradung me bahutsara orifut kamana hai to apako hamesh aapane dimag se soch na padta haiur market analisis karna padega jokam dilse nahi hota hai uske liye apako dimag hi lagana hai tabhi apako los nahi hoga aur profit milta hau
                    • #505 Collapse

                      Dear man to trading man sirf or sirf Dimag ki suno ga kyun k Dil ki Maan to banda leta han pr bad man kafi paryshan hota han or phir us situation man banda kuch bhi nai krskta or isi liye main app ko bhi yehi kaho ga k app bhi hamesha sy Dimag ki suno Dil ki kabhi nai mano.
                      • #506 Collapse

                        meray khyaal say ap ko trading kartay wakt emotional nahi hona chaiye matlab dil ki nahi mann'ni chaiye kion k dil hamesha emotional faislay karnay par majboor karta hai always listen to the brain k wo kia kehta hai
                         
                        • #507 Collapse

                          tradning man nah demagh ki suno nah dil ki srf ALLAH ka kalam padho or learning kro and market news sb ko dekh kr trade kro then dekhna ap ko sahi fit profit aye ga and ap achi earning kro gae men b krta hm learning krta hm and news dekh k then he krta hm then mere ko profit ata ha ALLAH ka shukar ha ..
                          TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                          • #508 Collapse

                            mein to ap sab se yahi kahun ga k dimag se hamesha koi faisla ni lena chaheye q k aksar okaat me dimag se bhi ghalat faisley ho jatey hain to sab kuch barbad ho jata hai. kuch faislay hotey hain jo dil se bhi liye jatey hain . q k business me dil aur dimag donu ka faisla karna buhat zaroori hai. is k bina to buhat mushkil hi lagta hai.
                            • #509 Collapse

                              gi han bhai jaan apnay bikol acha sawal kiya hai kay hum trading main dil ki nahi dimag ki mani chye kyun kay agar hum nay dil ki main to yakinana loss ghi hoga aur dimag say such kar kary trading to zaroro faida hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                trading me hamsha demagh ki sunni chyea dill ki nai kyun ke dill emotional hoke sochta hai demagh practical ho ke sochta hai or emotions ka koi kam nai hota business me hamsha achi strategy hi kam ati ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X