Kiya Forex Kuch Waqt Karnay Ki Job Hai Ya Mukamal Waqt Karnay ki Job Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #4816 Collapse

    yes bro, yeh her us bande ya bandi per depend kerta hai ke woh Forex ko kuch waqt (part time) ya mukammil waqt (full time) krna chahta hy mazeed apki knowledge aur free time ko madde-nazar rakhte hue faisla liya ja skta hai ke jese jese knowledge, experience aur earning me ezafa hota jayega wese wese apko pata chalta jayega ke Forex mere liye kis tarah suitable hy part time ya full time.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #4817 Collapse

      fForex trading aik part time job hai yeh 24 hours open hota hai because yeh aik online business hai,jab aap free hoon to is pe apna waqt guzar sakty hein, mukamal waqt job nahi hai yeh aur na hi aisa koi ker sakta hai.
      • #4818 Collapse

        is forex main sab kam kar sakty hain aur kisi bi waqt kam kar sakty hain so hamain is k forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k bary main anlasye karein gay tab hi hum sucess hon gay aur market main experience hasil karein gay tab hi hum achy say run karein it is best job
        • #4819 Collapse

          is main hum mukalmal bi kam kar skaty hain boht sayy log is main par time main bi job karty hain aur full time main bi job karty hain aur is main kam kar k apni hat zarorat ko pora karty hain so hamain is main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky gi
          • #4820 Collapse

            es business main subse jayada important cheej es business ke ache learning hote hey jo traders es business main experience hasil kar lain to earning karna aasan hota hey , yeh aik risky business hey jis main agar apko experience nhe hey to apko income nhe hosake ge
            • #4821 Collapse

              ya tu ap pa depend krta ha k ap forex ko kis lihaz sa krna chty han ap is ko jitna time den gy ya us k bdly ap ko utna profit aor sath sah seeekh dy ga agr ap ziyda time den gy tu ziyda earn kren gy aor agr forex ko km time den gy tu us k badly forex ap ko bi profit margin km day its depnd on you .
              • #4822 Collapse

                g haan bhai jaan apne sahi kaha hai kee forex kuch wakat kaa job hai yaa mukamal job hai main tu ye hi kahon ga k ye forex mukamal job hai
                • #4823 Collapse

                  mery bhai ap forex ko full day b kar sakty ho or part time b kar sakty ho.jab apka dill kary q k is pr koi restriction ni ha k ek proper time fix ha k karna he karna...yeah market 24 hr chalti ha ap jab free hon tab kar sakty hain bs saturday or sunday ka din nikal kr yah do din market off hoti ha.
                  • #4824 Collapse

                    is forex main kisi bi wqat job kar skaty hain so hamain is main hard work karni h gi ta k hamain hamari mhnt ka phly mily so hamain is k bary main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karin gay aur hamain is k abry main knowldge hasil karna ho ga ta k achy say profit hasl karein gay
                    • #4825 Collapse

                      is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is forex main rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say perform karein gay aur hamain is k bary main trend ko use karein gay tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur is say faiada ho saky ga
                      • #4826 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: arafat2014 پيغام ديکھيے
                        Main Jana Chahta ho Kay Hum Forex Ko Full Time Day Kay Kar sakty hain ya phir es ko kisi be waqat kuch time day kay kar sakty hian? Main Ik Student ho kiya mery leye aisa Mumkin Hai?
                        bhai ye abb ap k oper hai k ap forex me time ktna dety hain ap ko chhye k ap phly sekhen forex oe samjhen jab apko ye sb samjh ayega tab ap ko khud pata lag jayega k forex ak job hai ya business , me apni bat karun to forex ak business hai or ap jtna ziada learn kro gy ap utna ziada profit kama sakengy.
                        • #4827 Collapse

                          market main hum sab achi trade lga sakty hain so hamain is k bary main trend ko use karien gay tab hamain kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi ta k achi trade karein gay
                          • #4828 Collapse

                            is main hum sab achi trade lga sakty hain so hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur is forex main har koi kam kar sakta hai so hamai is main kisi bi waqt trade kar sakty hain aur is main part time main bi achi trade kar k hi hum profitu hasl karin gay ta k loss kam ho
                            • #4829 Collapse

                              forex ka work aysa ha jysy life time business ic ku trader hamesha k liye bhi ker sakta ha. but depend kerta ha trader ki nature pay or oc ki learning pay k wu kis kisum ki learning ker k forex ku join kiye bethay ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #4830 Collapse

                                G dear mery ilam k mutabik corex trading business ek boht hi ljwab business hai k jisy hum ap i full life kar skty hein. Jo k kabhi b khatm hony wala business nhi hai. Ye business rehti dunya tak h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X