Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Meray khayal main aik market aik din main about 200-250 pips tak down ya up hoti hy aur us hisab sey agar aap key pas 100 dollar hain to aap 0.03 ki agar lot lagayen gey to aap ka sara balance aik din main zaya nahi ho ga. Baqi aap jitni kam volum ki lots lagayen gey utna hi aap ka faida ho ga aur aap ka balance bacha rahay ga aur umeed hy keh aap ko thora buhat profit bhi ho jaye ga. Aap ki suggestion buhat achi hy, hum is par ghor kar saktey hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Hr aik ny apny hisab sty setting ke hoti hy jis ko jo pasand ati hy wah usi hisab sy krta hya ru us ke bad woh khud sy kuch ne lrta hy aur wahi sy trading start krta hy phr us ko kamayabi milti hy.
      • #303 Collapse

        g brother ap ne bohat achi example da or agr forex members is tarha sey trading karyn or apni trade k lot size ko itna rakha kar trade lagayn to ma samajjta hon k in ko tamam life kabhe bhe loss nhe ho ga forex k buisness ma nice post bhai jan
        • #304 Collapse

          dear ap ne boht achii post ki hy aysa he hona chahiye hmarii ghaltii yehii hotii hy k chote se account pe boht barii trade kar dete ahin jo k achii baat nhn hy ap ko chaiye k daikh sun aur smjh k kam karo aur apnii life ko enjoy karo...
          • #305 Collapse

            forex trading main hum lot kay size ko set karty han humary pas agr investment hay hum is kay through trading kar sakty ain or humain apny lot ka size apny dollers kay hisab say rakhna hota hay norml size rakahin gain to ye humary liye best rahy ga
            • #306 Collapse

              apne kafi ache way say humain samjha ne ki koshish ki hai or me is say agree karta hu is liye k mujhe is baray me koi ziyada ilm nahi hai or na hi me is k bare me koi ziyada janta hun is liye apne jo bhi kaha teek hi kaha hoga...........
              • #307 Collapse

                Ap ney kafi acha batya hai but yeh bhot he kum hota hai itna lot size sey ap ki earnings to bhot he kum hongi jo key beginners ko pasand nahi hota hai agar ap 100 dollars waley mien 0.1 lot size rakhoun to bhi theek hai i think.
                • #308 Collapse

                  Bhai agar ap k pas trading k liay account mein ziada balance hai yani 1000$ ya is k round about to phir ap lot size bra hi rkhain ap ko zrur profit ho ga or agar ap k account mein km balnce hain yani 200$ ya is k round about to phir ap lot size chota hi rkhain ta k ap ka account wash na ho jaey.
                  • #309 Collapse

                    Han bhaei apne durast setting di he agar hum ye lot size rakhin ge to risk ka level bhi kam ho jaei ga es k sath sath aik aur bat bhi he k earning ka chance bhi kam ho ga aur less risk means less earning bhi he hum jante hin es lot size se loss to reduce ho ga but earning bhi reduce ho gi ye humin mind min rakh leina chahye.
                    • #310 Collapse

                      Trading lot size humay apny capital ko daikhty huway select karni chahiey kyun keh agar hum apni trading lot size apny balance ko daikhty huway nahi select karen gay to es main humara account wash hony kay bohat chance hoty hay.
                      • #311 Collapse

                        hahye high lot size apko kafi rik mein hum ye lot size chooes kare ge topir hame is me loss ke chances b lekar ja sakta hai big loss sy best hai small profit....
                        • #312 Collapse

                          G han app ne sahi kaha ha or is business me hmen hmeshah kam lot size rkhna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm lot size ko zyada rkhty hain tu hmen loss b zyada ho sakta ha isi liye kam rkhna chahe hmen is business me lot size ko hmeshah
                          • #313 Collapse

                            lot size wahi choose kiya jaye jo ke hamare capital ke hisaab se sahi or or zyada risky na ho is lye lot size ke mamly me hamesha bohat he zyada careful rehte hue ham ko kaam karna chahiye takey ham ko koi pareshani na ho sake .
                            • #314 Collapse

                              my dear friends yhe bohat achi information ha. agar forex trader jo forex main new hain wo ic ko follow kar ke trading karin ge to waqai wo safe and risk free trading akr sakin ge. yhe lot size safe trading ke liye best hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                g bilkul g main ap ki bat sya gree karta hun is lia main smjta hun ky hm ko is kam ky lia hm ko plan ky sath kam krna chayiahm ko kam karty waqat is ki lot ky size ky bary main janan chayia jo ky bht hi ahm hai

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                avatar Azaad
                                Working...
                                X