Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ya ap ka apna view ha but sub ka ya cview nahi hoga or her koi is say satisfy nhi hoga sub apna apna review shre karyngy ... jis ko jo sahi lagtah aya us say un hon nay profit kia hota ha to wo usi way ko use kerty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear friend ap jitna b experienced ho jao is work mein apko lot size always small he use karna chahye high lot size apko kafi rik mein lekar ja sakta hai big loss sy best hai small profit....
      • #18 Collapse

        bhai yr app ki setting to mujhe bohat ache lage and agar app bohat zada safe trading kr rhe ho tab to thek ha wrna mein app ki baat sa mutafiq nhi hn kiyn kah yeh lot size bohat kam ha 100$ wala 0.03 tk ja skta ha safely to phir 0.01 pr trade krna to bohat he zada low profit ho jaye ga.
        • #19 Collapse

          Well dear jitna lot size apne bataya yeh dikhne main to loss nahi krega or na hi profit krega agar koi 1000 usd invest krta hai to woh expect krna hai har trade par 50 to 60 usd lekin yeh to 0.10 se 10 cent per pip milenge.
          • #20 Collapse

            is lot size sy maira itafak nai hai is traha to kafi time lag jaye ga thora sa zayada hona chiaye lot size chaye lot size berha dain lkn aik trade lagaye wrna lot size kum kar kuch trade laga dain aur yeah sub apko apni investment k mutabik rakhna chiaye.
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
              Dosto aj mn apko apny tajarby k mutabiq ye btana chahta hun k kitny balnce pe kitna lot size rakhna chahiye to acont safe rahega.
              100$-0.01
              200$-0.02
              300$-0.03
              400$-0.04
              500$-0.05
              600$-0.06
              700$-0.07
              800$-0.08
              900$-0.09
              1000$-0.10
              umeed hy apko ye seting pasand ayegi.agr koe ghalti ho to zaror btaye ga.thanks
              Brother thanks for such a nice post iss post sy mere jaise tamam newbies ki bahut ziada help ho gi kyun kay lot size aik bahut important cheez hai aur iss ko sooch samjh kar istemal karna chahiye aur ap ki iss thread nay meri bahut barri problem solve kar di.
              • #22 Collapse

                forex main yeh lots size bhoot hi ache hain in invement per is main hame loss k chance ni hote or profit ajata hai or hum is main kfi best earning kerte hain forex good hai or best hai hum ko yeh bhoot hi profit dy jata hai
                • #23 Collapse

                  g bhai ap na bohut achi cheez share ki hain.new trader bhi isko follow kara to bohut bara loss sa bach jata hain lekin koi isko follow karta hi ni jaldi hi sab ameer banne ki koshish kartey hain...
                  • #24 Collapse

                    money mnaagmnet keh liey yeh lot size thek hain kyun keh ager ap kisi bhi brey trader sey plaing kerwaine gain to woh ap ko isi tarh sey chlney ko kahey ga is tarah sey hum slow he sahi lekin balnce ko oper ley keh ja rehy hotey hain aur hmara account bohat he safe rehta hey
                    • #25 Collapse

                      mery khayal say ap ka forex trading main koi experience nhi hay jo lot size ap nay btay hain un main say koi bhe thek nhi hay q k agr ap k pass 100$ ki investment bhe ho or ap currency pair pr 0.01 lot size chose kr k trade kro to ap ko profit na hony k brabr mily ga ap ko mubarak ho ye seting mughy to kabol nhi hay
                      • #26 Collapse

                        Bhai ap nay apny mind sa kafi secure hisab say info di hay lakin agr koi apny upar barosa rakhta hay to wo zarur apny hisab sa trading ma lot open kary aur apny apko jitna secure rakhy utna hi behtr hay thora thora profit kary to koi bat nahi lakin daily profit ho ya bhi bht achi bat hay kiyu kay wo bhi koi asan bat nahi hay jo koi bhi nahi kar sakta
                        • #27 Collapse

                          dost app ki baat theek he pr dost ye siz un k liye he jin ka trzrba ach he dost jis ka experience jesa he es hi hisab se siz laga ne chyain app ko pata hi kuch nhi to app phle hi trad main apna acct farig krwa loge
                          • #28 Collapse

                            mare kahyal se dear ap ki jo setting hy ye new trader k lya the best hy un ko is lot size per kam karna chaye aur market ko seekna chaye jo experience trader he aur apna lot size .10 rakte he tora se 200 doller per aur itna lot size sa apne analysis se kart hewe profit late he
                            • #29 Collapse

                              dear thanks for sharing your experince lekin new members ko chaye ke woh apni investment ko mind main rakhte hwoe kam lot size se start karen kiun ke starting main unhain loss ka dar hota hai 1p ne 100$ pe bohat kam lotsize batay hai mera opnion yeh hai ke 100$ aur 150$ se bhi agar hum start karte hain to hamar lotsize .0.10 se le ke 0.20 is the best aur is se agar hum market ko analyiz karte hwoe trade open karen to achi earning le sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                lot size apny capital k hisab sy hi set karen agar capital acha he to lot size bari rakhen jaldi profit earn karny k leye or take profit or stop loss ki option zaroor use karen,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X