Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

    Forex ki market ke andar risk management ke sath kam karne wale log hamesha kamyabi hasil kar lete hain aap logon ne bhi koshish karni hai ki rules and regulations ko follow karte rahen jitna jyada follow karenge utna benefit aap logon ko milta rahega market mein kam karne ka sabse best tarika yahi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

      Ji bilkul Lena chahie agar amrish kar lenge sakenge jata haiisliye main har kam mere screen na chahie agar amrish chalenge to fir kamyab honge agaram chahte Hain bridge ke nale kamyab mujhe aisa bilkul Nahin hai risk to Lena hi padega agar aapke gold faria Kisi aur currency trading karte Hain to usse pahle to aise hi aana ki risk Lene wali baat Hoti hai Uske bad FIR ho jata ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

        Assalamu Alaikum dear friend to meet karta hun Sab khairiyat se Honge dear friend to forest Mein loss management ki bahut yaad aate Agar Ham last Apne Koi cover Karte Hain To Ham bahut pyar facial Ban sakte hain aur bahut Hamare andar bahut jyada experience aaega Jise Mein fayda pahunchega
        • #19 Collapse

          Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

          Assalamu alaikum Forex mein risk management ki bahut ahmiyat hai agar aap risk management per work Karke trade karte hain to aapko lash ka samna bahut kam hota hai aur agar aapane apna risk management set nahin kiya to aap ko nuksan ka samna karne se koi nahin bacha sakta hai isliye behtar hai ki profit hasil karne ke liye aap apna risk management set Karen aur uske bad trade Karen
          • #20 Collapse

            Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

            wa alikum salam bahut he achi bat ki ha ap na forex trading main money mangement ki kaya ahmiyat ha asal money mangement he esa tareeka ha jis sa pa log safe trading kar sakty han is ki bahut he zeyada ahmiyat ha jab koi expert trader trade karta ha us sa phely woh planing karta ha or is main woh sab zeyada tawajo deta ha money mange ment par kun ka us na safe trading karni hoti ha to is ka lye sab phey woh apny acount ko dekhta ha is ki persentage nikal leta ha to woh ye decide karta ha ka kitna lot sa trade leni ha to ye loss bhe he karta ha or market sa profit bhe leta ha to is ki bahut ahmiyat ha safe trading karny ka lye ap bhe is ko ignore na kiya karen taky ap ko nuksan na ho
            • #21 Collapse

              Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

              Walekum Assalam!
              JazakAllah full of information post share ki aap ne keh Risk Management ka role boht he important hai Forex Trading men trade kartay huay. Jesa keh aap ne btaya keh risk management ko 2% rakhna chahie toh iss se loss key chances decrease ho jaatey hai aur humain apne account ko manage aur balance karney men kaafi help bhi mil jati hai. Thank you very much for this useful post 💗
              • #22 Collapse

                Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                dear members agar apforex me earning karna chahty hain to apko proper management karni chahye agar ap forex em ach risk management ni karen gy to ap kabi bi achi earning ni kar saken gy forex me jo log bi kamyab hoty hain un klye zarori hy keh pehly apny account balance ko achi tarah se check karen . forex me jo log bi kamayb ni hoty unki nakami ki waja yhe hoti hy keh ap proper kam karen . aur is klye zarori hy keh agar apko loss bi hota hy to ap apny loss ko recover karen aur recover karny ke bad prope rplaning ke sath isko recover karen aur apny account ko save karen .
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                  Forex main risk management KY sath treading krna bht hi ziyada important hy is Lia hm haha risk management KY sath hi treading krni chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business ht hy hmra pas jitna ziyada konwldg or experience Ho GA jitna soch semjh kr wark kra ga tb hi kamyb Ho ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                    Hope you are all fine baat hui hai ke Forex mein risk management ki ahmiyat ji bilkul Duniya Mein Main koi bhi e Aisa business Nahin jismein risk Na Ho agar aap business Shuru kar na Chahte Hain Tu to aapko Ek na Ek Din risk to Lena Padega aisa hi hi Forex mein hai agar aap aap market ko acchi Tarah Jante Hain analyse Karte Hain aapko Forex ke bare mein Thoda Sa Bhi elm Mein Hai To to aap aap risk ko kam se kam kar sakte hain Agar aap Forex ke bare mein Nahin Jante to aapko chahie ke aap self learning kar rahe hain aur aur Forex ke bare mein acchi e maloomat rakhen tab jaake aap trade open Karen to aap aap ek Achcha Khasa munafa Kama sakte hain Is Tarah ham Forex mein risk management Karte Hain ummid hai hai aapko yah Baat bahut acchi lagi Hogi Shukriya
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                      umeed krta hon sb dost khreyat sy hon gy or apny kam ko achy treqy sy kr rhy hon gy ..
                      Forex main apny risk ko manage krna zori h is k bagir ap ki invesment bekar h ap ko chey k ap risk ko 2 percent py rkhen takhy ap ko bhut km risk factor ho loss ka..
                      or is k illawa ap ko zayada sy zayada profit ka chance ho . Forex main risk k bagir nakami h is main risk bhut lazmi h is k bagir ap kamyab ni hi paen gy
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                        Walaikum Asalam.
                        Jee bilkul sahi kaha . Forex trading achi trading or ek successful traders bananay k liay forex ko is tarha measures kiya gaya hain 15 % strategy 30 % money management or 55% state of mind . Jis strategy k pechy hum itna run karty hain itna zayda strategy par focus rahkty hain bus mind hota koe ek strategy mil jaye to earning hee earning hain jab k strategy srif or srif 15% effect rahkti hain or money management 30 % mtlb strategy say bhi double so apni har trade money management mtlb stop loss or take profit k sath open kary kiyo k sari money management stop loss or take profit par depend karti hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                          assalamu alaikum Eid karta hun kya aap sab khairiyat se hongeagar aap forex trading mein kam karte hain to forex trading mein risk management bahut jyada matter karta hai isliye aapko koshish karni chahie ki market mein jab bhi kam Karen apne desh ko manage karne ki koshish karenge ki jab tak aap apne risk ko manage karke market mein Kam nahin karenge aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte actioncable trader wahi hota hai jo market mein kam karta hai to apne account ko dekh kar lot size lagata hai kyunki bahut se log apne account balance ke hisab se market mein Lot nahin lagate jiski vajah se unko market mein bahut jyada loss ho jata hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                            assalamu alaikum dear friend ji han bilkul jaisa ki AAP sab jante Hain ki risk management karna bahut hi important hota hai tab hi hamari acchi trade ho sakti hai aur hamen achcha profit mil sakta hai aur risk Lena padta hai jab profit asar karna hota hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                              Jab Ham greeting Karte Hain To Hamen risk bhi Lena padta hai Sabse Badi Baat To yah hoti hai ki Apna mind set karna hota hai agar hamare pass acche analysis Hote Hain To Hamen trading Se Accha profit Mil Jata Hai Amrit me le sakte hain lekin risk lene ke liye Hamara account balance Chhota Nahin Hona chahie Agar Hamara account balance bahut bada Hai To Ham risc-v Le sakte hain aur accha profit bhi ho sakta hai risk management ki Niyat bhi bahut hai Forex Mein lekin risk Lene se Hamesha profit hi nahin Hamen last bhi ho sakta hai isliye Ye Soch samajhkar risk Le aur FIR trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Mein Risk Management ki ehmiyat?

                                Forex main risk management ki kaya ahmiyat ha ye baten har kisi ki samjh main nhe ati ha or asal main yehe to knowledge hota ha jo ka ham na pakistan forex fourm sa hasil karna hota ha but log is ki taraf tawajo he nhe dety han ab risk mangement ki bat ki ja rahi jha kun ka market main risk hota ha to is ko mange kar ka kam kiya jata ha jis sa safe trading ki jati ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X