assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun forex se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge main aap sabhi bhaiyon se ek baat Kiya karna chahta hun ki jitna jyada dil se kam karenge utna hi achcha reward milega to hamen dil se kam karna chahie apni business mein lagane paida karni chahie jab tak aap apne business ko dil se nahin karenge to aapka bhi pee profit hasil nahin kar sakte aur apne use per kamyab nahin ho sakte to main aap sahab ko yahi kahunga ki aap jyada se jyada mehnat Karen mehnat karne wala insan hi kamyabi hasil karta hai thank you
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим