Post delete q hoti hy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post delete q hoti hy???
    My dear forex friends posteen delete q ho jati hy daily ki posteen q delete ho jati hn m daily basis per achy threads or post krta hn or achi quality wali jitna ho sktu koshish krta hn achi post ho acha khasa ik post pr time laga kr post krta hn phr bhi 5 7 posteen daily ki delete ho jati hn please seniors explain kr dein shukariya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post delete q hoti hy???

    mere Pyar mein hamen mehnat Karni YouTube jagah main karte Hain To Ham ok ho jaate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Post delete q hoti hy???

      yah to hota rahata hai yaar ismein koi kam Karen ya na Karen tumhare sath hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Post delete q hoti hy???

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe aj kal bahut ziyada posts delete ho jati hen kiun k forum pe bahut ziyada log repeated ya copy threads kartay hen aur kuch log 4 se ziyada threads kartay hen aur hum log bagher dekhay reply posts kar detey hen aur jab review men aesi threads delete ho jati hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay koshish karen k forum pe pahlay thread ko achi tarah read karen aur phir reply posts karen
        • #5 Collapse

          Re: Post delete q hoti hy???

          dear friend ap na theak kaha ha k forum ki trf sa aj kl bahot ziada posten delete kr de jati hn to meray khial mn forum pa hmari posten delete honay k bsrri waja repeated threads hn keun k repeated threads kp forum ki trf sa remove kr dia jata ha sur un threads pa reply ki gae posten bhi delete kr de jati hn
          • #6 Collapse

            Re: Post delete q hoti hy???

            assalam walekum poster is vajah se delete ho Jaate Hain Kyunki post ki quality acchi Nahin Hoti Jo members post ki quality acchi Nahin Hoti Unki Unki post and delete Ho Jaati Hai delete post ka bonus Nahin Aata isliye aapko quality wali post Karni chahie quality wala kam karna chahie tha ki aapki post delete Na Ho Jo log copy paste karte hain unke bhi post and delete ho jata hai isiliye aapko poster acchi Karni chahie behtarin Kar Ke bich spelling mistakes Nahin honi chahie spelling mistakes Karoge To Hath ki posting delete Hogi spelling mistakes Nahin Karni chahie aur post ki quality aapko acchi rakhni chahie Taki aapke post and delete Na Ho aapka bahut Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Post delete q hoti hy???

              Quality wala kam karne se achi posting karne se Ham Sab ko bahut bada Hota Hai Jab Ham Yahan per quality wala kam Karte Hain To Hamen knowledge milati hai aur successful hona hai to apni mehnat ke upar pura yakin Rakhna Hoga Yahan per kam karne ke liye aapko apni quality bahut improve karne ki puri koshish Karni Hogi quantity ke sath quality ko bhi pura Karen trader Yahan per apni mehnat ke sath hi kamyabi Hasil karne mein successful Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Post delete q hoti hy???

                Dear member isliye delete hoti hi Aksar Jo new members hai copy paste aur Iske alava rules ko follow Nahin karte aur aur spelling mistakes Karte Hain To Unki ki post delete ho jaati hai isliye unhen chahie Ke vah Apne galtiyan Ko theek Karen Agar vah raili work Karenge fresh mint ke sath aur Relaxo ke to vah hamesha Kamyab Honge
                • #9 Collapse

                  Re: Post delete q hoti hy???

                  Post delete hone ki sabse badi bus yahi hai ki aap mistakes ko ignore kar dete Hain quality work nahin dete spelling mistake karte hain mushkil fast mein post karte Hain jiski vajah se delete Ho jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Post delete q hoti hy???

                    Aapki mistake aur jaldbazi ki vajah se a Jo post topic se hat jaati hai hai vah delete Ho jaati hai isliye hamen Sabar ka mujra karna hota hai ham sab members form per ek hi baat karte hain dusron ko Sabar se kam Karen mehnat se kam Karen lekin ham khud informal Nahin karte jiski vajah se ham to fix a hat jaate Hain aur hamari poaching delete Ho jaati hai hamen always Apne mistake ko khatam karna chahie jaisa post delete Ho jaati hai usi Tarah Apne andar ki mistake aur apni Galti ko delete karo to hi aap Kamyab Ho paoge
                    • #11 Collapse

                      Re: Post delete q hoti hy???

                      G assalamu alaikum kesy hein sub umeed krty hein k ap sub Harriet sey hon gay or sub apna apna kam achy sey kr rahy hon gay ji tu dosto aj Kal forex pay posting delete ho Rai hein eski main waja spelling mistake b ho sakti hai kuch logon ka likha tu parha b nai jata baqi copy kr k likhna koi bari waja nai ho sakti darsal apki thread yan tu quality wise nai hoti Jo accept nai hoti Yan pher wo es trahn ki hoti hai k Koi usko read nai kr pa raha hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Post delete q hoti hy???

                        Assalam o Alaikum dear forex friends forex trading men posts delete ho jati hain kyun k aj kal forex trading men ziada log work kar rahe hain aur kuch post copy kar lete han aur wahi farward kar dete hain and 2nd post men ziada mistakes hoti hain and post ki quality bhi good nhi hoti is liye some posts delete kar di jati hain hamen agar acha profit earn karna hai to phir achi quality ki post kani chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Post delete q hoti hy???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zubair00786 پيغام ديکھيے
                          My dear forex friends posteen delete q ho jati hy daily ki posteen q delete ho jati hn m daily basis per achy threads or post krta hn or achi quality wali jitna ho sktu koshish krta hn achi post ho acha khasa ik post pr time laga kr post krta hn phr bhi 5 7 posteen daily ki delete ho jati hn please seniors explain kr dein shukariya
                          Poster related hone Ki Main Baje yahi hai kya Ham acchi aur mere ko Swayam Nahin Karte do Hamari acchi aryaani post Nahin Hoti vah Dur Ho Jaati Hai Kyunki Jab Ham acche maujud hai yahan acche Lucknow mein Ko Nahin Karenge to Hamari post delete Hui Hogi isliye Hamen Meri pahunch Rahi share karne chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Post delete q hoti hy???

                            Dear member acha sawal kiya hai k post delete qu hoti hai dosto post delete tb hoti hai jb hun copy paste say kaam karty hain aur repeated post karty hain aur dosron ki copy kar k post karty hain aur aik hi knowledge ko baar baar repeat kart hain aur jb hamari post ki quality poor hoti hai aur os me galtian hoti hain tu hamari post delete ho jati hain jis ka hamen koi faida nh aata aur na hamen koi bonus aata hai qk wo posts useless hoti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post delete q hoti hy???

                              Hamare post isliye delete Hoti Hai Kyunki Humse Koi Na Koi Aisi mistake ho jate Yahan same posting kar dete hain aur yah Koi post copy karte hain aur same posting karne se bhi Hamari Kuchh post delete ho jaati hai isliye main chahie copy posting na Karen sim posting na Karen Mein fayda Nahin Hoga aur Hamare Kafi posting delete ho Jaate Hain isliye change topics for posting karne chahie aur change discussion honi chahie tabhi Hamara Achcha Banega bonus

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X