Forex mein signals ki ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein signals ki ahmiyat
    Forex trading mein signals kafi ahmiyat kay hamil hain agar achay signals mil jaein chahe woh 20 pips Tak kay bhi hon tu hum achi lot size say achay profit hasil kar sakte hain mgr is Kay liye perfect signals Ka hona bahut zarori hai jaldbazi say behtar hai keh hamesha signals Ka wait karnay kay bad he trade ki kar take hum always successful ho sakein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein signals ki ahmiyat

    Forex business mein kise kay signal par trade open kar saktay han lakin hum ko koshish karni cahaiye kay signal par depend nahin karna cahaiye aur hum ko khud forex market ko samjhna cahaiye forex market ko samjh kar analysis kar kay trading karain gey tu phr hi Achi trading kar kay earning kar saktay han aur forex business mein long time kay leye kaamyaab ho saktay han hum ko forex ka knowledge hasil karna cahaiye aur trading ka ziada se ziada experience hasil karna cahaiye phr hi kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein signals ki ahmiyat

      assalamu alaikum ummid hai ki aap sab khairiyat se honge jaisa ke aaj ka sawal hai ki forex signals ki kya aukat hai tu yah baat bilkul theek hai ki forex mein signal bahut is forex trader apni trading coach banata hai aur kab hota hai single ki vajah se insan kamyabi ki taraf chalta hai thank
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein signals ki ahmiyat

        forex business may signal ki ahmiat bhut he ziada hay. ya hum you bhe kah sakte hay ke forex busniss hay he signal ki waja say. q n ke agar hame sahi signal milta hay to hum us ko fallow karte hay aor hame us signal ki waja say hamare treding profit may aati hay.aor agar hamara acconte bara hay to hum lot size bhe ziada open karte hay. jis ka hame ye faida hota hay ke hame apne treding may bhut he acha profit ho jata hay.isi liye sahi signal ka intkhab kare.aor koshish kare ke apne treding may stop loss aor take profit ko zaror istamal kare.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein signals ki ahmiyat

          Dear brother forex trading men signals ki bahut ziyada importance hey kiun k iss men jo log signals ko follow kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market signals k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay koshish karen k signals k sath sath apnay knowledge aur experience pe depend karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein signals ki ahmiyat

            Ji han bilkul Forex Mein signals ki ahmiyat bahut hi Jaruri Hoti Hai Hamen dusron ke signals ko follow bhi karna chahie Kyunki senior se jo signal Milte Hain Unse Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai Kyunki Hua Humse Jyada senior hote hain unko market ka Achcha Andaz hota hai isliye Hamen signal per bahut jyada focus karna chahie tha ki Ham bhi acchi kamyabi again kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein signals ki ahmiyat

              Achi quality ka kam karna bahut zyada important hai signals Ko Dekhkar kam karna bahut zyada important Hai Jab Ham Yahan per Zyada mehnat Karne Ki Koshish Karte Hain To Hamen bahut fayda hota hai apne experience ko Puri Tarah Se increase karne ki puri koshish Karni chahie Kyunki trader apni mehnat ki vajah Se Zyada Se Zyada knowledge Hasil kar sakta hai aur successful hona hai to mehnat karne ki puri koshish karne Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                Forex mein signal ki bahut jyada hi mein aata hai forex mein agar aap kamyab hona chahte Hain singers ka vate Kiya Karen perfect signal milane per trade lagaya Karen kamyabi milegi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                  assalamu alaikum my dear humko chahie ki hamen Pakistan forex mein signals ki jo ahmiyat hai usko samajhna chahie agar Ham Pakistan forex signals ki ahmiyat ko samjhe ayenge to Ham ismein acchi trading kar sakenge kyunki Ham jante Hain agar Ham Pakistan forex mein kamyab hona chahte hain aur isase jyada earning hasil karna chahte hain iske liye hamen signal ji ko samajhna hoga agar Ham market karna licence karte hain to bhi Ham Koi Na Koi signal banate hain aur usko samajh Kar Hi Ham trade open karte hain isliye jyada se jyada knowledge hasil Karen aur signals ko samjhe aur uske bad hi koi bhi trade open Karen lekin lot size account balance ke mutabik hona bahut jaruri hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
                    Forex trading mein signals kafi ahmiyat kay hamil hain agar achay signals mil jaein chahe woh 20 pips Tak kay bhi hon tu hum achi lot size say achay profit hasil kar sakte hain mgr is Kay liye perfect signals Ka hona bahut zarori hai jaldbazi say behtar hai keh hamesha signals Ka wait karnay kay bad he trade ki kar take hum always successful ho sakein
                    Forex trading Mein Signal ki bahut jyada kahaniyan Jo log signal ko follow karte hain vah kamyabi Ho Jaate Hain Kyunki Kamyab hone ke liye Ishq Lena jaruri hai agar Ham risk Milenge To Ham kam Jawab Nahin Honge isliye Hamen Sapnon ko kholo karna risk management karna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                      Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Forex message ki bahut hoti hai aapko chahie kya aapane Khud Se signal ko samajhne ki koshish karen Khud Se signal banane ki koshish Karenge Kisi dusre se signal Na Jaaye Is Tarah Se vah aapka profit Mein Kat Dete Hain aur aapko kam profit Milta hai isliye aapko chahie ki signal create Karen Jaise aapko Achcha fayda Hoga aapko Chitra mein bhi Milenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                        Assalam o alaikum .. dosto forex main signals ki bahut ziada ahmiat hae .siggnals ki waja. Se hamen pta chal jata hae. K hamri tarde kese chal rskti hae. Haen ye trade lgani chahia ya nhe lgani chahie.signals ki waja se ham. Loss se bach skte hain..loss na hone ki waja se ham apna business dobara start kr skte hain or business ko brha skta hae.isse lie signal ki ahmiat hae.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                          Forex metre reading karne se pahle signal ki bahut hi zyada ahmiyat hoti hai agar Ham trading kar rahe hain To Hamen signal Ko Dekhkar market ki movement ko samajhte Hue aur strong analysis ke sath hi trading karne chahie aur Hamen tabhi trading Karni chahie Jab Hamare analysis aur best entrypoint ke sath hi trading karne chahie Hamen kabhi bhi trading karte hue jaldbaji Nahin Karni chahie Jo log trading karte hue jaldbaji karte hain aur lot size ka use Apna account balance Se Jyada kar dete Hain vah Kabhi Bhi forex mn kamyabi Hasil nahin kar sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                            Aapane bahut pyari baat ki hai Forex Mein Signal ki ahmiyat bahut important hai Kyunki Agar aapko signal Achcha mil jaaye to aap ko Jyada lot size ki trade Lagani chahie isase aapko Jyada profit Hasil Hoga lekin bus dafa aapko signal Mil Jata Hai Lekin Uske bavjud aapko nuksan hota hai isiliye Hamesha agar aap long-term Kamyab Hona Chahte Hain To aapko Khud market analysis Ko samajhna Hoga trading ke hasolon Ko samajhna Hoga Jyada Se Jyada time trading ko Dena Hoga demo counts per Jyada Se Jyada practice Karke experience Athil karna hoga Kyunki Jab Hamen Khud market ki movement ke bare mein pata Hoga To Hamen Kisi signal ki jarurat Nahin Hogi aur ham long term tax benefit Hasil kar sakte hain isiliye Hamesha Khud kam Karen Khud experience ki n Karen Taki aapko Hamesha iska fayda Hasl ho thank you

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein signals ki ahmiyat

                              Forex trading main signals ki bahut jyada importance hoti hai agar aapko real signal Milte Hain accurate signal hote hain to signals ki bahut jyada importance Hai aapane accurate aur fake signals ko check karna Hota Hai Jab aapko koi bhi signal provide karta hai to aapko chahie ki aap market ki movement ko Dekhen aur use signals ko check Karen aap Dekhenge ke signals mein jo aapko entrypoint Diya gaya hai aap market ko Dekhen vahan per Vahi entry point check Karen Agar aapki market entry point ko hit kar chuki hai to apni trade open Karen Agar market Ne abhi tak entry point ko hit nahin kiya to aap vate Karen sabse Achcha Tarika signals ko check karne ka yah hota hai ki Hamen dekhna chahie Hamen vate karna chahie jab tak cost signal ki Pahli tp hit Nahin Ho Jaati Hamen use Waqt Tak apni trade open Nahin Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X