fake signals ki kabhe follow na krain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

    Bilkul fake signals bhut huty hain ajkl jab ham trade lagaty hain tu sb se phely hammy tasalli krni chiye unki signals ki Jo kahee se hammy provide hu jaty hain
    Agar hm assa krty hain unko kaffi
    Dekh smjh kr istamel yh ohir market ko achy se analysis kr k in signals ka istemal krty hain tu yhi hamry profit dilwany mai bhut acha rahy gy Jo log fake signals ko follow ni krty or jb fake signals a jty hain or khud thora mind laga kr achy se analysis krty hain or ohir wohi log acha profit gain kr patty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

      fake signals ko kabhi bhi follow na Karen apne signals ko se create Karen apne signals ko follow Karen forex market ko samajhne ke bad signals ki confirmation karle agar signals hamare conformed hai tabhi Koi trading open Karen agar signals kharab hai aur aap chale open kar dete Hain to aapko last hoga isiliye pahle apne kaun se dance ke sath jaunga trading co dekh le market ko dekh le
      • #48 Collapse

        Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

        Ji han bilkul Forex members Apne knowledge ke through analyses ke sath hi trade open Karni chahiye Hamen kabhi bhi fake signals ko follow nahin karna chahie mehnat ke sath kam Karen acche kam ko quality was better banaya tha ki kamyabi Hasil kar sake
        • #49 Collapse

          Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

          Assalam o Alaikum dear forex friends
          My dear friends main aapse ek baat share karna chahta hun ke aap kabhi bhi kisi bhi type kaise ke a signal ko follow na Karen aapko chahie ki aap aap khud se market ko analyse Karen judge Karen aur uske bad trading Karen isase aapko kabhi bi loss nahn hoga. zindigi rahe to per milta Hain ab Tak ke liye chawalali ki taraf se Allah Hafiz!
          • #50 Collapse

            Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

            Slam dear member!
            Umeed krta hu ap khriyat se hon gy. Forex forum pr mehnat kr k bht kuch seekh rhy hon gy. Bht kch seekhny k sath sath achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye struggle kr rhy hon gy. Ap na thk kha h. Hmen kbhi b signls pa depend nh krna chye. Signls pa depend kren gy to hm apny account ko risk ma dal skty hn. Bht se website aesi hn jo ye offer krti hn k ap hmary signls purchase kren. Weekly ya monthly packages subscribe krny k bd wo hmen signls provide krny ka khty hn. Dosto kbhi b in signls pa trust na kren. Is se ap ka account wash ho skta h. Because ye signls mostly fake hty hn. Ap ko chye k khud se market ko analize kren. Strong analysis k bd khud trading kren. Is se ap achi earning kren &y. Fake signls se dor rhen isi ma apka benifiet h.
            • #51 Collapse

              Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

              Ji han Pyare bhaiya ko bilkul sahi baat ki hai ki Hamen fake news ko parlour nahin karna chahie Kyunki sexy blouse ki vajah se Hamen Kafi Jyada nuksan uthana pad sakta hai isliye Ye Theek sequence ki vajah Khud kar depend Karen tar ke bad main aapko pareshani ka Samna karna padega Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein thodi si bhi Galti Ki gunjaish Nahin Hoti isliye dusron ki vajah Khud party band karte hue apne business ko Aage Badha hi aur experience Aasan hai
              • #52 Collapse

                Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

                Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge ji han hamen fake signals ko khbi bi fowoll no karna chahie balke apne khud ke mind se tradning Karni chahie take achi earning hasil kar saken fake signals ko agr ham fowoll karte hain to is se hamen loss bi ho sakta ha Forex me trading Karne se pehly market ko analyse zaroor Karen aur ziada se ziada experience ke sath trade Karen aur Acha profit gain Karen.
                Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                • #53 Collapse

                  Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

                  Dear yah bat to hai k hamain na forex k risk ko mentain karna hota hai taky ham forex se regular earing kar sakain to is lai ham ko signal b daikhty hai k market kab or kiss time bahter and confirm move main rahe hai. to lazmi nahe k ham ko jo singnal nazar ayin to theak ho un main fake signal b ho sakty hai. to ham na yah confirm karna hota hai k kiss time signal bahter ho rahy hai. or lazmi hai k ham stop loss and take profit set karna hai.
                  • #54 Collapse

                    Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

                    Hn g bilkul thk kaha dear friend hamy trading karty waqt fake signals follow nhi karny chaye asy koi bhe groups mn signals dy dety hy jo fake hoty hy os sy phr hamy loss hota ha hamy khud trading karni chaye khud market ko samajh ka bht soch samajh ka trading karni chaye signals un ka follow kary jo hamary seniors hn asy hr kse ka nhi .
                    • #55 Collapse

                      Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

                      Assalam walekum Pyar Hora se member good morning Aaj aapane bilkul acchi baat share Kiya Hai Hamen Forex Mein fake signal ko follow nahin karna chahie Agar half frocks Mein fek Signal Palan Karenge To Hamen nuksan ka Samna karna padega Agar Hamen signal Milta Hai To Humne pahle market QA analyst aur movement check kar le marksheet ko check kiye bagair apni taret open na Karen isase aapko Kafi nuksan ho sakta hai
                      • #56 Collapse

                        Re: fake signals ki kabhe follow na krain..

                        Bahut se a group Hai jin mein fenk signal a rahe hain hamen always he apni situation Ko samajhna Hoga aur market ki moment ko analyse Karke trading Karni hogi hamen apni samajhdar e se kam Lena Hoga taki ham apna nafa nuksan Apne hath se kar sake aur hamen analyse ka knowledge Hasil ho kis mistake ki vajah se hamen nuksan hua hai aur kis wajah se hamen profit hua Hai hamen Apne mind ko fresh rakhna
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          Fake Signals Ki Kabhi Follow Na Karein


                          Aaj kal ki digital duniya mein, logon ko financial markets ke bare mein bohot saari malumat mil rahi hai. Lekin is malumat ke saath, fake signals ya misleading information bhi barh rahi hai. Is maqale mein, hum dekhenge ke fake signals ko follow karna kyun nuqsan deh hai aur is se kaise bachna chahiye.
                          Fake Signals Kya Hain?


                          Fake signals wo information ya data hote hain jo kisi bhi financial asset ki asli halat ko dikhane ke bajaye ghalat fehmi mein daalte hain. Yeh aksar social media, forums, ya misleading websites par milte hain.
                          Inka Maqsad Kya Hota Hai?


                          Fake signals ka maqsad aksar logon ko fawaid ya nuksan de kar unki khud ki benefits hasil karna hota hai. Yeh un logon ki taraf se aate hain jo sirf apne liye fayda chahte hain.
                          Nuksan Ka Pehlu


                          Fake signals follow karna sirf financial nuksan hi nahi balki aapki mental health par bhi bura asar daal sakta hai. Jab log in signals par amal karte hain aur nuksan uthatay hain, to unka bharosa tut jata hai.
                          Kaise Pehchanein Fake Signals?


                          Fake signals ko pehchanne ke liye kuch key indicators hain. Pehli baat, agar koi signal bohot zyada attractive ya unrealistic lage, to is par shak karna chahiye. Dusri baat, jab tak kisi source ki credibility na ho, us par bharosa nahi karna chahiye.
                          Social Media Ka Asar


                          Aaj kal social media par logon ki taraf se bohot si information share ki ja rahi hai. Is platform par chalne wale trends aur recommendations aksar fake hote hain, jo sirf hype create karte hain.
                          Forums Aur Discussions


                          Online forums par bhi fake signals ka zyada milna aam hai. Log aksar bina kisi research ke yahan apni raaye dete hain, jo ke kisi bhi decision-making ke liye khatarnaak ho sakta hai.
                          Investment Ki Strategy


                          Investments karte waqt hamesha apni strategy par amal karna chahiye. Yeh zaroori hai ke aap apne liye ek sustainable aur research-based plan banayein, jisse fake signals se door rehne mein madad mile.
                          Expert Advice


                          Kabhi kabhi aise logon se advice lena behtar hota hai jo is field mein experienced hain. Financial advisors ya analysts ki madad lene se aap fake signals se bach sakte hain.
                          Research Ka Ahmiyat


                          Aap jab bhi kisi investment ka sochen, to hamesha research karein. Koi bhi decision lene se pehle market trends aur data ko analyze karna zaroori hai.
                          Emotional Trading Se Bachein


                          Jab aap fake signals follow karte hain, to aap aksar emotional trading karte hain. Isse aapki decisions ghalat ho sakti hain. Emotional trading se bachne ke liye discipline aur patience ki zarurat hai.
                          Long-Term Investment Par Focus


                          Short-term profits ki talash mein fake signals ko follow karna aksar logon ko nuksan mein daal deta hai. Isliye, long-term investment par focus karna behtar hota hai.
                          Education Aur Awareness


                          Market ki education aur awareness bohot zaroori hai. Agar aapko market ke trends aur signals ka pata ho, to aap easily fake signals se bacha sakte hain.
                          Community Support


                          Investing ke liye community support lena bhi faydemand hota hai. Logon se baat karke aur unki experiences sun kar aap fake signals se bachne ki strategies develop kar sakte hain.
                          Conclusion


                          Fake signals se door rehna aaj ke waqt mein bohot zaroori hai. Isse na sirf aap apne investments ko protect kar sakte hain balki apne mental health ko bhi acha rakh sakte hain. Hamesha research karein, experts se advice lein aur apne financial goals par focus karein. Is tarah, aap financial duniya mein safe aur successful reh sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X