Reasonable lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Reasonable lot size

    forex ki market mai reasonable lot sizer ka istimal boht zaroori hai agar ap ap ko pata hai kay lot size ka kiya kirdar hai tu ap iss ko achay se istimal krna seekh jatay hain, agar ap kay account ka size chota hai aur ap ik baray lot size kay saath kaam krtay hain tu nap kay loss kay chances bar jatay hain aur agar ap kay account ka size bara hai ru ap ko ik baray lot size se acha profit hasil ho skta hai woh b kaam waqat mai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Reasonable lot size

      Dear jahan tak aapke sawal ki baat hai ki reasonable lot size kitna hota hai to isliye main maje kahana chahti hun reasonable lot size wahi hota hai jo kya aap apne account balance ke mutabik select karti Hain isiliye aapko chahie ki pahle Apne account balance ko check Karen aur uske bahut apna lot size select gane Taki aapko uske acche advantages mil sake kyunki jawab big Lot size ke sath trading karti hai to bahut bada risk le rahe hote hain aur agar aapko loss hota hai to vah bhi jyada hota hai isliye hamesha Apne account ke mutabik lot size ki selection karni chahie Taki aapko jyada se jyada advantages Mile aur aap loss se mehfooz Rahe
      • #18 Collapse

        Re: Reasonable lot size

        Forex pr jb ap trading kr raahy hy hoty to ap ko ak limit tak lot lagany chaye. Is ka mtlb y huwa k hamain lot averge market pr lagny chye hamin ziada lalach ni krni chaye choty choty lot lagany chye. Ap ko lat lagaty huwey risk to laina parya hy is liy ap soch samaj k lot lagain. Lalch na krain aur big lot na lagain jasy "slow and steady wins the race".
        • #19 Collapse

          Re: Reasonable lot size

          ji dear ham ko lot size bahut hi reasonabal rakhna chahiy jab ham lot size bahut munasib sa rakhyn gy to ham ko loss nhn ho ga aur ham apny kaam ko achy se manage kar payn gy nhn to phr hamayn loss hi hota rahy ga.lot size ko rakhty hoey ham ko apny account ko zaror deehan main rakhna chahiy k account main amount kitni hay aur hamara account kitna loss bear kar sakta hay yeah na ho k ahm lot size ko bara rakh layn aur jab trade karyn to account hi wash ho jay aur sari amount waste ho jay..
          • #20 Collapse

            Re: Reasonable lot size

            Agar aap Forex trading Se achcha profit Hasil karna chahte hain to apna lot size bahut hi reasonable rakhen ki market ki movement se aapka account wash na Ho aur aap apne account ko bhi save rakhkar trade Karen Forex trading per Hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie aur agar aap apna lot size jyada rakhenge to isase aapko profit to jyada hoga per aapko loss per jyada ho jaega isliye bahut soch samajh Kar aur lalach kiye bagair apna Laut sahi chhota rakhe Taki aapko law speaker Ho ek professional trader kabhi bhi lalach nahin karta aur ek reasonable Lot saiz select karta hai aur apne aapko save racket rate karta hai
            • #21 Collapse

              Re: Reasonable lot size

              Sahi lot size Karti Lagana Hamare Liye Har Bar hi Achcha hai Jab Bhi Ham galat lot size CarTrade open Karenge to nuksan Mein Rahenge nuksan Se bachne Ka Yahi Tarika hai Ki ki jo Hamara account hai usko Mein Dhyan Rakh Kar Dekh Kar Hi Sahi lot size Karen kharab karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Reasonable lot size

                Dear members
                Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni working iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k forex me success hasil krne k leay zrori hai k hm apne account ko safe rakhen or safe trading kren , is k leay sb se important factor lot size hota hai k jb hm lot size select krte hain to hmen kin chezun ka kheal rakhna chaheay. Agr hm chahte hain k hm safe zone me reh k trading kren or hmare account ko ksi trah ka khatra na ho k hmara account wash ho jay ga to hmen chaheay k hm market ki movement ko analyse kren or wahan se strategy bnaen k hmen kis lot size ss trade me jana hai, agr market ki movement bht fast ho to us me minimum lot size best hota hai or agr market slow down ho to ap apne experience se thora zeada size b select kr skte hain but the main reason is to trade staying in safe zone. I hope apko meri bat smjh aa gai hogi. Thanks 😊
                • #23 Collapse

                  Re: Reasonable lot size

                  Dear mate ap ko har trade main har bar sab sa Small lot size he lyna Cheya or apny account ka Sab sa small Percent he Invest karna Cheya or kam karna Chayea aisa krny sa Ap ko market main acha profit earn ho ga or ap ak perfect trader ke tarah market s learnkarna Cheya ku ka jitna Smal lot size ka sath ap kam akrein gay ap ko market main learning Utni he Strong ho ge is lia Ap ko mehnat sa Apni lot size ko reasonable set karna cheya or market main long time ka Lia reh akr market ke movement ko smajna Cheay or trading karni cheya.
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #24 Collapse

                    Re: Reasonable lot size

                    Gyan doston Hamen chahie Camelot Lagate Ham Laut Lagate Waqt Sambhal se small Laut ka istemal Karen seniors member to bahut senior hote hain vah jitni Badi bhi Chahe lagaen Ham Kyunki abhi is ka mediclaim Akhtar Hain isliye Hamen chahie ki Ham Apne account ko safeway small lots hi istemal Karen Kyunki usse Agar Hamen Nafa yah profit jo bhi chij Hasil Hogi vah Hamare is ladke Ho tabhi Hamari bardasht ke bata de rahe ho kya dekhoge aur ham isase Jyada Se Jyada online rahakar business ke andar ki baten Maloom Karte Rahte Hain Jo Hamare confidence Hamare knowledge aur Hamare experience Kaise
                    • #25 Collapse

                      Re: Reasonable lot size

                      ​Jiji han forex trading mein agar Ham new member Hain to hamen 0.01 ki Laut use karni chahie small account ke sath trading karni chahieji han forex trading mein agar Ham new member Hain to hamen 0.01 ki Laut use karni chahie small account ke sath trading karni chahie risk na Leta to hamare liye behtar rahega
                      • #26 Collapse

                        Re: Reasonable lot size

                        ji aap forex trading mein agar aap acche kamyabi ESR karna chahte hain to hamen forex trading mein jyada risk nahin Lena chahie sabar karna chahie acchi trade ka vate karna chahie tabhi forex trading mein hamen acchi karya bhi mil sakti hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Reasonable lot size

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Forex market ki movement key mutabeq aur account balance ko dekty howy hamy reasonable lot size ka hamesha use karna chaye kesi be type ki risky trading hamary account ko empty kar sakti hay es ley na to hamary ley minimum lot size use karny ka faida hay aur na hi big lot size ka use karty howy ham successful ho sakty hey account balance hamary ley important hay jab tak ham reasonable lot size ka use karty rahy gey hamara account balance long time tak mehfooz rahy ga jes par long time tak ham trading kar sakty hey.
                          assalamu alaikum friend hamen chahie kya mis paper lot size bahut hi kam rakhe hain agar hamen is kopalot se jyada rakhenge samay se last ho sakta hai isliye mein chahie uske upar lot size apne account ka rakhen aur kam se kam rakha tha ki hamen bhi kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Reasonable lot size

                            Ji han aapko chahie ki aap responsible lot size istemal karte hue work Karen Apne account ka mana Karke Uske mutabik hi lot size select Karen aisa Na ho ki aap jyada light Sahi select kar le aur aapka account he was ho jaaye isliye acchi Tarah Soch samajhkar laut kam se kam rakhe aur prophet hasil Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Reasonable lot size

                              Dear Forex members Pakistan Apne account ko Dekhte Ho Gaye lot size use Karen Agar aapka account bada hai to aap Badla Sajjad maral Karen aapka Agar Chhota account hai yah medal account hai aapko chahie aap Sambhal what sahi se train karen to Malai lot size strate karne per aapko bahut Waqt Milta Hai yah Waqt aapko loss se profit Mela sakta hai aur Agar pic lot size Sambhal Karenge to usmein aapke pass short time hote hain agar aap last Mein ja rahi hain to jald hi aapka account washout ho jata hai isliye Apne account ke mutabik lot size istemal Karen battery yah hai ki aap Sambhal 8 size mein trade karen to aapko profit Jarur Hoga aur aap Lat se lo se bacche Rahenge aur aapka it on washout bhi nahin hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Samajhdaari Se Zameen Ki Khareedari: Munasib Lot Size


                                Zameen ki khareedari ek ahem faisla hai jo sirf mal-o-daulat hi nahi, balke zindagi ke kayi pehluon ko bhi asar daal sakta hai. Is liye, samajhdari se lot size ka intikhab karna zaroori hai. Yeh maqala aapko sahi lot size chunne ke liye madadfar hoga.
                                1. Lot Size Kya Hai?


                                Lot size se murad wo zameen ka area hai jo aap kharidna chahte hain. Yeh aam tor par aik standard measurement hota hai, jaise ke square feet ya acres.
                                2. Munasib Lot Size Ka Ta’ayun


                                Munasib lot size ka ta’ayun kai factors par mabni hota hai. Aapki zaroorat, budget, aur maqam ki ahmiyat in sab ka ghor se jaiza lena chahiye.
                                3. Budget Ka Ta’asir


                                Budget ka lot size par bohat asar hota hai. Agar aapka budget kam hai, to choti zameen kharidna behtar hoga. Is se aapko zyada laabh mil sakta hai.
                                4. Maqam Ki Ahmiyat


                                Jahan aap zameen kharidne ja rahe hain, us maqam ki ahmiyat bhi dekhni chahiye. Aik achi location mein zyada lot size kharidna behtar hai kyunki is se aapki property ki qeemat barh sakti hai.
                                5. Zameen Ka Istemaal


                                Lot size ka intekhab is baat par bhi mabni hona chahiye ke aap zameen ka kya istemaal karne wale hain. Kya aap ghar banane ka soch rahe hain, ya phir commercial ya agricultural purposes ke liye kharidna chahte hain?
                                6. Future Planning


                                Agar aap agle kuch saalon mein apne plans badalne ka soch rahe hain, to zyada lot size lena behtar hoga. Yeh aapko flexibility dega agar aapke plans mein tabdeeli aaye.
                                7. Zameen Ki Zahiriyat


                                Zameen ki zaahiriyat, yani uski shape aur landscape bhi ahem hoti hai. Agar zameen ka shape asan nahi hai, to khud se kam zameen kharidna behtar ho sakta hai.
                                8. Infrastructure Aur Facilities


                                Infrastructure aur facilities, jaise roads, schools, aur hospitals, bhi lot size par asar daalti hain. Aisi jaga kharidna chahiye jahan inki asani ho, chahe wo choti ho ya badi.
                                9. Zameen Ki Legal Status


                                Zameen ka legal status, yani us par koi qanooni rukawat hai ya nahi, bhi zaroori hai. Agar zameen legal issues mein hai, to iski qeemat barh jaati hai, chahe lot size chota hi kyu na ho.
                                10. Aam Misaal


                                Agar aap kisi urban area mein zameen kharid rahe hain, to yahan choti lot size bhi kaam aati hai. Lekin rural areas mein, zyada lot size lena behtar hoga.
                                11. Mahangi Zameen Aur Sasti Zameen


                                Mahangi zameen ke liye choti lot size kharidna asan hota hai, jabke sasti zameen mein zyada area kharidna behtar ho sakta hai. Is se aapko investment par zyada laabh milega.
                                12. Zameen Ki Halat


                                Zameen ki halat, yani uski khaasiyat aur us par maujood cheezen, bhi lot size ka ta’ayun karte hain. Agar zameen ka halat behtar hai, to choti lot size bhi kaafi hai.
                                13. Local Market Trends


                                Local market trends ka bhi khayal rakhen. Agar kisi area mein lot size ki demand barh rahi hai, to aapko choti ya badi zameen kharidne ka sochna chahiye.
                                14. Mukhtalif Options Ka Jaiza


                                Aakhir mein, mukhtalif options ka jaiza lena na bhoolen. Har option ke faide aur nuqsan dekhen, taake aapke liye sabse behtar faisla ho sake.
                                Conclusion


                                Munasib lot size ka intekhab ek aham aur samajhdari se bhara faisla hai. Yeh sirf aapke budget aur zaroorat par nahi, balke maqam, zameen ki halat, aur future planning par bhi mabni hai. Is liye, har pehlu ko ghor se samjhein aur phir faisla karein. Samajhdari se ki gayi khareedari aapko behtareen results de sakti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X