Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

    ji han ki baat bilkul sahi hai forex market mein Jab aap kam karte hain to market ki munh matke mein tabhi ki aapka apni trade open karni chahie kyunki Jab wapas se hatkar apni trade open karte hain to aapko loss hota hai isliye hamesha market ki moment ki right side per chalna chahie uske against railway aapko loss ho sakta hai isliye market ki movement to samajhne ke liye acchi learning knowledge or experience send karna chahie Taki aapko acchi advantages mile
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

      jee haan trade hamesha market movment ko dekhny k bad lgaien aap key paass agar experience nahi hey tho aap ko trading mey pareshani hogi or aap ko trading ki samaj nahi hogi key kaha sey trade ki jaye or kaha khatam kii jaye forex mai agr strting mai loss hota hai tu jb ap apni gltiyo ko theak kry gy tu loss ni ho ga or yahi experinc hai mary khyal mai...
      • #33 Collapse

        Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

        market ki movement ko deakhnay k bad tasali se he trades kro hamain market main trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main knowldge k begiar hum kuch hasil kar k hi hum real main trade kar skaty hain aur hamain is say faida ho saky ga
        • #34 Collapse

          Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

          hamesha market ko dekh kr movement k bad trade kro forex main enter hony ay pahly is k bary main hard work karni oh gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main information hasil kar k hihum achy sy trade kar k hi hum sucess ho skaty hain it is best job
          • #35 Collapse

            Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

            Market movement ko dekhne ke bad trade lagaen aapane bilkul achcha sawal kiya hai agar Ham market ke bare mein nahin jante honge aur trade laga denge to Hamen Koi pata nahin hoga ke Mela sunaya profit banaen isiliye jaruri hai ki Hamen market ke bare mein acchi se acchi signal hone chahie jitna Hamen market ke bare mein pata hoga Ham use samay utna hi jyada large size lagakar prapt halka sakte hain
            • #36 Collapse

              Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

              g haan dear sahi baat ki hai market ki movement ko daikh k trade lagani chahye is trah hum achi trading kar sakty hain aur kamayb ho sakty hain aur acha profit hamen mil sakta hai aur hamara account bh secure rehta hai aur agr hum market ki movement ko nh daikhty aur aise trade open kar daity hain tu hum kabhi kamayb nh ho sakty aur na hamari achi earning ho gi aur hamen bhut zayada loss ho sakta hai
              • #37 Collapse

                Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                market mai trend ko samaj kr trading karain, achi tarah market kay trend ko identify karain aur jb ap ko trend mil jai tu ap uss ki direction mai trade open kr kay acha profit hasil kr sktay hain kiyun kay trend is your friend
                • #38 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                  Hello friends kasy hain ap . g han Forex trading m apko markeet ki movement ko dekhna usy analyse krna bahut zruri hai apko bina sochy samjhy markeet m trade nhn krni chahye forex mein trading ka pehla asol hi yahi h k apko markeet ky us pair m jahan ap trade krna chahty hain uski movement ka pata hona chahye movement k liye mukhtalif trading session hain jin my trade movement bht ziada hoti ha matlab us time bht sy log trade kr rahay hoty hai tab hi trade open krna chahye .
                  • #39 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                    G ha dosto market ki movement ko daikhna ka bad trade lagaee ager ham chahata ha ka ham a6a trade banee aur a6a profit hasil kare to hamee market ka mutabik chalna ho ga aur ager ham market ko analysis kia bagher trade lagaee ga to hamee loss ho es lia hamee chahia ka ham market ko analysis kar ka a6i trade laga kar a6a profit hasil kare thanks friends
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                      G trade lgany sy phly analysis krna bht must h ap market ki movement ko phly ghor sy focus rken us ka analysis kren or soch smjh kr trade lgaen agar ap jald bazi m trade kga dnegy bina market movement dkehy to apko hoskta h loss hojae to loss sy bachny k lye ap hamesha phly movement check kren qk market movement within seconds badlti hai
                      • #41 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                        ji han doston hamen frocks for mein trading ke dauran trading ki movement ko dekhkar trading karni chahie kyunki isase hamen loss ho sakta hai aur hamara account band ho sakta hai isliye movement ko dekhna jaruri hai agar movement upar ki taraf ja Rahi hai to hamen apni trade laga de nahin chahie aapki humne profit hasil kar sake aur acchi aur nighasan kar sake aur apne business ko badha sake
                        • #42 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                          G bilqul friends trade me entry ka time very very important hy aur hamary loss aur profit ka sabab bnta hy. Peak movement ki surat me sell ki hoi trade apko maximum profit dy skti hy aur isi trah down side py buy ki hoi trade maximum profit dy skti hy. Likin is sab k liy market ki movement ka experience hona zroori hy
                          • #43 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                            Ji haan ji haan aapki baat mein bilkul theek hai Hamen market ki movemnt ko dekhte hue hi trade lagane chahie Hamen trade lagane sy phly market ko sahi tarike se analyse kar lena chahie trade lagate waqt market ki movement ka pta hona chahie jab tak Hamen market rate ka pata nahin hoga tab tak Ham ismein kamyab nahin ho sakte Hamen chahie ki trade lagane se pahle market ke movement ko acche tarike analysis karne ki Ham acche tarike se trade lagaen aur profit Hasil kar sakte hn
                            • #44 Collapse

                              Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                              Ji han bilkul Apne theek ka hai Hamen chahie kya Ham market ki bahan ko Dekhte Hue trading Laga Is Tarah kam trade Lagane se pahle acchi Tarah Se market movement analysis course aur samajh Lenge tabhi Ham lagaenge to acchi Lagegi aur Hamara Achcha profit aaega aur isliye Hamen chahie ki Ham reply Nahin ke sath aur practice ke sath kam Karen hamare pass Achcha experience or knowledge Hona chahie tha ki Ham Achcha worker sake aur Achcha profit cancel kar sake aur jo Log Mohabbat Karte Hain hard work karte hain Vahi Kamyab hote hain aur ham bhi madad Karenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur Kamyab Honge aur cprofit kyon kar Sakenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Market ki movement ko dakhny k bd trade lgayen

                                G han market mein pooaray analysis karne k baad aur poori tareh news sun leney k baad he aap forex mein trdae lagain . jaisay umeed hai kal USA mein new saddar bananay k moqa per market mein utaar charhow aaey ga tu kam az kam new comers ko kal market se door rehna ka mashwara ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X