Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai
    Dear Freinds, forex trading mai forex ki market mai har waqat do powers kay darmiyaan fight hoti rahi hai jin ko bull and bear kahtay hain, forex mai bull se murad buy hain jb bull power mai hotay hain tu market ko opper ly jatay hain, issi tarah forex mai jb bears matlab seller power mai hotay hain tu market sell ki taraf chali jati hai simply ap kah sktay hain kay bull buyers ko show krta hai jb kay bear seller ko show krta hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

    Assalamu Alaikum Forex trading market Mein Do Tarah Ke traders hote hain Ek Ko Ham bulls Kahate Hain Jo ke bulls Hote Hain Jo ke market ke andar demand increase karte hain jinki vajah se prices upward Jaati Hain aur dusre bears Hote Hain jinhen Ham sellers Kahate Hain yah market Mein suppliers hote hain aur in ki vajah se market Mein downward trend start hota hai bulls aur bears ki vajah Se Hi market ke andar Kisi bhi commodity ya currency ki price determined hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

      Forex trading ke Business mein Bull or bear candlestick patterns bahut jyada importance rakhte Hain traders abhi market Mein Apne trading co start karen to unhen chahie ke vah market ke movement ko samajhne ke liye Bhul aur bear ke currency Pyar Ki selection Karen aur Iske jahiya se market ki movement ko acche tarike se understand kar le Uske bad hi apni trade ko open Karen traders in candlestick patterns ke jariye se market ke uptrend Aur downtrend Ko acche tarike se confirm kar sakte hain aur unke signals ko follow karte hue Apne trading start kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

        g bill ar bear ka matlab yhi hy kh hmyn kis waqat kis currency ko sell karna hy ar kb hmyn isko buy karna hy taakh hm aysa kar ky apni ksills ko bhytr sy bhytr bana kar aik achi trading kar sakkyn ar aik achy traders bn kar apni earning ko bb yaqeeni bana sakkyn to jb tk hm is ko seekh kar demo par apni practice ko yaqeeni nhi bana sakty to hm kbhi bb aik achy traders nhi bn saklty hn ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr nhi bana sakty is liy hmyn himmat nhi harni chahiyy balkh mushgkil ko face kr ky achi earning hasil karni chahiyy
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

          Main ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur aap sab logon ki bahut acche tarike se gujar Rahi hogi bullish or bearish market ka matlab hota hai jab market mein prices aap ja rahi hoon to iska matlab hai bullish market move kar rahi hai aur jab prices lo ja rahi hun to iska matlab hai ab barish market kar rahi tu Is tarah hamen ine donon chijon ke bare mein understand karna chahie apna analysis karne ke bad hi ham log acche trader Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

            Thank you very much, dear boht he achi aur helpfull information share ki aap ne. I have no idea before this. Issi trah aur bhi boht se doston ko iss baat ka idea nahi hoga aur apki iss post se boht se logon ki queries clear ho gayi hungi. Jesay bhai ne Bulls and Bears ko achi trah explain kiya aur btaya keh Bulls and Bears men ky difference hai aur ye kis trah kaam kartay hain. Toh Bulls jab power men hotey hain toh matlb market buy ki traf ja rahi hai aur jab Beers strong hotey hain toh matlb sell ki traf market ja rahi hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mai Bull aur Bear Se Kia Murad Hai

              Bull or bears kya hote hain bulls aur bears market ke do am ke tar hai jo market mein aap words aur download varsh karte hain Bhul jo hai vah market Mein Diamond Paida karte hain aur bears market mein kaun word Karte Hain Jani Ja se Lad Hote Hain Inko Mukt Naam Diya Gaya Hai Lekin agar aap chat ko vah se Dekhe to aapko Salon vi Nazar Aate Hain Tu ISI Tarah Jab selfie Lete Hain To down Mein Aate Hain aur jo bye Karte Hain To ab main Jaate Hain he pulls aur bears ka tarike kar hai ki market Mein demand aur rates Mein ijaafa Ka 22 bante hain aur bears markets Mein salary sote Hain Jin ki vajah se market Lo yah Neendon Mein Aati Hai yahi ka matlab hai

              اب آن لائن

              Working...
              X