Forex main loss any ki wja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main loss any ki wja ?

    Forex me loss hone ki boht se wajuhat hen lekin usme 2 3 jo mene dekhi hen logo se sunna b hy qk me to purana hu me learn b krwata hu jo log sekhte hen mujse unko me 2 3 cheazen smjhta hu k aik to apko chiye money managment or dosra ap patience rakhen forex me patience nhi rakhengy to ap kamiab nhi ho skte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main loss any ki wja ?

      Assalamu alaikum friends ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aaj ka mara sawali hai ki Forex mein loss aane Ki vajah Forex mein loss aane Ki vajah yah hai ki ham Apna Kam mehnat ke sath dhyan ke sath Nahin karte jab tak hamari Kisi kam mein dilchasp Bhi Nahin Hoti ham uska mein kamyabi hasil nahin kar sakte Is Tarah mein forex m loss hota hai kyunki jab tak Forex ka experience Nahin hoga acchi learning Nahin hogi tab tak ham kamyabi hasil nahin kar sakte Is Tarah hamen hamare kam mein last aata Hai agar aap kam dilchaspi ke sath mehnat ke sath Lagan ke sath karenge tabhi aap apne kaam mein kamyabi hasil kar sakte hain jitne acchi aapki trading hogi jitna achcha aapka kam Hoga utna aap Ka bous hasil utna aapko profit hasil Hoga aur aap apne future mein kamyabi hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex main loss any ki wja ?

        forex mein loss hamesha hamari galtiyoo sy he hota hy agar aap experience hasil karna chahte hain to demo account ko zyada se zyada use karain. trading ka koi fada ni han us lye phly damo acount pr expereince lye then start the trading.pehly hamin expert hona hota hai har kaam mai phr e hum achi trha sy usko smjh skty hain or kr skty hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex main loss any ki wja ?

          forex ma loss ana ki waja without experience or knowledg ka kam karna han agar aap k pass forex ka knowledge nai hai to aap forex main trade nai kar sakain gy iss main aap ko loss ho ga lakin agar aap forex ko proper knowledge le k forex main trade karain gy to aap ziada behter andaaz main trade kar sakain gy
          • #20 Collapse

            Re: Forex main loss any ki wja ?

            Forex mein kam khate waqt sometimes logon ko yahan per nuksan hona shuru ho jata hai jiski wajah se vah yahan per hard-working nahin kar paate aap logon ne bhi aisa Hi karna hai market to understand karna hai sabse pahle uske bad yahan per kam karna shuru kar dena hai
            • #21 Collapse

              Re: Forex main loss any ki wja ?

              Assalamu alaikum friends mermaid karta Hun ki tum ham dost ke liye se honge ji ne dosh mein kya aapane poochha ke frocks mein launch hone ki sabse badi sabse badi baje hoti hai ki boss number Chala large karte hain jiski vajah unhen loss ka samna karna padta hai aur Dost Na unke pass knowledge hota hai aur dost agaram frax mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen chahie ki hamen experience hasil Karen Apne lalach per control rakhe hain knowledge hasil Karen aur uske sath Apne bal ko mukammal concentration ke sath Karen apni motions per control rakhe hain agar hamen tamam chijon per control kar lete hain to ham khud ko last sabhi se kyon kar lenge aur SSB hasil kar lenge aur profit bhi hasil kar lenge
              • #22 Collapse

                Re: Forex main loss any ki wja ?

                Dear Forex Mein Hamen loss vyakti Hote Hain Jab Ham iski rules and regulations ko follow Nahin karte ho aur ham ismein Soch Samajh Kar Kam Nahin Karte Agar Ham ismein Chitra Kisi knowledge Hasil Karke kam Karen aur ham ismein Soch Samajh Kar kam Karen Hamen kabhi bhi ismein loss Nahin ho sakta dear trading main aapka knowledge or experience aapko ismein success Deta Hai Jab aapke pass ismein Achcha knowledge aur best experience hoga to aap ismein kabhi bhi apna loss nahin kar sakte trade Lagane se pahle aapko analysis perform karna hote hain to aap Kuchh Mein fayda Hota Hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main loss any ki wja ?

                  Forex men los hny ki bht c reasons hn ismein sabse bada los Hamen market ke bare mein knowledge nahin hona Jab hamare pass market ke bare mein knowledge hoga to Ham ismein na Kam nahin ho sakta users ko is Forex main join karne ke liye bahut mehnat karni padti hai traders ko chahie kya hua trading karte waqt market ki direction ko understand trading karte waqt ya dekhen ke market ke direction kahan ja rahi hai trading karte waqt tha mein bahut hi khyal rakhna hota hai trading kattavakkam a market ke rules or regulations ko follow karte hue hi trade lagana chahie Agra mein uske rules r regulation ko follow nahin karte to hamara Los ho jata hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main loss any ki wja ?

                    Forex trading mn dono options hn k ap profit bhi hasil kr skty hn or apko loss bhi ho skta hy.
                    Profit depends krta hy k apki mhnat or apka experience kitna hy jitni mhnt hogi profit utna zyada hoga.
                    Or loss hony ki basic wajaa apky knowledge mn kami or forex trading ki basic malomat ka na jan nna or bgher experience k trade lga dena.
                    Sub sy zyada nuqsan ki waja apko experience ni hota.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main loss any ki wja ?

                      forex ma hmra focus agr apna akm pa rahya ga to huma loss ni aya ga bohat ahmiyat ka hamil hay or agar ap basic konwledge hasil kiay bina koi bhi business start karo ge to ap ko yqeenan loss hoga que ka apko business k baray me maloomat kam honay ki waja se ap business per grip nai kar pain ge or loss ka samna karna parray ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main loss any ki wja ?

                        Forex mein loss ki wajah market ko janay bgair trade krna hai . Forex k tools ki bhy
                        sahy samjh na hona hai. Sochay samjhay bgair trade ka lagana hai. To yeh kuch basivs reasons hain jis
                        ki wajah se logon ko trade me nuqsan hota hai..
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main loss any ki wja ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Husaain پيغام ديکھيے
                          Dear Forex members Forex mein hamesha un logon ko loss hota hy jo sust hoty hain or properly jam nau karty or without experience or knowledge k kam krty hain.......
                          assalamu alaikum forex mein loss aane ki vajah yah hai ki hamen uske bare mein complete knowledge nahin hota aur ham bagair kisi se vah shuru kar dete Hain jiske jaise lot size laga de to hamen last ho jata hai isliye lot size kam se kam lagaen aur hamesha pure angle ko dekh kar hi rate Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main loss any ki wja ?

                            Ji han doston forest Niger bhi aap trading kar rahe hote hain aur koi galti kar Baithe Hain ya soche soche samjhe indicator ke bagair ma'am market ki moment ko Jaane Hue aap trading kar Baithe Hain joke chatting aap karte hain vah per aap ke fayde Mein Nahin balki last Mein ja raha hun Utha Hai yah Galti hi hai ki aapane Bagar soche samjhe Magar doston ke Mashwara se aapane trade Lagaye jisse aapko Las Ho Gaya
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main loss any ki wja ?

                              Sochay samjhay bgair trade ka lagtya hn to huma loss ata hn agar hama knowldge ho ga to ham ak achay trader bhi ban saktay ha knowledge kay liye hamay lernong krni hoti ha agar apkay pass knowlege nai ho ga to ap trading nai saktay ha or ap forex ma ziada say ziada mehnat kray
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main loss any ki wja ?

                                Assalamu alaikum my dear friends Umeed karta hun kya aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil ja rahe ho gaya kamyabi ko Apna Muqaddar bana rahe Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapki baat se agri hun kya loss hone ki vajah kya hoti hai loss hone ki vajah aapki overtrading hoti hai aur Lala Choti Hai Aap Logon Ko chahie kya aap ka video overtrading mat Karen aur lalach mat Karen Jo agar aap lalach se kam karte hain to aapko usse loss hi hoga isliye aap Logon Ko chahie ki short term trading Karen kabhi bhi overtrading a long time trading mat Karen thank you so much my dear Forex member

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X