account kun wash hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: account kun wash hota hai??

    Account watch sirf aur sirf Hamari apni mistake ki vajah se hota hai Ham Apne trade Mein jaldbazi karne lag Jaate Hain aur jaldbazi karne ke sath sath Ham Apne trade Mein Big Lot size ka istemal karte hain Jiski vajah se Hamen Apne trade mein bahut bada nuksan ho jata hai aur Hamara Sara ka sara account was ho jata hai Hamen kabhi bhi trading Mein jald pass hi nahin Karni chahie aur na hi apni trade Mein Bheeg lot size Ka istemal Karna chahie Hamesha Apne trade Mein small lot size Ka istemal Karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: account kun wash hota hai??

      friends hamara kaun hamari apni galti sevah shubh hota hai kyunki Ham lalach karte hain jiski vajah se Ham jyada last mein chale jaate Hain aur hamara account was ho jata hai Hamen chahie ki Hamen Lal se lagate waqt kam se kam large-sized lagana chahie agar Hamen profit ho to abhi Ham usi waqt wadhwa corral Hain jyada lala ke chakkar mein Na aaye to Hamen
      • #48 Collapse

        Re: account kun wash hota hai??

        Dear members,
        Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni working iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k hmara account kese wash hota hai? Is ki bht c reasons hain. Phle ye hai k hmen low balance k sath bilkul b trade me ni jana chaheay sb se phle apna bonus increase kr k apne account ko strong krna chaheay usk bad hi hmen koi b trade lgani chaheay. 2nd ge b jb b trade krne to risky trade na kren, bcz risky trades me aisa hota hai k hm kbhi b market ki movement ko predict ni kr skte or market bhr hi fastly move kr rhi hoti hai. 3rd aisa hai k hmen low lot size select kr k trade krni chaheay bcz big size se jb loss hota hai to hmen bht hi loss hota hai or hmara account wash ho jata hai. I hope apko meri bat smjh aa gai hogi. Thanks 😊
        • #49 Collapse

          Re: account kun wash hota hai??

          Hum agar saber kay sath trading nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain ur hamara account wash ho jata hy tu hamen himat kay sath kam ko jary rakhna lazmen ho =ta hy tabhy tu hum as men kamayby hasil kar sakty hain warna hm nakam ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath ki bhe kam anhin karna chhaye agar hum saber kay sath acah kam karty hain tu hum kamayb ho jaty hain agar hum saber kay sath acah kam anhin karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen himat kay sath forex emn acah kam jary rakhna chahye tkaeh hum nakam anh hon balkeh hum achy kamayby hasil kar saken kun kay forex emn trading karna asan nahin hy as men hiat kay sath trading karny waly h kamayby hasil kar sakty hain warna tamam member nakam ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin kana chhaye tkaeh hum nakqm anh hon baleh hum kamayby hasil kar saken kun kay forex emn bagheer mahnat kay sath kam karny say hum nakam ho jaty hain tu hamen himat nahin harny chahey tkaeh hum kamayby hasil kar saken
          • #50 Collapse

            Re: account kun wash hota hai??

            dear Ham dekhte hain ki forex market mein Ham jab kam kar rahe hote Hain to ismein hamen use waqt Claus hote Hain jab Ham ismein soch samajh Kar Kam nahin karte aur hamesha mein knowledge hasil karke Kam nahin karte garam ismein proper knowledge has karke kam Karen aur ham ismein karen to hamesha mein kamyabi jarur milegi trading main aapko use waqt loss hota hai jab aap is Maine soch samajh Kar Kam nahin karte aur acche tarike se analysis ko perform karke trade nahin karte
            • #51 Collapse

              Re: account kun wash hota hai??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariya پيغام ديکھيے
              asslam o alaikum dear forex member hmara account kun wash hota hai account wash hony ki kia wajoohat hain....
              Bahut Sare traders yah mistake Karte Hain ke vo trading karne se pahle proper analyses Karke Kam Nahin karte hain aur jab vah Bina analyses aur planning ke kam Karte Hain To unko trading Karke loss ho jata hai traders ko chahie ke vah Hamesha proper planning Karke trading Karen Agar vah Bina planning ke trading Karenge aur Market ko properly understand Karke Kam Nahin Karenge to unko trading Karke nuksan hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #52 Collapse

                Re: account kun wash hota hai??

                Assalamu alaikum moumita ki aap se bilkul theek hai enge aapane achcha sawal kiya hai kya kaun kyon vahan hota hai to aap ko batate chalen kya kaun hamari mistakes ki vajah se baat Hota hai jab Ham trading karte hue galti karte Hain to hamara ho jata hai account kaise band Hota hai ke hamare andar practice ki kami hoti hai main chahe ki jyada se jyada practice Karen jitna guitar practice karenge to expert Ban jaenge agar Ham ek kaam ki practice nahin karenge aur bagair soche smjhy kaam karenge to hamen hamara account wash hoyega
                • #53 Collapse

                  Re: account kun wash hota hai??

                  Assalamu Alaikum ummid karta hun Sab dost Karya se Honge Forex man account masane ki badi Bajaj Hai Ki Jab Ham bagair soche samjhe trade Laga Dete Hain To Hamen Hamara account was ho jata hai isiliye aapko Soch Samaj ka trading Karni chahie Sahi signals Ka Intezar Karke aapko trading Karni chahie account vah sone ki bahut badi maja Hoti Hai Kyunki yah hamare pass experience Nahin Hota trading karne mein aur Hamara account vahan ho jata hai aur ham Bangal Chhote samjhe tradingqna Karte Hain To account was ho jata hai Jab Hamara account kam hota hai to ham log Se Jyada Laga Dete Hain Jiski vajah se account vahan ho jata hai isiliye Humne lot size balance ke mutabik rakhni chahie aapka bahut Shukriya
                  • #54 Collapse

                    Re: account kun wash hota hai??

                    Aapka account ki vajah se baat ho sakta hai aapke account ke Wars hone ki bahut sari Legend hai agar aap Chahte Hain Ki aapka account Mehfooz Rahe aur aapka Kaun Mukammal Taur per kha lena ho to aapko Kuchh Baton se avoid karna chahie sabse pahle Ham discuss Karte Hain Ki account Kis vajah Se Mukammal Taur per khatm ho jata hai yah sabse Pehli Baar Jab aap jaldbaji Mein Koi trade open karte hain Sahi tarike se market Karnal Aisa Nahin Karte to market aapke against Munh Karti Hai Jiski wajah se aapko Lo Sona shuru ho jata hai aur aapka account mukmmal Taur per Kali ho sakta hai isliye acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karen pahle acche tarike se market Banana like Karen aur jab aapko market ki movement ki Sahi tarike se Samjha Jaaye to Uske bad hi koi bhi trade open Karen Iske bad account aapke lalach ki vajah se bhi mukmmal Taur per was ho sakta hai Iske Jab aap Sahi tarike se money management Ka Khyal Nahin rakhte aap bahut jyada profit Hasan karne ki sochte hain aur aap bahut Bade lot size use karte hain to is vajah se aapka account mukmmal Taur per Kali ho sakta hai isliye agar aap Chahte Hain Ki aapka account mein poochh rahe Tu acche tarike se money management ko follow Karen Kabhi Bhi lalach Na Karen aur apne account ke size ke mutabik hi lot size ko choose Karen Iske bad account ke bache hone Ki Sabse Badi Baja aapka jaldbaji aapka lalach hai agar aap lalach karte hain aur jaldbaji karte hain to bhi aapko bahut jyada Laut ho sakta hai agar aap Sahi tarike se kam karna chahte hain to aapko Soch samajhkar market to analyse Karke Hi Kam karna chahie Iske alava Jab aap apne mistakes ko repeat karte hain to bhi aapka Kaun Hum Kamal Taur per Kali ho sakta hai isliye agar aap chahte hain kya aap ka account safe Rahe tu apne self-analysis Karen aur aapke andar jo bhi mein mistake ho Inko repeat na hone De agar aap apne mistakes repeat karte rahenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge
                    • #55 Collapse

                      Re: account kun wash hota hai??

                      Account watch Hamari apni mistakes ki vajah se hota hai hamare pass Achcha knowledge na hone ki vajah se Hamara account wash hota hai lalach karne ki vajah se Hamar account wash hota hai aur trading karne ki vajah se Big Lot size ki selection Jyada rakhne ki vajah se mostly Hamara account wash hota hai aur active na hokar market se related knowledge na Hasil karne ki vajah se Hamara account wash hota hai lack of learning ki vajah se lack of knowledge ki vajah se lack of experience ki vajah se lack of confidence ki vajah se lack of activeness ki vajah se fresh mind ke sath Kam na kiya jaaye
                      • #56 Collapse

                        Re: account kun wash hota hai??

                        Mere Bhai jyada trikon hamari apne galtiyan ki vajah se Hi Bass hota hai kyunki jab Ham market mein entry lete Hain na to Ham market ki movement counter stand karte hain aur na hi achcha analysis karte Hain sochi samjhi market mein entry Le lete ho jisse hamara account balance ho jata hai dusri sabse badi galti hoti hai ki Ham Forex mein jaldbazi se kam lete Hain Jo hamare account ko wash karne ka mauka dete Hain
                        • #57 Collapse

                          Re: account kun wash hota hai??

                          Assalamu Alaikum Pahli Baat To yah hai ki account khatm Kyon Hota Hai matlab Divas Kyon Hota Hai Kyunki Jab aap Forex form per Kisi Aur chij se related Koi guftgu Karenge yah Full Aur chij post Karenge to Aapka account automatically Band Ho Jayega khatam ho jaega aur uske bad agar aap mistakes Karenge aur uske bad apni mistakes ko sudhare Ayenge Nahin matlab rusana aap galtiyan galtiyan galtiyan karte Jaenge to Firozabad aapka Kaun main bhi ho sakta khatm ho sakta hai isliye aapko chahie Forex trading karne ke liye aur uske bad Achcha Businessman banne ke liye jo aap galtiyan karte hain unko galtiyo ko sudharen aur uske bad rojana ki basis per apni market to check Karen aur uske bad analyse grey market ko aur uske bad apni Galti ko Sudhar hai jo Galti aapane Ek Bar kar liya Dobara vah Galti Nahin honi chahie to isliye agar aap Galti ko sudhare Ayenge to Fir badak ka kunba Seva khatm Nahin Hoga agar aap Rukhsana galtiyan Karenge to
                           
                          • #58 Collapse

                            Re: account kun wash hota hai??

                            money management ke bagair kam karne wale logon ko kabhi Forex ki market ke andar consistent tarike se profit nahin milta agar aap logon ne is market ke andar acche se rules and regulations ko follow karna shuru kar diya hai aur jaise aap logon ko senior members advice karte hain unke according kam karna shuru kar diya hai to kabhi bhi aap logon ko issue nahin hoga hamesha profit margin aapka increase hota jaega lekin jab market Ham logon ko opportunities provide kar rahi hoti hai aise time ke upar Ham logon ko koshish karna chahie ki ham log lot size ki increment karna shuru karne all the time Ham logon ko money management ko follow karne ka nahin kaha jata bol ke Ham logon ko ek specific time period ke andar ja market bahut jyada movement show kar rahi hoti hai aur bahut jyada volatile Ho jaati hai aise time per Ham logon ko bilkul bhi tradeshow per nahin karni chahie aur agar aise time per aapane trade open karni hai to hamesha money management ko follow karte hue karni hai Muslim members market ke andar acchi quality wala Kam nahin kar rahe ho to jiski vajah se UN logon ke benefits yahan per kam se kam hona shuru ho jaate Hain agar aap logon ne successful hona hai profit ko increase karna hai to market ke andar aap logon ne quality wala kam karte rahana hai jab aap log scalping karna shuru kar denge to aise situation mein aap logon ka profit margin increase ho jaega market ke andar 2 types of people hote hain sabse pahle vah hote Hain Jo yahan per jyada se jyada hardworking kar rahe hote hain aur unke pass market se related bahut jyada achcha experience hota hai second number per market Kendra aise members hote Hain Jo maarpeet ko properly understand nahin kar rahe hote hue aur unke dependent hote hain ham log tamam ke tamam yah koshish karenge Ham yahan per hamesha self-confidence hokar aur self dependent hokar kam karna shuru kar de aisi situation mein Ham logon ko kabhi bhi nuksan nahin hoga aur hamesha Hamari profitability increase hona shuru ho jayegi agar aap logon ne Forex ki market ke andar kamyabi hasil karni hai to mere is rule and regulation ko follow karte hue aur yah tamam ki tamam tips and tricks ko aapane follow karte rahana hai forex is waqt ki bahut badi market hai aur uske andar bahut bade bade traders aise Hain Jo working kar rahe hain aap logon ne koshish karni hai ki UN logon ko market se related tamam ke tamam opinion provide Karne hain aur UN logon ke of Indians aap logon ke liye bahut jyada beneficial honge kyunki market ke andar kam karne Gaye specific method hota hai jisko follow karte hue Ham logon ke liye profitability ko increase karna kafi aasan ho jata hai aap log bhi hamesha aise hi rules ko follow karte jaen
                            • #59 Collapse

                              Re: account kun wash hota hai??

                              Bihar Tamam Forex member bilkul khairiyat se Honge main aapko yah Baat clear karwata Chalein ki aapka account pass Kyon Hota Hai khatm Kyon Hota Hai Kyunki aap Jana galat trade Lagate Hain aur uske bad aapke pass experience Nahin Hota yah aap galtiyan bahut jyada karte hain Jiski vajah se aapka County Great Ho Taki ho jata hai lihaja aapko chahie ke jana Apne account kab grade rakhiye aur apne loss ko control mein rakhen aur uske bad agar aap ek galti ko Bar Bar Karenge to Firozabad aapka kam khatm hoga to wali Hazara aap Jab ek galti kar lo to use Galti ko Dobara na Karen Taki Jo Na aapka County great na ho aur uske bad Jo Galti Ho Jaaye usko control karen to baat Karen Apna loss control Karen Baju Kat Is Tarah hota hai kya Janab Ek Galti baar baar karte hain Jiske Jaise aapka Kaun band ho jata hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: account kun wash hota hai??

                                Account hamari galti hone ki vajah se wash hota hai ki vajah se bahut hota hai agar Ham apne account ko bachana chahte Hain to fir hamen acche se kam karna chahie tabhi Ham ka bhi aap ho sakte aur aage badh sakte hain agar apne account ko saaf rakhna chahte Hain to fir hamen apne kam ko focused mein rakhna chahie tabhi Ham aage badh sakte hain aur kuchh pa sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X