account kun wash hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: account kun wash hota hai??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariya پيغام ديکھيے
    asslam o alaikum dear forex member hmara account kun wash hota hai account wash hony ki kia wajoohat hain....
    Dear member Hamara account isliye Vas hota hai ki Ham Apne account Se Jyada a lot size Lagate Hain aur Market ki aap Vrindavan Itni hoti hai ki Hamara account ek minute mein varsh ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham apna note size Apne account bounas ke mutabik Rakhenge To Hamara account Wash Nahin hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: account kun wash hota hai??

      Dear member agar aap Pak Forex form per Apna work kar rahe hain aapko Pata Hona chahie Ki Pak Forex form ke bare mein aapko Achcha experience aur Achcha Na Lage Hona bahut jaruri hai aapka account Achcha Hona bahut jaruri hai agar aapka Accord Achcha hai to aap aap acchi trading kar sakte hain Agar aapka account Achcha Nahin Hai To aapka aapka account Awaaz ho sakta hai Vas hone ke bahut se a chance hai Jain Mein account ka Achcha na Hona aapki mistake aur koi Galti Jaise a aapka account Vas hota hai experience maker MI acchi information hona acche Na Lage gana hona jaldbaji Mein trading karna Chhota account per trading karna reading Mein Koi mistake Ho Jaati Hai Jiski vajah se count was ho jata hai isliye apni mistake par control Karke trading Karen aur apne account ko Achcha Karke trading Karen Taki aapka account washna ho aur aap Kamyab trader Ban sake
      • #18 Collapse

        Re: account kun wash hota hai??

        Assalamu Alaikum friend aap ka account ku wash hota hyvah isliye hota hai jab aap bagair soche samjhe treade laga dete Hain aur apne balance Ke mutabik Nahin lagate aur apna experience ke sath trade Nahin lagate aur bagair soche samjhe laga dete Hain market ki movement ko bhi nahin dekhte tab aap account wash ho jata hai isliye aap jyada se jyada demo account par practice Karen aur apna knowledge trading ke bare mein increase Karen taki aapka account balance wash na ho agar aap apne work ko information ke sath karenge to Aapka account kabhi bhi Masha Nahin Hoga dusri man sone ki sabse badi vajah yah hai ki aap yah trading karte Hain to aap Sabar se Kam Nahin lete aur lalch karte hain jisse aapka account wash ho jata hai trading Hamesha Sabar ke sath relax hokar lagani chahie tab aapko accha profit milega
        • #19 Collapse

          Re: account kun wash hota hai??

          Account Hamara Hamari laparvahi ki vajah se was hota hai isliye Ham Apne account ko kabhi bhi sev Nahin rakhte Agar Ham Apna account save Rakhna Chahte Hain To Hamen Apne kaam par focus Rakhna Hoga laparwahi ko ignore nahin karna hoga focus Karenge to hi Kamyab Honge account se brick Sakenge agar aisa Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
          • #20 Collapse

            Re: account kun wash hota hai??

            Walekum Salam my dear friend mere khyal se to aap ka account Kis liye pass hota hai ki aapke pass forex trading ki naraj nahin hai kyunki bahut log Forex trading ko bhagir knowledge k start karte Hain jiski vajah se Forex trading mein nuksan hota hai aur meri kya hal se aapke pass per exciting kitni khas nallis nahin hai jiski vajah se aapko account pass Ho Raha hai hai aur agar aap apne account ko pass hone se pahchana chahte Hain to Forex trading ki nali ja sal Karen
            • #21 Collapse

              Re: account kun wash hota hai??

              Account keon wash hota hai bohat acha swal hai forex main aap ka account jald bazi ki Waja say bi wash ho jatay hai jab aap jald bazi main trade open kray gay tu aap Galt trada lga Kar apna noksaan Kar ka apna account wash Kar datay hai
              • #22 Collapse

                Re: account kun wash hota hai??

                Ji han aapane yah baat theek hi hai hamara account kyon wash hota hai Amar account wash hone ki bahut si reason hai hamara account hamare apni laparvahi ,galti aur mistake ki vajah se hota hai Jab hm trade open karte Hain trade open karte waqt Ham market ki sahi analyse nahin karte Hamen market ki moment ka nahin pata hota aur ham gendbaji mein trade open karte Hain to hamara ecount wash ho jata hai Hamen trade open karte waqt market ko sahi analyse karna chahie aur money management karke hi trade open karna chahie Varna hamara account wash ho sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: account kun wash hota hai??

                  Good morning 4x users Pakistan doston account wash Kyon Hota Hai Ki count was hone ki Kai bar Jo Hath Hain Ek to Aapka account week Hai Ek Baje dusri Baat yah hai ki aap Badi yah Big Lot size chatting ke liye use karte ho aur mistake Karte Hain to Aapka account wise hote hain for example aapane gold Kela lot Hasil ki aur aapka account tu Fikar hai aur Agar gold Ne last mein jana Shuru kiya to 5 se 10 minut ke bad aapka wash bakwas ho jaega agar aap Sambhal art side se kam Karte Hain To aap ko Lamba time Milta Hai trading ke liye use Lambe time mein trading ka Utar chadhav ho sakte hain Jiski vajah se aap kamlas aur kam profit Mein a sakte ho isliye small size lot small Karen aur Jyada Se Jyada time Hasil Karen Big Lot share trading na Karen nuksan Hoga account wash hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: account kun wash hota hai??

                    Dear account isliye hi watch hu jatta hai hmara because ham betehaati kaam krty hain jis ki wjaa se hamara account wash hu jatta hai hamy assa ni krna chiye balky dekh smjh kr kaam krna chiye q k jo log behtehati carefully apna kaam krty hain wohi loss mai ajtty hain or shi Jo market ko analysis ni krty no shi smjhaty wohi wash krwa detty hain apny account ko lehaza hammy asse loss mai ni.balky profit mai Jana chiye or woh tab hi ja skty hain jb ham betterly plan karain market ko achy se dekhy smjhy
                    • #25 Collapse

                      Re: account kun wash hota hai??

                      Dear member account hamari gaflat ki waja say wash hota hai jb hum bhut zayada profit hasil karne ki koshesh me lag jaty Hain aur jald bazi say kaam laity Hain aur hum chahty Hain apne khwabon ko jaldi say pora Kar lain tu tb hum apne account ko wash kar daity Hain dosto forex me koi short cut nh hai is me hamen proper work aur proper mehnat karna hoti hai tabhi hamen kamyabi milti hai aur jb hum lalich me aa jaty Hain tu hamen loss hota hai aur hamara account wash ho jata hai
                      • #26 Collapse

                        Re: account kun wash hota hai??

                        Assalam o Alaikum dear forex friends
                        Dear friends aapka account asali Awaaz hota hai Kyunki aap soche samjhe trading karte hain aap market Ko learnr Nahin Karte Jay Jay Nahin karte analyse Nahin Karte study Nahin Karte aap luck ko try karte hue trading karte hain isliye aap loss hota hai agar aap market ko analyse Karke trading Karenge to to Aapka account Kabhi watch Nahin hoga Zindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye Allah Hafiz
                        • #27 Collapse

                          Re: account kun wash hota hai??

                          account wash hamare apni ghalate ke waja se hota hae jo hum is main mistakes karte hain to hamen in mistakes ko khatam karna ho ga take hum loss hone se bacha saken or is main hamen mehnat bhe karne hpo ge ache tarah se hum jitna zayada is main apne kam ko acha karte jate hain hamen yahan se success bhe mil jata he hae or hum is main kam ko kar ke kamauyb bhe ho jaya karte hain to bas is ke liye he to hamencahiye ke hum is main mehnat bhe kar he jaya karen take hum yahan se kiuch gain kar saken or is main hum aik ache or professional trader bhe ban saken tab he to hum is main kamyab ho jaya karte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: account kun wash hota hai??

                            A.o.A forex members kasay hn ap log. Umeed hai ap sb log theek hn ge. Dear Forex members trading karte hue account wash hamari apni mistake ki wajah se hota hai agar Ham trading karte hue jaldbazi ke sath trading karte Hain to hamara account wash ho jata hai apne account ko shiv rakhne ke liye hamen hamesha market ko analysis karke market ki movement ko samajhte hue trading karni hogi agr hum trading kar rahe hain to mein sabse pahle money management ko follow karna hoga Ham jab bhi money management ko ignore karte hain aur money management ke sath trading nahin karte to Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte hamen trading tab hi karni chahie jab hamen market ki taraf se acha aur strong signal mil raha ho Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain aur lot size ka use apne account balance zyada kar dete Hain woh kabhi bhi Forex mein kamyab nahin ho sakte isliye main bhi chahie ki hamesha mehnat ke sath apna Kam Karen kyunky Jo log mehnat karte hain woh zarur kamyab Ho jate Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: account kun wash hota hai??

                              assalamu alaikum their members ummid hai aap sab khairiyat se honge aur aap achcha profit hasil kar rahe honge main kahana chahta hun ke log account was kyon hota hai kyunki log ja forex trading per sabse pahle profit hasil karna shuru hote hain to vah jyada profit se connect kaise karte hain large karte hain vikas greed is a curse isiliye aapko lalach se Ganesh karna chahie kyunki Jo log lagate karte hain aur overtrading karte hain unka account was ho jata hai yahi vajah hai ki log bahut jyada loss kar baithe Hain agar aapko thoda sa profit hasil ho raha hai to aap usi Raji Ho jaaye Karen aur yad aap apna sal Karne ki koshish Na Karen Mana aap ka account band Ho jaega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: account kun wash hota hai??

                                Assalamu alaikum dear friend loss hummary apni mistakes ki wajah se hota hai Ham zyada profit ki lalach mein jaldbazi se yah lalach se trading karte hain jisse hamara account wash ho jata hai isiliye jaldbazi aur lalach se dur Rahe apne account ko safe rakhen apne account ke mutabik lot size rakhen account se Zyada lot size na rakhen agar zyada lot size rakhenge to risk bhi zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai agar kam lot size rakhenge to risk bhi kam hoga aur aapka account bhi safe Rahe ka isiliye kam zyada profit se kam profit behtar hai isiliye hamesha mehnat Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen use aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X