account kun wash hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account kun wash hota hai??
    asslam o alaikum dear forex member hmara account kun wash hota hai account wash hony ki kia wajoohat hain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account kun wash hota hai??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariya پيغام ديکھيے
    asslam o alaikum dear forex member hmara account kun wash hota hai account wash hony ki kia wajoohat hain....
    Assalamu alaikum dear friends movie karta maaf kariye Shyam ki dead friend forest chatting mein hamare count is leverage hota hai ki ham lalach kaise sambhal karte hain yah jaldbaji se kam lete hain jaise hamen mistake hoti hai aur hamara account behosh ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: account kun wash hota hai??

      Hamara account Hamari apni hi Galti hone ki vajah se wash hota hai isiliye Hamen chahie ki Ham ahtiyat sy trading Karen Taki Ham profit earned kar sake
      • #4 Collapse

        Re: account kun wash hota hai??

        Assalam o Alaikum Forex trading karte hue account wash hamari apni mistake ki wajah se hota hai agar Ham trading karte hue jaldbazi ke sath trading karte Hain to hamara account wash ho jata hai apne account ko shiv rakhne ke liye hamen hamesha market ko analysis karke market ki movement ko samajhte hue trading karni hogi agr hum trading kar rahe hain to mein sabse pahle money management ko follow karna hoga Ham jab bhi money management ko ignore karte hain aur money management ke sath trading nahin karte to Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte hamen trading tab hi karni chahie jab hamen market ki taraf se acha aur strong signal mil raha ho Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain aur lot size ka use apne account balance zyada kar dete Hain woh kabhi bhi Forex mein kamyab nahin ho sakte isliye main bhi chahie ki hamesha mehnat ke sath apna Kam Karen kyunky Jo log mehnat karte hain woh zarur kamyab Ho jate Hain
        • #5 Collapse

          Re: account kun wash hota hai??

          Dear friend umeed ha sb khairyat sy hun gy ap ny ap bhut acha question kya dear member account humeri apni ghalti ki waja sy wash ho jata h jb hum lalach ma kr kuch karty hain tu hum khud hi nuqsan khty hain koi bi kam atihat or dahan sy krny sy ghalti nhi hoti or na hi account wash ho gy
          • #6 Collapse

            Re: account kun wash hota hai??

            Account wash tab hota hy jab ham market main lalach se kam krty hain our market ko bina analyse kia our bina soche samjhe trade open karte hain aur jaldbazi se emotion main aa ler trade krty hain to hamain bhut zayada nuksan hota jo ham recover bhi nahi ker skty hain jis ki waja
            • #7 Collapse

              Re: account kun wash hota hai??

              walaikum salam dear member aapane bahut hi achcha question hamare sath share Kiya hai jab Ham forex trading mein kam kar rahe hote Hain to usmein hamara account isliye vah so jata hai ki agar Ham ismein chote account balance per badi lot lagate Hain to hamari market favour mein nahin hoti aur jis vajah se Ham apna account varsh kar dete Hain hamen chahie ki Ham apne account ko jyada se jyada careful hokar kam Karen agar Ham bade account per medium lot size lagaenge to hamara account kabhi was nahin hota aur isliye hamen ismein market ko hamesha dekar trading karni chahie aur different important analyses were completely study karni chahie to Ham ismein acchi tarike se trading kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: account kun wash hota hai??

                Assalam walekum Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat Se Ho Nahin ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki account was Kyon Hota Hai account was Hamari apni wajah se hota hai hamari ek Chhoti Si mistake ki vajah se account bache ho jata hai Ham jaldbaji karte hain aapane trading Mein Sabar Se Kam Nahin Karte isliye Hamara account was ho jata hai Hamen chahie Ki Chal pass Hi Ko Dur rakhen jaldbaji na Karen Sabar ke sath kam Karen Lala ko Dur Rehke Jitna Jyada Ham Sabar ke sath aur Iman tarikh ke shabd trading De Denge Hamen utna hi fayda hoga Chhapra per Milega Jo Thode member dhodi se mistake Kya jaldbazi Karta Hai vah Hamesha lossy Karta Hai Kabhi profit Hssil nahin karta
                • #9 Collapse

                  Re: account kun wash hota hai??

                  G assalam o alaikum dear friends umeed hy ka ap sb khariat sa hn ga g ha dosto aj ka hamra topic ye hy ka account ku wash hota hy to dosto account hamara hamri mistake ki waja sa wash hota hy ku ka jab ham trade lagata time mistake karta ha to hamara account wash ho jata hy hamee chahaia ka ham ziada profit ka chakar mn lalach na karee ku ka jab ham lalach karta ha to ham mistake karta ha aur apna account ko wash karva daita han es lia dosto hame mistake ni karni chahia aur soch smjh kr trade lagani chahia taka ham a6a profit hasil kr skee thanks friends
                  • #10 Collapse

                    Re: account kun wash hota hai??

                    Forex trading Mein account wash hone Ki Sabse Badi vajah aapka experience or knowledge na hona hai Agar aapke pass Forex trading ka knowledge Nahin Hai To bahut jyada chances hai ki aapka account wash ho jaega isliye aapko Hamesha carefully trading Karni chahie aur jab tak aapke pass Forex ka knowledge na ho aapko is business Ko Nahin join karna chahie uske sath sath emotional discipline bahut jyada Jaruri hota hai Forex trading Mein success hone ke liye
                    • #11 Collapse

                      Re: account kun wash hota hai??

                      Assalam o Alikum umid hy ap sab theakh Hun gy friends account wash hony ki Kuch wajuhat Hain Jin ko agar hum overcome Kar Lin Tu phir wo humary ly hi Acha sabit HOTA hy like account wash hony ki sab sy Bari waja humari irresponsible attitude Hy towards trade ky hum trade laga Kar us ko agar hum time to time check karty Rahin Tu phir jab market ki movement reverse ho Tu hum koi time par decision ly Lin aur dosari waja humary account wash hony ki ye Hy ky jab hum trade lagaty Huy koi Acha analysis ni karty Hain Tu bi humy bohut Zaida loss HOTA hy aur ik waja account wash hony ki ye bi Hoti hy ky humy jab best entry point ni talash karty Hain aur asy hi trade start Kar daty Hain agar hum in sari wajuhat ki mind m Rakh Kar trading Karin gin Tu phir humara account kabi wash ni ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: account kun wash hota hai??

                        Assalam o alikum account wash hony me apni hi mistake hoti ha hamen chahye k hm soch samj k trading kren trading krty waqt dehan rakhen kn c trade kaisy open krni ha kaisy right signal ko choose krna ha taa k hamra account safe rahy loss me na jae trading krty waqt aram se aur confident k sath kam kren jaldbazi se kam na len kyun k jaldbazi se kam lainy me hi aksir account wash ho jata ha hamen profit nhi hota na hamen ksi qism ka bonus milta ha trading krty waqt knowledge aur experience ko use kia kren
                        • #13 Collapse

                          Re: account kun wash hota hai??

                          Dear member account wash hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki ham log lalach karte hain Agar Ham lalach Nahin Karenge to kabhi bhi Hamara account was Nahin Hoga jaldbazi karne se hi Hamen Hamesha nuksan hota hai aur Hamen is nuksan samajhne ke liye Hamesha Sabar karna chahie Agar Ham Safar ke sath work Karenge To Kabhi Hamesha Mein nakam Nahin Honge Sabar karne wala hai Insan Hamesha Kamyab Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: account kun wash hota hai??

                            dear Member Forex trading main job of risk management aur money management ke rules ko carefully study nahin karte aur unko apni trading per reply nahin karte to aapke account wash hone ki bahut jyada chances hote hain aur aapko margin call receive Ho jaati hai isliye aapko hamesha koshish karta hogi ki market mein jyada se jyada careful hokar trading Karen aur madhyam Kal se avoid Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account kun wash hota hai??

                              account isliye wash hota hai kya aap Bina soche samjhe training lagate Hain dekh bhal nahin karte balance ghat hota hai aur aap badi laad laga dete Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X