Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai
    Dosto ji haan kam say kam trade open kar kay he trading say profit banaya ja sakta hai
    Agar hum ziada trade open karein gay tu losses mein phans sakte hain his ki vajah say hamre liye masail paida ho sakte hain aur hum buri tarha loss mein phans sakte hain
    Mehnat say agar knowledge aur experience say kaam lia ja tu kamiyaabi ko yaqini banaya ja saktay hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

    Assalam o Alaikum Forex trading karte hue hamen kabhi bhi jaldbazi nahin karna chahie aur na hi trading karte hue lalach karne chahie Jo log Forex trading karte hue jaldbazi karte hain aur lalach karte Hain woh kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamen hamesha ek hi tread open karne chahie ek time mein agar Ham ek se zyada trade open karte Hain to iski wajah se main bahut hi zyada nuksan ho sakta hai Ham kam trade lagakar acha profit bhi hasil kar sakte hain aur ham acche profit tab hi hasil kar sakte hain jab Ham sabar ke sath mehnat ke sath paksh mein kam Karen kyunky Jo log Forex trading karte hue sabar nahin karte aur jaldbazi karte hain aur jaldbazi mein aakar apni trade ko close kar dete Hain wob kabhi bhi Forex mein achi anagha se nahin kar sakte isliye hamen bhi hamesha soch samajh Kar kam karna chahie kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nahin karne chahie
    • #3 Collapse

      Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

      assalamu alaikum dear member mein ummid karti hun aap sab khairiyat se honge jab Ham forex form per kam kar rahe hote hain aur acchi trading karne ke liye demo account for join karte Hain to usmein Ham acche experience can kar lete hain to hamen ismein jab trading karni hoti hai to hamen chahie ki Ham jyada se jyada experience ke sath kam Karen aur planning ke sath kam Kare jab Ham market mein inter hone se pahle different important analysis per completely study karte Hain to hamen bahut jyada advantages hasil hote Hain jisse Ham trading karke jyada se jyada profit gain kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

        A.o.A
        Umeed ha ap sb khairyat sy hun gy
        Dear ap ny bilkul thk bt ki ha humy kam sy kam trade ko lgna chyn or zahda ki lalach ma nhi parhna chyn or hum trade lga kr hi kafi sara profit kama shkty hain or hum janti mehnay kryn gy utny hi zahda analysis kr ka trade lgy humy kabi bi jaldbazi ma kam nhi krna chyn or na hi trading karty hwy lalach krna chyn jaldibazi ma humesha hi ghalt hota ha humesha soch samj kr kam krna chyn kabi bi trading karty hwy jaldibazi nhi krni chyn
        • #5 Collapse

          Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

          forex m hum ziada trade open karein gay tu losses mein phans sakte hain his ki waja say hamre liye masail paida ho sakte hain aur hum buri tarha loss mein phans sakte hain knowledge nhi to hum as filed mai na kam kar saktey hn aur na earn humai join karne se phely knowledge hona lazmi hn forex trading mai be knowledge k bina ap kam nhi kar saktey forex mai knowledge hona lazmi hn jabe hum as field mai kam kar sakey gey aur earn.
          • #6 Collapse

            Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

            Assalam o alaikum
            Dear friends
            Um maid hy sub kheriyat sy hon gay or good working kar rahe hon gay for ex main ha men post bhut ache karna chahie or acha profit hasil karna chahie
            G han kum say kum trade open kar k trading say profit banaya jy sakta hy
            Agar hum ziada trade open karain gay to losses mein phans sakte han is ki vajah say humery lie muskil padia ho sakte hy or hum buri tarha loss mein phans sakte han Mehnat sy kum kia jy to kamtabi humera muqadder bante hy or mehnat karne wala kabhi bah hemat nhi harta
            • #7 Collapse

              Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

              Ji han bilkul theek aapane kam se kam trade lagakar profit banaya ja sakta haiuse withdrawal uske baad aap agali trade lagaen
              • #8 Collapse

                Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                Dear Forex members Forex mein kamyabi hasil karny kaliy hardworking zrori hy bht sy l0g forex main fazul pOsting krty hain or without experience or knowledge k kam krty hain woh kamyab nai ho sakty forex nain kamyabi hasil karny kaliy mehnat krain insha'Allah zaror kamyabii milegii.....
                • #9 Collapse

                  Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghazanfarmehdi پيغام ديکھيے
                  Dosto ji haan kam say kam trade open kar kay he trading say profit banaya ja sakta hai
                  Agar hum ziada trade open karein gay tu losses mein phans sakte hain his ki vajah say hamre liye masail paida ho sakte hain aur hum buri tarha loss mein phans sakte hain
                  Mehnat say agar knowledge aur experience say kaam lia ja tu kamiyaabi ko yaqini banaya ja saktay hai
                  Dear member Agar Ham kam se kam trade place karain. aur apni Analysis aur Rog pair ki planning Karke Ghar Ham trade Karenge To Ham ismein Achcha profit Kama sakte hain aur profit Roj Roj aur Har time nahin Hota Hamen chahie ki Hamen time mein Apna Re lagaen aur uske wait and watch Karke Achcha profit ka man kar Dobara kamane Ki lalach Na Karen aur Apna trade close kar den.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                    g han ap ne sahi kaha ka hum kam sa kam trade laga ka zada profit hasal kar saktya ha acha knowledge hasil kerna lazmi hota hai or is se hamain market ka thek way bhi pata chal jata hai or prfit bhi milta hai. ap ki pas os field ka knowlledge to ap nuqsan be kara sakte ha apna or ghumra b ho sakte ha,,,
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                      Good morning 4x user Pakistan dost kam se kam trading Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain yani ke Unka matlab aise Hain ki aap lot size small light size ke sath trading Karen to aapke pass trading ka Lamba time mein Asar Hoga Jahan Bhi aap dekhte hain ki Hamen profit Hasil hai ya ho chuka hai to aap trading Rokde FIR Aap Jo munasib samajhte Hain Dobara trading Karen Agar aapko FIR profit Hasil ho raha hai to aap FIR trading Rock Den Is Tarah Chhoti Chhoti treating Karke aap ek Achcha profit Mana lete hain aur aapka account bhi majbut aur majbut rahata hai isliye aap Sambhal Laut Mein trading Karen aur Waqt se Waqt per ke sath trading karen to aap behtarin profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                        Kam se kam trade lagakar hi profit Banaya Ja sakta hai agar Ham Jyada Se Jyada trade use karte hain to hamare account trading Mein fans Jata Hai Jaise Hamen kabhi bhi achcha fayda Nahin Mil Sakta isiliye Hamen kam se kam ek hi trade leni chahie aur uska profit Ke Aane Tak vate kiya jaaye to hi Achcha hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                          Mehnat say agar knowledge aur experience say kaam lia ja tu kamiyaabi ko yaqini banaya ja saktay hai es sa profit bounAS banya ja sakta hain knowledge aur experience hona bohat he zaroori hy to knowledge aur experience hasil krne k leye aap ko is k demo account ki zeyada se zeyada practice krni chahe phir he aap apne real trade me kamyab ho saktay hon aur achi earning kr k aap apni family ko acha support kr saktay hein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                            trade lagan cahiye q ke is main hamen acha profit hota hae agar hum ache trade lagate hgain to hamen faida bhe zayada he hota hae is tarah se hum is main se success hasil kar sakte hai to bas is main mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is main kamayb ho jaen hum is main agar ache trade lete hain to hamen is main faida to zayada he hota hae is tarah s ehe to hum is main kamyabe hasil kar he jate hain hame kabhe bhe himmat nhe har lene cahiye tk ehum yahan se kuvch na kuch hasil kar len tab ja kar he to hum is main akmayb ho jaya karte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam say kam trade laga kar he profit banaya ja sakta hai

                              Assalam o Alaikum dear forex friends
                              Je bilkul friend main is baat se agree karta hun ke aap kam se kam trade lagaen ek time mein friend agar aap ek time mein jyada trade lagayenge to aapki equity kam hogi aapka account watch bhi ho sakta hai agar market ki munh mein thodi fast Ho jaati hai isliye aapko chahie ki aap ek waqt mein kam se kam dedh lagaen main to kahta hun ki aap sirf ek hi trade lagaen kharab mere instruction ko follow karenge to aap jarur kamyab honge Rahi to fir milte Hain ab tak isliye Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X