MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes
    jb ap MT4 ko log in kr kay iss mai enter hotay hain tu ap ko top right pr kuch icons nazar atay hain jo kay timeframes ko represent krtay hain, in mai kuch timeframes aisay hotay hain jo shortterm kay liye hotay hain in mai M1, M5, M15, M30, H1, H4 Shamil hain, jb kay longterm trading kay in mai se jo timeframes istimal hotay hain woh daily, weekly aur monthly hotay hain, longterm trading mai ap ko achi oppertunity milti hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

    no doubt bhai bahut detailed information aapane hamare sath shahar Ki hai kyunki agar aap market mein kam karte Hain to uske liye aapko market ke trend ko samajhna bahut jyada jaruri hai aur aap market ke trend ko tab hi samajh sakte hain jab ap different time frames main market ko visit karenge ki jab tak aap market timeframes ko nahin dekhenge aapko market ki kabhi bhi samajh nahin aaegi isiliye agar aap market mein achcha profit kamana chahte hain aur aap market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aapko different time frames main market ko dekhna chahie kyunki se aapko market ki samajh jayegi aur aap market mein achha profit Kama sakenge
    • #3 Collapse

      Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

      ap ne bahut hi acah sawal kia hay kion k nay logon ki liy yeah bahut acha sawal hay ji aur yeah aik bahut hi achi information hay jo k sab ko pta honi chahiy trading se pehly is liy zarori hay k yeah information ham achy se yaad kar layn MT 4 pe long term trading k liy zarori hay k ham ko pehly achy se experience hona chhaiy aur is main long term main week k liy ya days k liy kar sakty hain lakin short term k liy zarori hay us ko Hour k liy kia jay kion k jitna short time ho ga to risk bhi kam ho ga aur nay logon ko chahiy k risk kam layn kion k risk bhi tab acha hota hay jab us se recover honay ka tareeqa aye jab us ko handle karny ka tareeqa nhn aye ga to loss ho sakta hay is tarah nuqsan bhi ho sakta hay agar ham ko risk ko recover karna nhn aye ga....
      • #4 Collapse

        Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

        Meta trader 4 me time frame bahot hi best trading tool hota hay jo key market analysis karny key ley important samja jana hay long term aur short term trading key ley hamari trading strategy different hoti hay es ley es key hamy market ko analysis be different time frame use kar key karna hoti hay long term trading key ley hamy large time frame (1 hour, 4 hour, 1 week) jesy time frame ka use karna chaye aur short term trading key ley ham 1 mint, 5 mints, 15 aur 30 mints key time frame ko select karna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

          Re: MT4 Pr Short Term Trading Aur LongTerm Trading kay liye timeframes.

          no
          trading time frame kya hai tum uttar ismein I am too short and long-term number theory Forex trading kya hai position ke taaja ke liye qawali Moti ka matlab hafte ho sakta haipragyan karenge jayasimha 24 ghante jaati haiham Hain atke Forex trading kurti Amit Yadav ki taraf dhyan karenge jismein 24 aur result 24 hour 2020 ke andar Forex trading start aur shamil hai 0 kabalikabil mutthi Taj ko lagta hai ki vah bar bar . 8 Dal PasandModi Forex Taj Hain jis kadar jyada taajahema Malini Ajit ki sharah 60% aur per 40% kaun hai Aarti Jaya kya kahate nasik ki Bani hath per 456 se jyada khoon wale tijarat parcel karna jata hai iski vajah ji hai ki aapki jeet aur nuksan kitne mein aati hai kabali madad thi Taj main antarpat jara ki badi tadad Hoti hai jiski madad se hota birmati Tarzan se jaldi jaldi se hone wale matal ka nuksan Kiya shrart ka matlab banate mein madad karta hai aur to aakhir Jatin ke aadesh Umar ka ek betiyan aur dusri aisi mambattiyan milenge
          tak khel bahana aamdani paida karta hai
          Muktsar mulakat ki mehnat aur maja ki satta market mein mashhur Hona chahie
          Kisi Tarah ki tabiyat nahin kar rahe hainyah ki ne banaya kya nuksan kar rahe hainmere doston pahle ham abhi tak short humko discuss the aur abhi main long term time frame to discuss
          Long Term.
          Travel murti market ka frame 1 sekahavat ko yad rakhna karo jaan aapka dost Hy is basir Ravi chart for position per Amal dravid Nahin batana chahie lekin jothegara Teri jaati vishwas mein honi chahie kis jatara Ta jad karo janwar raha hai iska matlab yah hai ki bade rajnath khilate jarurat Nahin ki ja sakti hai lekin lekin mein kamyabi ke makan kahan ho jaega aur kam Hona chahie agar yah ki raha hai is received boli jaatiHona chahie agar jivan ki cement ja raha. currency ki madiya mein jab tabir time frame return after Baja mahana vakra hota hai to banaa diya karo aise mat per dalta haiKabhi kab har check karne ki jarurat hotimata ka tabadala karne mein buniyadi jo hai Divya Dutta halat mein Sama ja Jodihamen angle ashara currency ke sath ho jaega kyunki yah sar mein karya kar jyada munafa ke Mathura Dev hai darmiyani multi time framehai yaseen Tata sky sabse jyada time frame Vinod bedardi ke sath
          :elka: Happy New Year :elka:
          • #6 Collapse

            Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

            Metatrader 4 per long term trading aur short term trading ke liye differen timeframes ki selection karne chahie kabhi bhi metatrader 4 ka istemal karte hue sirf ek h time frame Ka istemal nahin karna chahie balke market ki movement ko different time frame Mein check karne ki koshish Karna chahie Tha ke boys ke jariya se market ki movement ko acche tarike se samajh sake aur Market ke best signals ko follow karte hue market Mein Apne trading start Karke is profitable bhi bana sake
            • #7 Collapse

              Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

              Long term trading aur short term trading Mein different types ki opportunities ki selection karne chahie aur in opportunities ke selection traders ko bahut hi Soch Samajh Kar Karni chahie ladiss ko chahie Ke Jab vah market Mein long term trading open kar rahi hun to market ki movement ko acche tarike se samajhne ki koshish karen aur Market ki movement ko samajhne ke liye different types ke timeframes ki selection Karen aur in time frames main market ke movement ko acche tarike se confirm karne ke bad hi long term trading open Karen aur short term trading open karne ke liye bhi traders ko market ke moment ko different currency pairs Ka istemal Karke different time frames Main Usko check karne ke bad trade open Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                Assalamu alaikum friends mermaid cartoon ki tum ham dost shayariyan se honge jiya dost aapane bilkul sahi kaha hai aur aapane bahut hi achcha sawal kya hai timeframe ke related dost aur main aapko batana Chahta short-term or long-term trading ke liye aap kab aapki baat bhi sahi hai ki long term trading se ham bacche ka siyar Nahin hasil kar sakte hain aur profit bhaiya 6 sal kar sakte hain aur dost aajkal Jo members juice kar rahe hain vah short term trading hai aur vah Ashwin Ashwin frame ko jyada use karte hain kyunki dost H1 frame ek best hai aur yahan se ham Apne trading co battery kaise kar sakte hain to do sal mein humra ke apni Marji hoti hai main aapka advice karunga aur kya of information technology Uske bad ap apna work kran
                • #9 Collapse

                  Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                  achi informatiion de ha ap na trading karny ka lye time frame bahut ha lakin is ka lye phhely ap ko chart ko smjhna hota ha ab klog han jo ka short term trading karty han or kuch log long term to is main kon kon sa time frame use hoty han is par bat kar rahy hn dkehn market ko analysis karna ha to he ap na trading karni ha na to jab ap short term par aty han to ap na market ko nalysis karny ka m1 sa le m30 tak ka tie frame use karna ha or agar ap long term par jaty han to us ka lye ap na h1 sa le kar w1 tak ka time frame dekhna hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                    Assalamu alaikum dear members jab aap log MT4 ko open karte Hain to aapko iski right side corner ke upar kuchh icon najar aate Hain vah icon Jo short-term ko shahar karte hote Hain hua hai m1 m5 m15 for m30 hote hain vah hote Hain always be careful and keep trading so can you can earn an offer
                    • #11 Collapse

                      Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                      mt4 ap ka trading softwere ha sari trading isi par ki jati ha or market ko bhe isi par analysis karty han to chalo ab topic ko disscuas karty han ka ling term ir short term trading ka lye kon sa time frame best hota ha agar ap short term kar rahy hannto is ka short time frame hota ha jasy m5 m15 or agar ap na long term karni habus ka lye ap na use karna ha h4 or d1 ye time frame beat hity han or ap in sa acha kam.lety han to market bhe ap ko profit deti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                        Good information bro regarding Metatrader 4. I really appreciate your help. Aap bari trah se in tools ko explain kiya. Ye woh useful tools hain Jo hum daily ki trades men use kartay hain aur inhi se humen achi trade laganay men madad milti hai. Umeed karta hoon keh boht se dost iss post se istefaada haasil karain gey aur ussay apni trades men apply kar kay acha trader saabit karain gey apne aap ko.
                        • #13 Collapse

                          Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                          Salam to all g mt4 pr long term trading k leay ap ko 1d ya 1w ka time frame select krna chahey or short term trading k leay ap ko 15 m say 1 h time frame k select krna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                            Mt4 main Hamen online work karte hue acchi trading Lagana hi chahie To Hamen acchi trading karne mein hi Achcha fayda Milega isliye good koshish Hamare liye acchi koshish Mein hi fayda hi fayda hai isliye acchi trading long-term Karen long term Hamare liye Achcha benefit always create Karega isliye acche Hamesha always benefit ke liye Hamen kam bahut acche mind he se karna chahie to acche main bhi se kam karna important hai isliye Hamen acchi koshish Forex Mein kam karna important hai good good acchi trying as Hamen Achcha karne mein hi Hamesha Milta Hai acchi koshish karen acche Waqt Mein Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: MT4 pr Longterm Trading aur Short term Trading kay liye timeframes

                              Gee bilkul mein app ko bta deta hon MT4 aik buhat hi axhiii app ha is per him ko trading kay liya buhat si facilities mil jaati hain aur him is per trading kar sakty hain.Long term ya short term trading ka koi masla nhai ha actually app ka balance hona chahiya agar ap Kay pas balance zadaa ha phir app trading mein hold kr sakty hain aur long term trading kar sakty hain lekin agar app ka pas balance zadaa nhai ha tu phir ap ko short term trading hi karni chahie.. Khunky agar low balance per zadaa risk kiya jaey phir app ka account hi wash hotaa ha khunky low balance per zadaa risk nhai liya ja sakta...Aur short term trading kar ke hi profit hasil karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X