Theory+Practical=KNOWLEDGE...not only theory or only practical.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    THE LEARNED PROFESSOR INEPT IN PRACTICAL TASKS IS JUST AS FAMLIAR... aDDITIONALLY, THE AFCT THAT EXERCISSS OF THEORETICAL KNOWLEDGD ARE GUIDED...BUT i MAY NOT BE ABLE TO EXPRESS THIS KNOWLEDGE IN WORDS.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jee forex trading main ap ko 2 no required hai theaory knolwedge be ahir parctical work be ap ky pas ho ga tu tab ap sucess paiye gy khoe aik be in main sy ap ky pas nahe hui tu ap puri tra sucess nahe pa skate
      • #48 Collapse

        yes friend you are right ek acha trader theory aur practical dono par focus karta h,sirf theory ya phir sirf practical say kam nhe banta h
        • #49 Collapse

          ji han bilkul seheh farmaya hy aap ny ky forex trading ky lye theory oor practice donoon ka hona zaroori hy en meen koi aik alehda sy koi khas haseeyat naheen rakhti heen, kamyab trading ky lye en donoon ka hona lazmi hy.
          • #50 Collapse

            g bhai apko theory k sath sath practice ki bhi zarorat hoti hain.yeh forumula sab sa best hain theory+practical=great knowledge jab tk ap is forumula par rahoga to kamyab rahoga hamesha...
            • #51 Collapse

              ji bhai ji mery experience ky mutabiq forex treadeing me theorey ki bajay practical ziada best hy kun keh is tarah ham teorey ki mada sy treade nahin laga sakty hain or agar ham treade laga lin to hamin markeet ki movement koa pata nahin hota hy or ham loss kar lety hain
              • #52 Collapse

                the leared professor inept in practical tasks is just as familiar... Additionwlly, hte fact that exercises of theoretical knowledge ar eguided... but I may not be able to express this kno2ledge in words.
                   
                • #53 Collapse

                  Knowledge hasil krnay k baad us ka implementation kesay krna hay ye big challenge hay. Forex mein trading kesay krni hay ye knowledge hay aur trading sy profit kesay earn krna ye practical hay.
                  • #54 Collapse

                    bhai you are right trading main hamen in donu chezon ka use karna bohat zarori hota hai jis ki base pe hum aik achi knowledge gain karsakte hain sirf theory aur practical se hi hum perfect nai hote balke is main hamen ziada se ziada hardworking aur proper learning ki zarorat hoti hai jis main hum market ko achi tarah se samj sakte hain aur knowledge se ap ke andar aik ability ati hai jis se ap har kam asani se kar lete hain aur phr is main profit earn karte hain
                    • #55 Collapse

                      jee my dear me ap ke bath sa agree karta ho ky ap ko sabh sa phely forex ko learn akrna ho ga ous ko dhakna ho ga our ous ko learn kar kar ous ko practical bh karna ho ga our pher hy ap ka knowledge me azfha ho ga
                      • #56 Collapse

                        teh learned professor inept in practical tasks is just sa familiar... Additionally, the fact htat exercises of theoretical knowledge are guided... but I may not be abl to express this knowledge in words.
                         
                        • #57 Collapse

                          yes brohter acha question hai aap ka ak achay trader ki yahi soch hoti hai k wo kam ko start karnay sa pehlay isko achi tarhan samje or practice karay humen demo account par achi c practice karni chahiy ta jo galtian hum yahan kar rahay han wo galtian hum real account ma na karen
                          • #58 Collapse

                            Well, forex ko learn kernay ka tareeka yeh hay yah kay aap first step mey knowledge hasil kren then second step mey us knowledge ko demo account per implement kren, her trah sey test kerny k baad aap usy practically kren apnay real account per, so her cheez aik sequence mey hey or isay isi trah kren.
                            • #59 Collapse

                              forex main Trading Karnay K liye Aap Ko pehlay Tou mukamaal knowledge about forex hasil karnaa Chahiyee,Acha Forex Trader Kabhi bhi learning or Practice Ka Amaal nahin Chortaa,bas Aap jo Kuch bhi new explore KArain like Koi indicator Ap ko Samajh Aye tou usay Demo ACcount par Practice Karain Isi Tarah mukhtalif news made nazar Rakhtay huye market main Apnay Demo ACcount par Trading Karain jaab Aap Ki 70 percent trading profit Main jaye Tou tab live Account par Trading Karain... Main Samajhtaa hon K Theory bina practicle k fuzol hai,or practical bina theory K nahin ho Saktaa...Theory plus practicle on demo=good Trader
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                koi bahi kam theory aur practical ke baghair mumkin nahi hai jab ye do chezen millti hain ti us waqt experience banta hai same isi tarha forex trading mai bhi log aise hi earn kar sakte haien ap ka knowledge forex ke bare mai zieada se ziada hona zarori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X