Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

    Kya hal hai to galat information Kisi Ko Na Diya agar aap sirf Apne Ja Tak Main dur hai To fir aapka baby Kami apni ho sakte Apna Kam Hai Karenge aapko tension sorry sorry Ke Aage Bhi Kuchh nikale Kya Ho Gaya aapko Meri Baat aapko samajh Nahin a Rahi main aapko bata raha hun kya aur bhi kam hai agar aap Insan nahin karna chahte hain nuksan hai aapka bhi thak jata hai to isliye agar aap acchi videos Dekhenge to Fir aapki ne bol diya kya aap Dainik Kyon nahin karna chahte hain to aap doston doston Ke Sath Hai Abhi vah bhi to send Nahin Karenge to aapko bhi fayda hoga Main Bhi fayda Hoga to life acchi Chalegi Kyunki live doston ke sath Aati Hai Agar aapke life mein acche Dost Hain job mat mat dost Aate Hain vah aapki Jindagi Mein Char Chand Laga Dete Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

      Dear Forex Members Assalam o Alaikum g han trading main mistakes ko ignore nahi karna chahiye loss hamesha hamein apni mistakes ki wajah se hota hai agar ham apni mistakes ko analyse karte hain unhein dekhte hain keh ham se kahan mistake hoyi hai aur phr usse theek karte hain takeh woh mistakes dobara na hun ia tarah ham agli dafa loss hone se bach jaate hain lekin agar ham apni mistakes ko ignore karte hain to wohi mistakes hum se baar baar hoti hain jis se hamein baar baar loss ho jata hai aur trading ke liye hum jo bonus hasil karte hain usse hamein waste nahi karna chahiye.
      • #93 Collapse

        Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

        Agar Ham Forex mein trading kar rahe hain to hamen kabhi bhi trading karte hue mistake nahin karna chahie apni mistake ko ignore nahin karna chahie agar Ham apni mistake ko ignore kar dete Hain to Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte acchi trading karne ke liye hamesha ismein mehnat karni hoti hai jo log ismein mehnat karte hain ache experience and knowledge ke sath Forex mein kam karte hain vah ek na ek din kamyab ho jaate Hain isliye hamen bhi chahie ki Ham hamesha ismein mehnat ke sath kam karte rahen jab bhi Ham kisi kam mein mehnat karte Hain to woh Kam zarur successfull ho jata hai
        • #94 Collapse

          Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

          Hi guys asalam o alikum kya hal hn umeed krti Hun sub khriyat sy hongy or Forex py Achi earning kr ry hongy or Forex py earning ko enjoy kr ry hongy g Tu Bhai apny bilkul Shi bat ki hy k trading MN mistakes ki ignore mat krin q k ghaltiaan shekhany k Lia Hoti hn ignore krny k Lia ni agr ap ghltiyan krty Jain gy un sy kch shekhy gy ni Tu ap ik achy kamyab trader ni ban pain gy insan ki apni ghaltiun ko bar bar dhorana ni chaey bulky in sy sabaq shikhna chaey ISI Lia koshis krin k Forex trading MN ghaltiun ko ignore na krin bulky un sy lesson krin thank you
           
          • #95 Collapse

            Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

            Pareshan karne ki Aadat karne ke liye Hamen main Karni chahie jab tak Ham Mein net Nahin Karenge tab tak Ham Aage Nahin padh Sakte Aage badhane ke liye mehnat karna jaruri hai jab tak Ham Forex Mein mehnat Nahin Karenge tab tak Ham Aage nahin kar sakte Aage badhane ke liye hardworking karna jaruri hai isliye Main koi bhi Karni chahie ke Ham mehnat Karen Ham Main Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Aage Nahin padenge aur na hi Ham kam yah to Sakte
            • #96 Collapse

              Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

              Assalamu Alaikum dear friend aapane bilkul theek kaha ke Hamen trending Mein mistake ko ignore nahin karna chahie Kyunki Ham Jante Hain Ki Kya vahan setting Mein mistake Karenge To Ham na kam ho jaenge mistake quotes thik Karke kam Kiya Ja sakta hai Taki kamyabi Hasil ho sake
              • #97 Collapse

                Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

                trading mistakes ko ignore nahin karna chahie kyunki Ham jante Hain ki hamen lost sirf use time hota hai jab humse trading mein Koi mistake ho jaati hai agar humse koi bhi mistake hoti hai to hamen chahie jab bhi hamen Los Ho to hamen use mistake ko improve karna chahie naak use ignore kar dena chahie agar koi trader apni mistakes ko ignore kar deta hai to vah kabhi bhi kamyab trader nahin Ban pata kamyab trader vahi hota hai jo jab bhi use trading mein kisi bhi kam mein Koi mistakes hoti hai to vah use ignore karne ki vajah use improve karta hai aur vaise mistakes kabhi bhi nahin karta tab bhi vah ek kamyab trader Ban pata hai isliye kamyab trader banne ke liye hamen hamesha apni mistakes ko improve karna chahie mistakes s door raho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #98 Collapse

                  Re: Trading Mein mistake ko ignore mat Karen

                  Dosto duniya ka koi bhi business Ho use mein nafa aur nuksan hota rahata hai aur forex bhi ek aisa business hai jis per kabhi Nafa hota hai to kabhi nuksan hota hai aur Forex per aapko nuksan Hamesha aapki apni mistakes ki vajah se hota hai isliye apne mistakes ko improve Karen aur apne mistake say experience hasil kar ke Forex par work karna chahie Takeh aapko Forex se achha profit Hasil Ho.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X