kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

    Dear member agar aap Pak Forex form per work kar rahe hain aapko Maloom Hona chahie ke Forex ke work mein agar aap apna work kar rahe hain Agar aapko Las ho gaya hai last hone Ki Surat main aapko market Ko Nahin chhodana chahie Apne work Ko Nahin chhodana chahie market ke last ki vajah se Agar Apna work aap Chod dena to aap Kisi bhi Business mein Kamyab Nahin ho sakte isliye market ke bare mein acchi information Hasil Karke Apne work Ki quality ko Achcha Karke aap apne business ko Aage Badhana Apne work ko daily complete Karen Apna work Achcha Karen market ke bare mein acchi formation Karke Forex Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aapko Lash ki vajah Se Kabhi Bhi market ke bare mein kam Ko Nahin chhodana chahie Bal Ke Apna work Jari Rakhna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

      Hello members ksy hain sb. G nhn hamen lose ki markeet mein kam krny sy bilkul bhi nhn rukna chahye blky apni gltyn ko note krn aur un gltyn ko sudharny ki koshish kren forex markeet mein loss hona bari baat nhn hai bss focus kren apni gltyn ko theek kren aur phr trade kren tu hamen profit mil skta hai loss hony ki waja sy apko markeet nhn chorni chahye aur forex markeet mein hamesha aik plan k sath chlen gy tu apko loss hny k chancis kam ho jayn gy aur profit ziada hoga tu ap apny loss ko bhool jayn gy
      • #18 Collapse

        Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

        kabhi bhi loss ki vajah se mayoos na hona aur na Hi Kam ko chhode kyon ki mayusi gunah hai aur agar Ham Na ummid Ho jaate Hain aur kisi ek bar hamari galti hone ki vajah se loss hone per Ham apna sara kam West kar dete hain aur apna account chhod Kar chale jaate Hain to ismein hamara apna hi nuksan hai isase hamare hi karm per asar padega agar loss ho jata hai to usko sabak banaa Le isase aapko experience rahana chahie kya aapko ki galti hone ki vajah se loss hua hai tabhi aap kamyab honge
        • #19 Collapse

          Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

          Asalamu Alaikum.
          Jee nahi asa bilkul nahi karna chaia zara say loss ki waja say humaye forex jese great opportunity ko chorna nahi chaia . Liss profit business ka part hain aj loss hain to kal profit bhi lazmi hoga laken is k liay humaye bht calm mind k sath relax hokar achi Knowledge k sath trading karni parti hain. Trading is not guessing nor a game . Forex ko ek busienss graph bhi keh skty hain jis ko study kiye bagair is market sy acha profit hasil nahi kar skty is liay loss ki waja bhu less knowledge hoti hain jaldbazi ya lalach hoti hain. Thora focus ki need hai just
          • #20 Collapse

            Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

            bilkul nahin jab Ham forex mein kam kar rahe hote hain to trading mein loss and profit to chalta hai agar aap profit per bahut khush hote hain aur jyada mehnat karte Hain ki aap aur Dada kam Karen aakar aap is se bhi jyada profit lete ke to lost per aapko himmat nahin aane chahie balke loss jab aapko hota hai to aapko aur jyada minut karni chahie Taki aap jyada profit Le sake yah aisa nahin hona chahie ki aap ko loss ho aur aap trading chhod de yah ek bahut achcha business hai isko kabhi bhi chhodana nahin chahie insan jab bhi Koi kam karta hai to usko loss and profit hota rahata hai isliye ye ya part of life hai high gloss ki Bina per trading ko nahin chhodana chahie Ban ke Jo hath ko jana chahie jiski vajah se aapko loss hua hai sar ke aap unka Jo hath ko khatm kar sake aur anda aapko loss Na Ho
            • #21 Collapse

              Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

              bahut zaberdast bat ki ha ap na ka kaya hamen loss ki waja sa market main kam karna chor dena cahaye ha yahan bahut sary asy log han jo ka loss ki waja sa dishurt ho kar trading karna chor detu han to dekhen ye market ka part ha is maib loss bhe ha or profit bhe lakin yad rahna ka loss sirf wohi kog karty han jin ka pass exprince nhe ha to is ko choren na balky ap log mehnat sa kam karen or is market main agar ap time den ga to ap ko rxprince hasil ho ga pher ap yahan par loss nhe karen ga bajaye is ko chorny ka ap mehnat karen ap ko kamyabi mil jaye gi
              • #22 Collapse

                Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge Ji bhaiya aapka Sawal bahut Achcha hai kya hai kya Hamen loss ki vajah se market Mein kam karna Chhod Dena chahie Ki Nahin Hamen Logon ki vajah Se Kam Nahin chhodana chahie Agar Hamen loss hota hai To Hamen chahie ke Ham use log ko recover Karen aur aur usse profit Hasil Karen Sabar se kaam Lena chahie Agar Humsafar Karenge to ham hi Kamyab hone
                • #23 Collapse

                  Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                  Assalamualaikum Mera Dost kaise hain aap lomad Karke ho kya aapse baat kar Humse Kuchh aur khairiyat se Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge aapane bahut Achcha question kiya hai main is bare mein yah Kahana chahti Hun Ki Tamam traders ko Jyada Se Jyada mehnat se kam karna chahie aur Jyada Se Jyada learning Hasil karne ke bad work karna chahie Jab Ham Jyada Se Jyada learning Hasil karne ke bad Apna knowledge badhane ke bad kam start Karte Hain To Ham kabhi bhi loss Nahin Karte isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Apne varg per focus Karen aur Apna experience Jyada Se Jyada increase Karen aur Hamen chahie ki Ham Apna daily kavak daily Mukammal Karen aur weekend per Hamen to apna Delhi target Jarur complete karna chahie Kyon ke hamara bonus Aana hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Apna Kam pura Karen aur Achcha bonus Hasil Karen aur Agar Hamen loss Ho Raha Hai To Hamen bilkul mayus Nahin Hona chahie balke Hamen aur Jyada koshish Karni chahie aur Hamen Apna Kam Nahin chhodana chahie Agar Ham Apna Kam Chhod Denge To Ham earning nahin kar sakte Hamen jaaiye ke Ham Jyada Se Jyada mark per focus Karen aur Jyada Se Jyada practice Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                    nahin dear Hamen Aisa bilkul bhi nahin karna chahie Hamen apne loss ki vajah se market k kam ko bilkul nahin chhorna chahie in fact Hamen market ko aur zyada search karna chahie market ki movement Ka khyal rakhna chahie.. loss ko zyada sar per nahin charhana chahie loss ko recover karne ki koshish Kiya Karen market mein movement hote waqt
                    Hamen market ko search krty rehna chahie..
                    Shukriya ☝️😊
                    • #25 Collapse

                      Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                      nahi esa nahi karna chaye loss k dar sy kbi kam karna nahi chorna chaye har nahi manni chaye balky market k bary main or ziyada sy ziyada knowledge gain karni cahye ta k ap es main expert ban jain or phr ap market amin kam karin tb ap ko es main profit mily ga
                      • #26 Collapse

                        Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                        Nhi aisa bilkul nhi kerna chiy han kabi nafa hota hi to kabi nuksan nuksan ki waja sy humain market ko chor ker bagh nhi jana chiy bulky dobara seekhny ki koshish kerni chiy k
                        • #27 Collapse

                          Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                          Loss Ke waja sa Kam ko bnahi chorna Chea ku ka Loss ke Waja sa Ap ko market main Learn karny ko bhoat kuch hasil hota hai is lia ap ko kam ko karna Kabe Nahi chorna Chea or apna kam daily time per Pra karna Chea jab ap aisa kr ka kam karty hain toh ap ko profit lazmi earn hota hai is lis ap ko mehnat ka Sath apni learning ko smajna Chea or us hissab sa Ap ko trades ko be Pora karna Chea is lia Ap ko loss ke Waja sa Kam ko nahi chorna Chea ku ka loss ko smajny sa he ap ko market main learn karny ka Moqa Milta hai or ap acha profit earn kar sakty hain is lia Ap ko loss ko recover karny ke Koshshs karna Chea.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                            Slam dear member! Umeed h ap thk hon gy. Pakistan forex forum jesy bhtreen platform se faida utha k apny knowledge ko increase kr rhy hon gy. Is k sath sath informative post kr k acha bonus gain krny k liye struggle kr rhy hon gy. Loss hone ke bad market Mein kam karna Chhod Dena bahut hi galat baat hai. Agar aapko trading Mein loss hota hai to aap kabhi bhi market ma kam karna na chhode. Apne loss ko recover karne ki puri koshish karen Jahan aapko loss Hua Hai vah mistakes find out Karen. Uske bad aap fir se trading start karen Jab Bhi aapko loss hota to isase aapko bahut Kuchh sikhny ko Milta hai aur aap ki trading Mazeed Behtar hoti hai. Lekin jo log loss hone ke bad Himmat Har Jaate Hain aur trading Ko Chhod Dete Hain to vah bilkul galat Karte Hain. Sabar se kam len. Loss hone se ghabrane ki jarurat Nahin Hai balki loss ko recover karne ke liye planning or strategy ke sath kam Karen. Inshallah Jarur Kamyab Honge.
                            • #29 Collapse

                              Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                              Dear Forex member Forex trading 1 risky business hai ismein nuksan bhi hota hai aur profit bhi Duniya ka koi bhi business Ho usmein nuksan bhi hota hai profit bhi lekin Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Aur Duniya Ke Baki Tamam Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen nuksan Ki Surat Mein apne business ko bilkul Nahin chhodana chahie ISI Tarah Forex trading ke dauran Agar aapko nuksan ho jata hai aur aap ko apni trade se nuksan ho jata hai to aapko apni trade ke nuksan ki vajah se forex market per kam ko stop nahin karna chahie aur trading Nahin chhodane chahie bulk apni mistakes ko select Karke unko improve karne ki koshish karne chahie aur apni next trade se apne previous nuksan ko recover karne ki koshish karne chahie tabhi aap Forex Mein Kamyab Businessman Ban sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kia hamain lose ki wjaha say markeet main kaam karna chorr daina chaye?

                                Assalamu Alaikum Dosto ummid hai aap sab khairiyat se hain ji bilkul Hamen Himmat Nahin hone chahie Ki Gajab Insan Himmat Chhod Deta Hai tab usmein na kam ho sakta hai usmein Kami ka Samna kar sakta hai lekin Agar Himmat Karke Dobara pure focus ke sath Jyada mehnat Kare aur use kam ko karne ki koshish karen to vah usmein Jarur kamyabi Ho Jaega isiliye Hamen consistency ki jarurat hoti hai aur patient ki jarurat hoti hai agar Ham ismein patiently kam Karenge to aur confidently To Ham Jarur kamyabi Honge Kyon Ke Jab aap nuksan uthate Hain To aap samajh Jaate Hain ki aap ko ya Galti Dobara Nahin karne ki Unka Insan apni galti ho hi sakta hai isliye aapko inse experience Lena chahie aur uska kam Dobara Nahin Rahana chahie aur uska ignore karte hue apni strategies ko Behtar karna chahie tha ki aap Forex Mein acche se kam kar sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X