Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn kartay ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

    Assalamu alaikum dosto Forex trading jahan profit hasil hota hay wahin loss ka bhi samna karna parta hay .aur jab loss ho to hamin himat se kam lena chahy aur preshan nahi hona chahy.balky hamin jes wjah se loss hova hay us mistake ko yad rakhna chahie tab hi ham apni ghalti ko sudhar skty hain .hamin forex trading ky bary main learning karty rahna chayh .jetni learning hogi utna hamin profit hoga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab theek Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge yah Baat bilkul theek hai loss or profit Jindagi Ka Ek hissa Hai Jo log is Forex trading Mein kam karte hain unko loss or profit Bhi Ho Sakta Hai Jab unko profit hota hai vah bahut jyada Khush hote hain aur apne kaam ko Chhatri kaise karte hain lekin Jab loss hota hai to Aksar log default Ho Jaate Hain Pareshan Ho Jaate Hain mehnat Nahin Karte aur is kam Ko Chhod Dete Hain yah Baat bilkul galat hai Achcha trade ahi Hai Jabse Jo Apne kam ko Jari Rakhta hai aur trading karta rahata hai aur learning sakta hai aur apni Galti per Kabu pane ki koshish karta hai aur next time 70 ko dubara nahin karta aur apne kam ko Jari Rakhta hai
      • #18 Collapse

        Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

        Assalamu Alaikum dear members kaise hain umeed karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein agar aapko loss ho jaaye to aap pareshan na halke apne kam ko aage lekar jaega Ham apne se lekar jaenge tabhi Ham kuchh aasan kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

          Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein kam karte hue aapko loss Hoja profit aap kabhi bhi Pareshan Na Ho balki Apne kam ko Jari rakhen Agar Ham Apne kam ko importance Denge tabhi Ham Kamyab Honge
          • #20 Collapse

            Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

            ji han aapane bilkul theek hai ki last hone ki vajah se bahut sare log pareshan Ho jaate hain lekin ishq mein hamen apne emotions ko control karna chahie aur acche tarike se kul 200 karna chahie kyunki loss har kisi ko hota hai aur lo Sone ki Surat mein agar Ham acche tarike se soch samajh Kar kam karne aur apne upar gaur Karen to Ham apna loss recovery kar sakte hain lekin agar Ham emotional Ho jaenge apni motion ko control nahin kar sakenge to Ham kabhi bhi apna loss recover nahin kar sakte isliye loss ki Surat mein nagda ambedkar ke tarike se kam Karen Taki aapko apna loss recover karne mein aasani ho
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

              Salam to all friends g han hamen forex men loss hony per preshan nahin hona chahye balkeh hamen lagan kay sath ur himat kay sath kam karna chhaye tabhy tu hum kamyaby hasil kar sakty hain warna hum nakam ho jaty hian tu hamen mahnat kay sath kam ko jary rakhna chahye takeh hum achy earning hasil kar saken agar hum forex men koi bhe kam karty hain tu hum nakam ho jaty hian tu hamen himat kay sath kam karty rahna chahiy takeh hum nakam nah hon balkeh hum acha profit hasil kar saken tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahiy ktaeh hum achy earning hasil kar saken kun kay forex men mahnat karna asan nahin hy as men bahut zeyada time dena parta hy tab ja kay hum achy earning hasil kar sakty hain warna hum nakam ho jaty hian tu hamen kotahy kay sath forex men koi bhe kam nahin karna chahiy takeh hum achy earning hasil kar saken.
              • #22 Collapse

                Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                Aslam o alikum sb bhai log thk hongy to bat karty ha trade me loss hony se achy trader paryshan kio ni hoty wo is liye jo acha treader hota ha wo tread me loss se kabhi ni ghabrata or pr learnig se apna trad ko mazeed agy barhata ha to sb bhai log ap kosis kia kary ke ke ap trad me loss ke pareshan na hoa kary agr ap ko loss bhi hojata ha ap pareshan hony se acha us loss ko recover kia kary phir ap again trad laga lia kary kia pata apka nuksan agly trad me pora hojaye yahi soch achy trader ko loss hony me pareshan ni hony deta 😎
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                  Aslam alakam dosto bilkul hamy kabi bi loss sy persan nai hona chy balky mehnat krni chy or apne mistake sy learn krty ho mazid mehnat krni chy or patience k sath consistent rahna chy ta k ham long term kamyabi Hasil kr sakty
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                    Assalamu Alaikum ji bilkul aapane theek kaha hai k forex pr ek kaamyaab trader kabhi bhi loss hone Ki Surat Mein Ghabrata Nahin hai aur Pareshan Nahin Hota bal ke Hamesha itminan aur sbr ke sath kam leta hai agar usko trading Mein loss aata hai to vah is lost ko cover karne ki koshish karta hai aur kabhi bhi ismein jazbati nahin Hota aur na isko Dil bahlata Hai Bal kese Mein sabse Rakhta hai aur kabhi bhi se pareshan Nahin Hota balkeshwar Murshid Jyada minut karta hai vah apne loss Kabhi Kabar kar leta hai aur uske bad aur Chapra Bihar sarkar Lagta Hai Kyon Kiya kam hai aap trade Hamesha aapane lost sakta hai kya usmein kahan per kaun si galti ki hai
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                      Loss se pareshan nahin hona chahie Bal ke loss hamen kuchh information kuchh knowledge aur kuch skills provide karta hai jisko use karke trade karke kamyabi hasil kar sakte
                      Lost se hamen pareshan nahin hona chahie Bal ke hamen mistakes ko cover karna chahie taka Aman mistakes ko find out karke recover karke remove karke dobara profit hassil kar sake aur profitable trade karke kamyab ho sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                        Assalamualaikum.
                        Dear Forex members.
                        Aik achchay trader ki yeh nishani hotii hy k woh loss hony ki Surat mein kabhi pareshan nahi hota bal k uss sy learn karta hy aur koshish karta hy ussy agli bar loss na ho.
                        Loss hony ki Surat mein pareshan na hoon bal k apnii learning aur experience ko bachayen ta k next time loss na ho.
                        Shukriya
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                          good question I am agree with their friends aapane bilkul hi Sahi kaha hai ki trading ke donon loss ho jaane per pareshan Nahin Hona chahie Mal ke humne Apne trade close ka deni chahie dubara market ki movement ko samajh Kar apni trade lagani chahie jitna jyada ham Apne trade acchi lag jaenge to hamare liye kamyabi ho gai aur hamara loss be recovered karenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss hone say achay trader khbi bhi preshan nhi hota or apni learning learn karta

                            asslam.o.aliakum dosto ji han apko kabhi b preshan nhi hona chahye agr apko loss ho b jata hai apko chahiye hamesha sabar k sath gor kro k loss kis galti se hua us galti py focus kro aur apni galti ko sudharo aur apne mind ko fresh rakh k himat k sath mehnat kr k apne loss ko recover krne ki koshish kro tabhi apko success mile gi agr ap apni galti ko ignore krdo gy to ap kabhi b kamyiab nhu ho sakte trading main market ko learn kiya kro dil laga kr lagan se tabhi ap achi trading kr sako gy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X