Trading me lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me lot size
    Forex market me trading karny key ley sab se pehly hamy lot size ki selection important hoti hay lot size key bina par ham market me perfect trading kar sakty hey aur risk be orders me select key Gaye lot size par depend karta hay, pairs ki movement aur account balance key bina par agar lot size ka selection kia jaye to ham profitable trading karny me jaha kamyabi hasil kar sakty hey esi reasonable lot size ki selection ki waja se ham discipline key sath aur secure trading karny me be kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me lot size

    ji bilkul Forex mein note size bahut hi jyada matter karti hai aur professional trader hamesha is chij ko Apne mind mein rakha karte hain aur vah apne capital ke bata bhi kisi lot size Rakh Karke trading karte hain aur bahut se log aur bahut se trader is vajah se fail ho jaate Hain kyunki vah jyada ki lalach mein aakar ke kam ke pital ke sath bigroad size Rakh Karke trading karte hain jiski vajah se kuchh hi pips market agar unke against movement dikha deti hai to unka margin level mines mein Chala jata hai aur unka account jaldi hi clear ho jata hai to hamen hamesha is chij Ka dhyan rakhna Hoga aur disciplined trader band Karke hi Kam karna hoga acchi Tarah planning Karke aur har ek chij ko acchi Tarah monitor Karke aur samajh karke hi trading Karni hogi aur jitna jyada ham Apne account ko secure rakhenge aur acche tarike se Maine karne ki koshish karenge utani hi acchi trading kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading me lot size

      hamare liye ismein jitna ho sake acchi Laut lagani chahie aur agar Ham jitna jyada kam karna chahte hain to fir hamen bhi utkrusht mein itna jyada fayda milta hai ki Ham apne Laut ko bahut jyada hi samjhe aur is per phone kar sake ji hamen mukmmal chij karta hun mein mil sakta hai ki har waqt apne liye aur apne kam ke liye fayda ho sakta hai kya Jay Jo logon Ko jyadatar kam name Mil Gaya to sirf unki
      • #4 Collapse

        Re: Trading me lot size

        trading mein lot size hamesha company chahie aur trade bhi jyada nahin lagani chahie jisse mein nuksan ho hamen kaamtrade lagani chahie jiski vajah se hamesha profit hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Trading me lot size

          trading mei ap hamesha he small lot mei trade kro hard work must hai our agar may yeh only hard work hi kar lo tu may kesay success honga. so forex ik esa business hai jo hard worker our learning ko kabi b lose nahi hotay deta hai ap ghar bethy huge earnings kar sakte hain aur is mai success hadsil karne keliye short courses hain ji kay through ap forex ko learn karte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading me lot size

            Assalamu Alaikum dear Forex member trading Mein lot size kya hona chahie ji Yahan friend aapane bahut Achcha trade kiya hai aaj main aapko batana chahta hun ke Pakistan form fresh Mein trading Mein lot size kya hona chahie trading Mein lot size aapka kam se kam Hona chahie Kyunki kam lot size ke sath aap acchi Tarah Se trade kar sakte hain aur aap hold bhi kar sakte hain agar aap Big Lot size use Karenge to aap usmein hold nahin kar sakte aapka account bahut jald wash ho jata hai isliye aapko chahie Pakistan foreign Forex main aapko acchi Tarah Se mehnat Karte Rahana chahie mehnat Karke he aapane Achcha profit Hasil karna hai aur kam se kam lot size use Karke Achcha profit lena hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading me lot size

              Dear forex members trading mein lot size se bahut zyada farq pdhta hai. Agar humara lot size zyada ho to humara account gldi wash ho skta hai. Air agar humara lot size Kum ho to humein kum loss hota hai. Dear forex members humein hamesha kam lot size lgana chye. Humein hamesha lot size apne amount mein maojod amount k according lgana chye agar humare amount zyada ho to hum thoda zyada lot size lga sktai hainn. Lekin agar humare pass amount kam ho to humein lot size kam lgana chye...
              • #8 Collapse

                Re: Trading me lot size

                Dear trading mai lot size ziada hu tu loss ka bhi ziada chances huty hain or agar kbhi kismat se apka muqadr lag gya tu apko usi hisaab se ziada profit bhi mil skta hai hammy chiye k achy se is platform mai performed karain or because assa krny se bhut hammy behatri naseeb hugi kaam hmara bhut acha hu jyga or daily k daily han kuch alag sekhty ko dekhy gy forex trading opportunity mai or asse phir success bhi hmari mumkin hu jygi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me lot size

                  Trading Mein achi lot size ka use karna bahut zaruri hai Jab Ham trading Mein achi lot size ka use Karenge To is se Hamen bahut fayda Hoga Sabhi koshish Karni chahie ki market ko zyada samjhaye Kyunki ismein Jab Ham market ko samajh per kam Karenge to market Mein Hi knowledge Milegi Apne Sath hi market ko time Dekh Kar Kam Karne Wala hi trading Mein successful hota hai aur mehnat karne ke sath hi Hamen bahut zyada fayda Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me lot size

                    Assalamu Alaikum ummid hi aap sab log theek Honge yah Baat bilkul theek hai hi trading mein Main lot size Ka Hona jaruri hai Kyunki Ham Agar lot size ko samajh Nahin Payenge To kamyabi Nahin Hogi Yahan per Hamen chahie Ham lot size normal to rakhen na Badi lot Lage Aur na hi Chhoti Agar Chhoti Laut log aaenge To Kam loss ho sakta hai aur Agar Badi lot lagayenge to Jyada Se Jyada loss bhi a sakta hai Neha Jha Ham planning ke sath kam Karen aur aur kamyabi Hasil Karen Apna Kam acche tarike se karne ke liye jaldbaji na Karen aur second ke sath Apna Kam Karen taka Koi Bhi nuksan Na Ho Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me lot size

                      day trading main aapko money management ke rules and regulations ke sath kam karna hota hai to kabhi apne successive kar sakte hain kyunki ye kaisa platform hai jisme jisme jyada main karenge aur office mein jitna jyada knowledge hasil karke kam karenge is kahan kitna jyada fayda hoga isliye aap ismein lot size apne kaun capital ke sabse rakhe aur office mein acchi tarike se kam karen to aapko ismein fayda ho sakta hai aapko chai ki aapas mein best knowledge for best experience ke sath kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me lot size

                        Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein lot size rakhna bahut zaruri hai apne account ke mutabik lot size rakhen apne account se zyada lot size bilkul na rakhen soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye Taki aap Jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karne ek Kamyab trade hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud milegi trading mein lot size ka istemal zarur Karen kam lot size rakhen zyada lot size bilkul ne rakhe agar zyada lot size rakhenge to loss bhi Zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai apne account balance ko sefa rakhen soch samajh Kar money management ke sath trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me lot size

                          Trading Mein Hamesha lot size Apne account ke mutabik hi Lagaya ne apne account balance ke mutabik Agar Ham lot size istemal Karte Hain To isase Ham trade main Jarur Kamyab Ho Jaate Hain aur pet Mein Kamyab hokar Ham Achcha profit bhi Hasil kar lete hain agar aap apni tradesafe Rakhna chahte hain aur Apna account was hone Se Bachana Chahte Hain To aapko chahie ki aap small note size use Karen aur small lot size use karne ke sath sath stop-loss ka istemal bhi Jarur Karen Kyunki Star Plus ka istemal Karni se bhi aapka account was hone se bacha jata hai so please Apne account balance ke mutabik lot size istemal Karen aur Hamesha Galati Hote Aur imandari Ke Sath trading Karen Taki aap Kamyab Ho Paye
                          Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me lot size

                            real agar Ham baat Karen trading mein lot size ki to isase ne mein main yah kahana chahti Hun ki trading mein lot size vahi best hota hai jo ki aap apne account balance ke mutabik select karte hain agar aap apne account balance ko ignore karte hue lot size select kar lete hain to is tarah agar aapki trade loss mein jaati hai to aapka account wash bhi ho sakta hai isiliye apni koi bhi trade open karne se pahle Apne account balance ko check karne aur check karne ke bad lot size select karen to aap apne account ko safe rakhte hue trading kar sakte hain kyunki forex trading mein account kisi bhi bahut important hoti hai kyunki Jo bonus aapko milta hai hai vah apne bahut minut se kam karne ke bad hasil Kiya hota hai aur isko ISI tarah Jaya kar dena acchi baat nahin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me lot size

                              janab trading main lot size ka bara amal dakhal hay hamain lot size ka istamal karte hoe is bat ka khayal rakhna chahye ke aap ka istamal kya gaya ot size aap ke miney managmint ke mutabik accorate hay tab he ap acha or munafa bakhsh kam kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X