Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.
    Tre d 3 trah k hotay hain. Upward, downward or sideways. Hmesha tre d k sath chlna chahye
    Agr trend up ka ho tou kbi b sell kj trade na lgayein is trah loss honay k chances ziada ho jatay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

    jaisy ap ne kaha hy keh trend is our friend to is according ham jab kam karein gy to ham zroor kamyaab hu jaein gy yh is lye hy keh jahan trend hu ga wahan hamara kaam effective hu ga is lye hamein forex main trend ko hi follow karn Chahye ham jab jab apny sath trend ko dekhein gy ham andaza hu ga keh next time trending kahan or kis p hu gi main baat kar raha hun market main Pairs ki jahan ham trade laga skty hyn

    Agar ap dosto ko meri yh post pasand aey to thanks dena na bholein #THANKYOU

    Stay Safe Stay happy
    • #3 Collapse

      Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trend is our friend hota hey aur jo log jaldi men trend k opposite trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur ziyada se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

        Aaj Mere Bhai aapane theek hai aapko chahie kya aapko Har Waqt friend ke sath kam karna chahie Agar aapke pass time nahin hai to aap apna kam ho Jaenge fail ho Jaenge Apne maqsad Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar Payenge isliye aapko Aisa karna hoga jo kya aapke liye bahut Jaruri agar aap Aisa Karte Hain To aap kamyabi Hasil kar lena agar aisa Nahin Karenge Apna Kam Ho Jaenge fail ho jaenge.
        • #5 Collapse

          Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

          Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein agar aap ek accha profit Hasil karna chahte hain aur Chahte Hain Ki aapka account wash na ho to aapko Hamesha trend ko follow karna chahie kabhi bhi Trend ke against trade Nahin Karni chahie trend ke against trade karne se aapka account wash ho sakta hai lekin agar aap market Mein trend ko properly follow karte hain aur uske mutabik trade Lagate Hain To aap kam Waqt mein jyada accha profit Hasil kar sakte hain trend ko janne ke liye aapko different indicators ko use karna hota hai jo aapko market ke trend ke bare mein ek acchi information provide Karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

            Assalamualaikum forex members jesa k ap ny kha trend is our friend g bilkul sai kha agr hum apnii trade tren ko dekhty huay or complete study k bad lgain to zrur profit ho ga hmain trade lgany sy phly trend ka Janna Bht zruri hy q k agr hum trend ko jany bgair trade lgain to hmain loss ho ga ab yh hum py depend krta Hy hum apny liay loss ko chunty hain ya profit ko is liay dear members apni trade trend k mutabik lgaii jay ta k apko loss na ho or ap achi earning hasil kr skain
            • #7 Collapse

              Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

              g haan dear sahi kaha hai hamen trend k against kabhi trading nh karni chahye aur hamen hamesha trend k mutabiq trading karni chahye aur hamen trend ko apna friend smajh k trading karni chahye is trah hum market ay acha profit hasil kar sakty hain aur kamayb ho sakty hain tu dosto is baat ka hamen khyaal rakhna chahye aur is trah hum apne account ko bh secure rakh sakty hain aur galtion say bach sakty hain aur apne account ko mazeed strong kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                Assalamu alaikum train ko bilkul Apne dost ki tarah samjhe aur aapko chahie ki kabhi bhi train ke aage strayed na lagaen kyunki train ke against trade lagane se aapko nuksan ka samna Kar Na pad sakta hai isliye aapke liye behtar hai ki aap hamesha friend ke sath chale aur easy feel Karen aur train ke sath hi trade Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                  Ji bilkul sahi kaha hai aapane trend is your friend Forex trading Ki market mein Hamen Hamesha market ke trend ko follow karke hi market Mein kam karna chahie market ke friend ke against Hamen kabhi bhi trade open Nahin Karni chahie Agar market ke Trend ke against market mein trade open Karenge Tu Is Tarah Se Hamen apni trade mein bahut jyada nuksan ho sakta hai Hamesha market ke Trend ko samajhna chahie Uske bad hi market Mein Lagana chahie Forex trading ki market Mein Kamyab hone ke liye Hamen Hamesha Sahi kam karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                    Traders ke liye trend bahut jyada importance Rakhta Hai trend is your friend Trend ke again sir trade Nahin Lagani chahie Jo membership new trading co start karna chahte hain ab me treading Kaise usse unlimited profit Hasil karna chahte hain to members ko chahie ki vah apni trading start karne se pahle market trend ko acche tarike se samajhne ki koshish karen aur Market ko acchi tarike se analysis Karen aur is analysis ke hisab se stronger planning banaen aur fir market ke trend aur Market ke rules or regulations ko forward karte hue Apne treat open Karen Kyunki use tiny aap successful on Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                      Yes dear all... We all know that trend is friend but should save himself from trend because when we trade according to the trend then loss is occured. So all should want to judge and analysis the market then trade start.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                        Yes dear Humko market ke friend ke sath kam karna Hota Hai Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain Ham is market Mein Chhatri Kaise kam Karke success ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen kabhi bhi forex market ke Trend ke against apni trade ko open nahin karna chahie Agar Ham apni trade ko forex market ke Trend ke against open Karenge To Hamen trading ke dauran nuksan Hota rahega isliye sabse pahle Hamen forex market ki movement ko analyse Karke market ka trend Maloom karna chahie aur Hamesha apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karna chahie tabhi Ham apni trade se Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mrkashi پيغام ديکھيے
                            Re: Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.

                            Assalamu alaikum train ko bilkul Apne dost ki tarah samjhe aur aapko chahie ki kabhi bhi train ke aage strayed na lagaen kyunki train ke against trade lagane se aapko nuksan ka samna Kar Na pad sakta hai isliye aapke liye behtar hai ki aap hamesha friend ke sath chale aur easy feel Karen aur train ke sath hi trade Karen
                            Janab ap trend kay against be trade laga sakty hain. jab ap ko pata ho kay trend jo chal raha hai woh trend extra long ho chuka hai yani oversold ya overbought ho chuka hai tu us time market reverse ati hai jis sy ap ko faida ho sakta hai. Es kay leye ap kay pas RSI or MCAD kay indicators kafi best hai jo ap apny majr pairs main chose kar kay un ko chose kar kay trade ko laga skaty hain or us sy ap ko bhout kam time mai acha profit ho skata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trend is your freind. Trend k against trade nhi lgayein.


                              Click image for larger version

Name:	download - 2024-02-05T092527.883.jpeg
Views:	31
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12822730

                              "Trend Aapka Dost Hai: Trend ke Khilaaf Trade Nahi Lagayein"

                              1. Trend Ka Ahmiyat (Importance of Trend): Trend market mein ek mukhtalif raaste ki taraf ishara karta hai jis mein prices move karte hain. Yeh ek asool hai jo kehta hai ke market ka trend aapke liye ek dost hai, aur ise samajhna trading mein ahmiyat rakhta hai.

                              2. Trend Ke Saath Chalna (Riding the Trend): Trend ke saath chalna ka matlab hai ke aap un trades mein involved ho jayein jo current market trend ke mutabiq hain. Agar market uptrend mein hai, toh buy trades aur agar downtrend mein hai, toh sell trades lena zehmati hai.

                              3. Trend Ke Khilaaf Trade Ka Khatra (Risk of Trading Against the Trend): Trend ke khilaaf trade lagana trading mein risk wala kaam hai. Agar aap trend ke khilaaf trade lagate hain, toh yeh ho sakta hai ke aap market ke mood ke khilaaf ja rahe hain, jiski wajah se nuksan ho sakta hai.

                              4. Trend Reversal Ka Intezar (Waiting for Trend Reversal): Agar aapko lagta hai ke trend badal raha hai, toh behtar hai ke aap trend reversal ka intezar karein. Isse aap apne trading strategy ko adjust kar sakte hain aur new trend ke saath chal sakte hain.

                              5. Trend Line Ka Istemal (Using Trend Lines): Trend lines ka istemal karke aap current trend ko samajh sakte hain. Uptrend mein, trend line ko neeche draw karein aur downtrend mein, trend line ko upar draw karein. Trend lines aapko market ke mood ko samajhne mein madad karte hain.

                              6. Risk aur Reward Ka Moolyaankan (Balancing Risk and Reward): Trend ke saath trading karte waqt, risk aur reward ka moolyaankan zaroori hai. Isse aap apne trades ko control mein rakh sakte hain aur nuksan se bach sakte hain.

                              7. Final Thoughts (Aakhir Mein): "Trend Aapka Dost Hai: Trend ke Khilaaf Trade Nahi Lagayein" ka yeh asool hai ke traders ko market ke mizaaj ke mutabiq amal karna chahiye. Isse trading mein consistency aur success mil sakti hai. Trend ko samajhna aur uske saath chalna trading journey mein behad zaroori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X