Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai
    My dear forex friend umeed hai ap sab khariyat se hu gy or forex per acha kam kar ke acha bonus hasil kar rahy hu gy dear friends hum apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa nahi kr sakty jb tak hum apna kam nahi kren gy tab tak forex mein kamyabi hasil nahi kr sakty hamien chahiye keh hum apni post lazmi kren jis se hamein acha bonus mily ot hum us se trading kr k Acha profit hasil kr saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

    Assalamu alaikum ummid hai aap sab bilkul theek honge ji aapane bilkul theek kaha apne hisse ka kam kiye bagair kabhi bhi kismat par bharosa karna bahut badi himaqat hota hai hamen chahie ke sabse pahle mehnat Karen aur apne Hise ka kam acche se Karen agar hamara kam achcha hoga tabhi hamen profit hasil hoga Ham kabhi bhi mehnat kiye bagair apni kismat ko kasoorwar nahin thehrah sakte hamen chahie ki mehnat ka Daman kabhi Na chhode hamesha hardwork karte Rahe Jo log mehnat karne ki aadi hote hain vah jarur kamyab hote hain hamen kabhi bhi kam se ji nahin churana chahie chahe Koi bhi kam ho Dil laga kar karna chahie hamen chahie ki daily ka target daily complete Karen
    • #3 Collapse

      Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

      g hna ager hum apna hsay ka kam nai krn gy to hum kabhe bhe kamyb nai ho skata hn hamn bhe her haal mn yeh kam krna paray ga ur bahut say aisay loog hotay hn jo achay kam krtay hn laikn un k eh achay kam ap ko akfi nuksan ker wa sakt ahn ur jub tak hum yeh kam nai krn agy to hum kabhe bhe faida hasil nai ker saktay hn kun k yeh acha kma nai hae bulay bewakoofi ahe
      • #4 Collapse

        Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

        Assalamu alaikum dear Forex members I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki apne hisse ka kam Kiya bagir apni kismat per bharosa rakhna hamakat hai kyunki hamen auron Park mein Allah Pak farmaty hai ki insan jis chinz ki koshish karta hai usko vahi milta hai mehnat mein barkat hai isiliye aap apni mehnat ko jari rakhen uske bad aap apne liye dawa Karen Pakistan Forex mein kam karte hue aap honestly apne daily 50 post Karen uske bad apni knowledge aur experience logon ko share Karen aapko zarur profit milegi thank you
        • #5 Collapse

          Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

          Ji bilkul sahi Kaha Hai Apne Hi Se Ka kam kiye bagair Kismat Par Bharosa karna hi himakat ki baat hai Hamen Apne Kismat per bilkul bhi yakin nahin karna chahie Kismat Badalti hi rahti hai Hamen sirf aur sirf Apne kam per Bharosa Rakhna chahie Hamen Apne kam ko Hamesha Sahi tarike se karna chahie Hamen Apna Kam Hamesha mehnat ke sath complete karna chahie Agar Hamara kam incomplete Hoga To Ham market mein kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar Payenge
          • #6 Collapse

            Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

            Apne Hisse ke kam kiye bagair Kismat Par Bharosa karna himaqat hoti hai market Mein Jo Maine Apni Kismat per Bharosa karte hain aur Market per trust Karke self-confidence ke jariya Se Apna Kam start Karte Hain To vah members market Mein acchi success Hasil kar sakte hain Tradus ko Kabhi Bhi Apne kam Mein careless Nahin Hona chahie Bal ke Tamam members ko market per trust karna chahie aur bahut hi Soch Samajh Kar aur planning ke hisab Se Apna Kam start karne ki koshish Karni chahie tha ki aap apne kam ke jariye cprofit Hasil kar Saken
            • #7 Collapse

              Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

              Ji aapane bilkul sahi Kaha ke Forex trading case business Mein Jab members Apna Kaam Shuru Karte Hain To unke liye sabse Jyada important chij market per trust karna hota hai jo members market per trust karte hain aur conference ke sath Apna Kam start Karte Hain To vah members he is business Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur jo members market per yakin hi nahin rakhte to vah members is business Mein kam karke hi market karte hain vah is business ke jariye Se Kabhi acche advantage Hasil nahin kar sakte isliye UN members ko is business mein bagair soche samjhe kaam start nahin karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

                Ap sb ka kia hl hay mujhay umeed hay k ap sb khairiat say hun gain bhai ap ki batt ki batt bilkul thik hay k apnay hisay ka banda km bhi na keray aur kismat pr brosa kray ya kabhi nahi ho sakta aur yay sra sr himakat aur beva kufi hay
                • #9 Collapse

                  Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

                  Assalam walekum doston yah galat baat hai ki aap kam na Karen aur Sara Aap Jo Hai Na apni Kismat Mein Intezar kar len ki Hamari Kismat acchi hai To Hamen bahut Achcha benefit mil Jaega To Aisa Nahin Hota Kismat Ke Sath aapane Apne Hisse ka kam bhi karna hota hai ab trading Ki Baat Karen jab tak aap isko sikhenge Nahin ismein Kam Nahin Karenge office market Se Achcha profit Hasan nahin kar sakte hain to yah aapke liye Peda hai ki aap jo hai na pahle ismein kam Karen FIR aap profit ki ummid rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

                    dear friend aap bilkul theek kah rahe hain kya garm foxfarm mein apne hisse ka kam complete karenge to Ham acchi kamyabi hasil kar sakte hamara apna Hi sahi hota hai kya main daily best 50 post share karni hoti hai aur chat friend create karne hote hain kar sakte hain hamen high quality wali acchi acchi information share karne se aate Hain agar Ham forex trader Mela Raj karte Hain to Ham last mein sakte hain aur hamen losco recover karna padta hai hamen loss se bachne ke liye lalach nahin karni chahie kyunki lalach karne shyam loss mein hote hain hamen fostered mein sabar ke sath kam karna chahie kyunki sabar ka phal meetha hota hai hamen acchi trading karne chahie aur achcha profit hasil karna chahie agaram pariksha mein baat karenge tu Hi Ham ismein achcha sakte hain aur acchi sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisarshehraz پيغام ديکھيے
                      My dear forex friend umeed hai ap sab khariyat se hu gy or forex per acha kam kar ke acha bonus hasil kar rahy hu gy dear friends hum apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa nahi kr sakty jb tak hum apna kam nahi kren gy tab tak forex mein kamyabi hasil nahi kr sakty hamien chahiye keh hum apni post lazmi kren jis se hamein acha bonus mily ot hum us se trading kr k Acha profit hasil kr saken
                      Ji bilkul Jaisa ki aapane kaha hai kya Garam aapane Hi Se Ka Kam Nahin Karte aur aise hi Kismat Kari Paryatan rakhte Hain To fir Hamen Achcha bracket Hasil Nahin Hota To Hamen chahie Ham Jyada Se Jyada apni learning ko increase Karen aur ismein Jyada Se Jyada mehnat
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apnay hisay ka kam kiye baghair kismat per bharosa karna himakat hai

                        Forex members ji han bilkul Hamen apni learning ko Jari Rakhna chahie Aur mehnat Ke Sath kam karna chahie Apna Kam na Karen aur ham Agar apni Kismat per belief Karen aur use per hi focus rakhen aur learning per focus na Karen mehnat na Karen trading se related practice na karen to yah Sabse Badi bewaqofi hoti hai aisa bilkul bhi nahin karna chahie mehnat ke sath kam kiya jaaye tabhi kamyabi milati hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X