Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading
    dear dosto meray experience aur knowledge kay mutabik longterm trading ziyada achi profitable aur safe hoti jb kay shortterm trading mai ap ko waqti acha profit hasil ho jata hai lakin iss mai at the end of day ap loss mai hee hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

    Aaj Mere Bhai Main aapko batana chahti Hun Ki Har trade Jo Ke Acche tarike Se Ki Jaaye vah bahut hi per faydemand hoti hai isliye aapko chahie kya aapko sheet rate karna chahie Achcha kam karna chahie Jo kya aapke liye bahut jaldi agar aap Aasan karte hain vah aapka main aapka Sitara lete hain aur Achcha kam kar lete hain.
    • #3 Collapse

      Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

      G dear friends ap ny bilkul acha question kia hay kh long term trading karni chahey ya short term mn ap sab dosdo ko bat bata hun kh trading hamsha long term ki hi achai hoti han us sb sy zeada faida yh hota hay kh hamien har bat ka peta hota hy kh hm ny jo trade lagaei hui hy aiaya kh hamien us sy profit ho raha hy ya loss .isliey in my point of view best trading long term hay thanku so much
      • #4 Collapse

        Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

        Assalam o alaikum dear forex friends is kam men wese to har trade jo bilkul sahi tarah se ki jaye to us se faida hota hai aur ziada tar long term trading se ziada faida hota ha jahan apko apne expeeience se maloom ho k yahan ahort term trade lagani chahiye to wahan short term hi laga do
        • #5 Collapse

          Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

          G assalam o alaikum dear friends umeed hy ka ap sb khariat sa hn ga g ha dosto aj ka hamra topic ye hy ka long trading bhter hy ya phir short term trading to dosto long term trading bhter hy ku ka us mn hamee moka mil jata hy sochna ka aur es sa hamee a6a profit hasil hota hy aur jo short term trading hoti hy wo jldi ki trading hoti hy us mn hamee sochna ka moka bhi ni milta hy aur hame loss ho jata hy thanks friends
          • #6 Collapse

            Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

            Assalamu alaikum my dear friends Umeed karta hun kya aap log khairiyat se Honge Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe Honge Aji Huawei chanr aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapki baat se agri Hun Ki long time trading behtar hai ya FIR short time trading aap Logon Ko chahie ki aap short time trading ka istemal Karen long time trading Ka istemal se aapko bahut hi jyada loss ya FIR profit ke liye wait karna padta hai isliye aap Logon Ko chahie kya aap short term trading Karen Taki aapko wait na karna Pade thank you so much
            • #7 Collapse

              Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

              dear member long term mein ap achi trade sekh sakty hai or acha knowledge gain kar sakty hai logn term ap achi trading ko samj sakty hai or market ko achi tara learn kar sakty hai jis se apko acha benefit mil sakta hai or ap achi trade karke acha profit hasil kar sakty hai or market se achy pair ki jankari hasil karke dobra trade karne mein kamyab ho sakty hai.
              • #8 Collapse

                Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                Hamen forex men long term trading nahin karny chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo mahnat karty hain tu voh achy earning hasil kar sakty hain tu hamen forex men dil laga kar kam jary rakhna chahye tkaeh hum naakm anh hon balkeh hm kamayby hasil kar saken kun kay forex men kam karn abaht mushkil ho gaya hy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam anahin karna chahye kun kay agar hum jaldi kay sath koi bhe kam karty hain tu hum naakm ho jaty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam anahin karna chahye agar hum forex men saber kay sath kam karty hain tu hum kamayb ho jaty hain agar hum saber kay sath kam anhin karty hain tu hum naakm ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                  Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hnr apny Daily k target ko pora ker rhy hn gyDear friends forex mn trading voh achi h jo ap ko achi earning dy rhe h r ap k experience ko bhi increase ker the h dear friends agr ap k experience increase ni ho rha r na hi ap k kam achy tareqy sy ho rha h r na hi ap learning Ker rhy hm to phr jb ap jo bhi trade lgayen gy to phr voh chahe long term ki ho ya short term ki ap ko loss he dy gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                    Meray khayal mein long term trading save hoti hai kyun kay woh long term hoti hai kyun kay us trade ko dheknay kay liye apko bohat time mill jata hai aur ap us trade pay apna knowledge aur experience gain kar saktay hain jab kay short term trade apko short time kay liye hoti hai is mein loss kay chances zayada hotay hain kyun kay apko experience aur knowledge in mein zayada acha nhi hota ise liye meray khayal mein long term trading zayada best hoti hai aur ap zayada profit hasil kar saktay hain is mein ap acha predict bhe kar saktay hain air achi earning bhe kar saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                      My dear forex friend jis trah s ap ka acha experience or knowledge hy ap os ko sanjhty hy ap os ko os hesab s open kreeb market to osi hesab s chal rahi hoti hy bas charts m ferq ata hy bas ap os hesab s open kreeb jis trah ap ko samajh aiy ap ka experience or knowledge jis m ziyada hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                        hamen cahiye ke hum is main ache tarah se tarde kiya karen hum jitna zayada ache se kam ko kar len aho ga tab he to hum is main success gain karne main hum kamayb ho jate he hain bas is ke liuye he to hamne apne kam ko karn he hota hae bas tab he to hum is main kuch na kuch gain kar he jate he hain bas is tarah s ehe to hum is main se aik ache trader bhe bana he jayte hain bas is gtarah s ehe to hum is maian kamayb ho jate he hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                          Dear member log trem main aap acchi trade Sikh sakte hain aur acche knowledge gain kar sakte hain Jo log long erm aap acchi trading ko samajh sakte hain aur Market ki moment ko acchi Tarah learn kar sakte hain Agar Aise karne mein aap Kamyab Honge Tu Hi acchi Anand cancel kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                            assalamu Alaikum dear friend Ham Forex trading mein long term trade Karen your short term is ke liye Hamen apne account ki growth ke motabik hi trade open karni hoti hai agar hamare pass acha account hai to Ham ismein long-term trade open kar sakte hain aur se behtarin profit Hasil kar sakte hain agar aap ke pass chhota account hai to aap ismein short term trading open karke profit Hasil Karen hamesha apne account ke mutabik e-trade open karne chahie aur Market mein acche entrypoint Ka waite karna chahie jab tak aapko acha intry-point Na Mile tab tak aap trade na Karen aapke liye behtar hoga forex market ko acche se analysis karne ke bad ismein Hamen mehnat se iski experience ko Hasil karna chahie jo ki Forex trading mein hamare liye kamyabi ka jariya hai yah ek best opportunity hai aur Hamen se fayda Hasil karna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long term Trading Behtr hai ya phir Short term Trading

                              Mere bhai woh ap ko market ky mutabiq chalna hota hai agar ap market ko samjh kar trade lagaty hain tu kabhi kabhi market ko change hony mai waqt nhi lagta jis ap ki short time mobement long teime movement mai change ho jati hai jis ap ko wait karna hota hai es liye market ko samjhy hoa koshish karen k market ko soch samjh kar short time trading karen taky ap apny account ko manage kar saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X