Starting acchi ho to kamyabi milti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting acchi ho to kamyabi milti hai
    Bilkul bahut hi acchi baat hai agar Ham starting acchi Bana Denge Apne matlab mehnat Karenge struggle Karenge aur struggle aur mehnat se Agar Hum koi bhi kaam Karenge To Hamen usmein kamyabi Milegi Kyunki Hamare starting acchi Ho Gai aur Jis kam ke starting acchi ho to usmein aapko Jarur kamyabi milati hai isliye acche se Achcha work Karen aur mehnat Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

    G han les trader ne Forex business me start acha leya hota hay us ko kamyabi kesi na kesi time zero mil sakti hay har junior traders ko Forex business me acha start leny key ley mehant se learning karny ki be koshish karni chaye aur sath me traders key ley discipline key sath learning aur trading work karny ki be har mumqen koshish karni chaye agar ham learning karny key ley acha start nahi lety to end tak hamy Forex business me success nahi mil sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

      It doesn't make sense the success rate depends upon the fact that how much you are expert in your field if you are expert in your field no one will be able to send money from your hand so so the success rate depends upon the fact how much you are able to grab your money and how much you can invest and earn from that money
      • #4 Collapse

        Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

        Hello forex members ..forex p apko start p to mehnat or struggle krni prti h lek in kuch time me apko sucess multi h to struggle se hi to to ap learn karte hn kid Tarah bonus bnta h
        • #5 Collapse

          Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

          assalamualaikum liya forex mein bar aapane bilkul achcha sawal ki agar starting acchi Ho to hamen kamyabi milati hai lekin agar Ham starting mein hi apna Kam interest na karen to hamara kam achcha hi nahin balki hamen lost ki taraf Le jata hai kyunki forex ek aisa business hai jismein hamara interest jyada main rakhta hai jab hamara interest jyada se jyada hoga to Ham ek acchi aur quality country wise post kar sakenge jab hamare third ka jawab achcha hi nahin balki good rahega to hamen kamyabi automatically milegi isliye hamen ismein apna interest show karna chahie interest ke to koi bhi kam kamyabi ki jab nahin bol ke ki taraf jata hai isliye hamen jaan se jyada interest chauk karna chahie darshan karne ke liye hamen time investment jaan se jyada Karne chahie tha ki hamen is business ki jaan se jyada samachar jab hamen is business ki jaan se jyada samajh mein jayegi to hamen kamyabi jarur milegi is hamara interest bahut jyada mange rakhta hai
          • #6 Collapse

            Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

            Asalamu Alaikum friends kesay hain ap sub 💝
            Jee bilkul sahi kaha ap nay is liay khety hain k startig mai apni learning ko strong banaye apni base achi banaye jitni struggles start mai kary gy future mai utni hee achi earning asani say kar sky gy is liay mehnat kary starting mai earning k purpose k liay nahi achi learning knowledge hasil karny k liay
            • #7 Collapse

              Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

              ji han bilkul dear aapane sahi kaha hai forex trading mein Ham sab kam kar rahe hote Hain to hamen ismein use waqt kamyabi milati hai aur ham ismein use waqt kam yah bol sakte hain jab Ham ismein kaise start karenge hamari itni acchi state ji hogi aur hamari planning jitni acchi hogi iska hamen itna hi jyada fayda hoga isliye starting main aapko jyada se jyada mehnat karna hoti hai aur aapko ismein jyada se jyada knowledge hasil karke kam karna hote hain to aap ismein success hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                no doubt market mein aapki starting bahut jyada matter karti hai kyunki Agar aapke market mein entry-level achcha nahin hoga to aapko kabhi bhi achcha profit nahin milega kyunki market main aapko jo achcha profit milta hai vah aapke entry level per hi depend karta hai jitni perfect aapka entry-level hoga aapko market mein hote nahin achcha profit milega isiliye aapko koshish karne chahie ki agar aap market mein achcha profit kamana chahte Hain to uske liye apna entry-level strong banaye jitna jyada aapka strong entry level hoga easily market mein achcha profit Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                  Ji han agar hamari start acchi hai to Ham bacche kamyabi hasil kar sakte hain isliye main chahie ki Ham kamyabi hasil karne ke liye mehnat Karen aur lagane se kam Karen kabhi bhi himmat na hare kitni jyada Ham mehnat karte Hain Ham utna hi chahta fayda hota hai hamen shuru se Hi bahut zyada mehnat karni chahie Taki aage hamen bahut jyada fayda hohamen learning karte rahana chahie kabhi bhi himmat nahin aani chahie Dil lagakar kam karna chahie jitna zyada timer for rakh kar denge hamare utani hi zyada learning aur knowledge hsal ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                    My dear forex friend g han ap ny bilkul sahi kaha agr shurwat achi hoti hy to hm kamiyab zaroor hoty hn q k jb hamari shurwat achi hoti hy to hamary hosly buland hoty hn or hm kamiyab hony k liye jadojehd shru kr dety hn or mehnat ko apna mukadar smjhty hn or kamiyab buissness man banty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                      bilkul apki bat thek hai strggle karne se ap forum forum mein achi mehnat kar sakty hai or apka work bhi informative or quality wise ho sakta hai jis mein knowledge forum ke bary mein hona chaiye phr ap achi quality posting karke forum mein kamyab ho sakty hai or forum se acha bonus gain kar sakty hai or ase ap struggle karty rahy to ap apne work ko strong quality mein post kar sakty hai or acha knowledge gain kar sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                        Agar aap apne business ko Apne start se Hi hi use per mehnat karna shuru karenge to usse aap acchi kamyabi Tak pahunch sakte hain to agar aap ismein mehnat nahin karenge focus nahin karenge to bilkul hi aap na kamyabi cancel kar sakenge aur na hi isase achcha profit Hasan kar sakenge to doston Apne kam ko start se Hi Hi mehnat Karen aur ise behtarin prophet Hasan karon Shukriya dost o...
                        • #13 Collapse

                          Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                          Hamen forex men achy soch kay sath kam karna chhaye kun kay agar hum forex emn achy soch kay sth kam karty hian tu hum nakam nahin ho sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahye tkaeh hum achy earning hasil kar saken kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo mahnat karty hian tu voh kamyab ho jaty hain ur jo mahnat nahin karty hian tu voh naakm ho jaty hian tu hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chhaye tkaeh hum achy earning hasil kar saken kun kay forex men kam karna bahut mushkil ho gaya hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                            han ya to hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Starting acchi ho to kamyabi milti hai

                              ya to ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X