Analyse kya ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Analyse kya ha?

    Dear forex market Mein trade Lagane se pahle market ki condition Ko Dekhkar Ham decide Karte Hain Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain market me technical analysis aur fundamental analysis ki Jaate Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Analyse kya ha?

      Analysis ka mtlb h forex men trading market ko dekhna jb bhi hm koi trade lgaty hn to hmen dekhna hota h k hmari market kesy ja ri h up ja ri h down ja ri h usi hisab s agr up ho to hm buy krty hn agr down ho to hm sell kr dety hn isi liay hmesha smjh k chlain tbhi hm kamyab hn gy ziada s ziada mehnt s kam lain gy to hi hm kuch pa sakty hm r agy barh sakty hm apny kam ko focus p lga dain to ap kbhi bhi nakam ni hm gy
      • #48 Collapse

        Re: Analyse kya ha?

        Hello salam alaikum dear friends kaise hain aap theek hai samajhne ke liye ye easy language samajhte Hain ISI ko analysis kehty han , jankari hi analysis hai ab aata hai jab aap use chij ke liye bahut koshish kar rahe ho tab jakar aapko yad aata hai so jaati hai
        • #49 Collapse

          Re: Analyse kya ha?

          Assalam walekum
          Ji han aapane a sawal Kiya hai analyse kya hai
          Forex mein jab Ham Delhi desh per posting karke ek achcha donon harsal karte Hain to use bonus se Ham treading karna chahte hain trading trading hamen usi surat mein karni chahie jab Ham market ko acchi tarah analyse kar saken Forex mein indicator aate Hain Jin ko samajhna bahut hi jyada mushkil Hota hai hai isiliye Forex mein trading ko samajhne ke liye hamen demo account use karna chahie demo account ke use kr k Ham market ko acchi tarah analyse karke trading kar sakte hain aur Forex se achha profit Hasil kar sakte hain Forex mein reading ke dauran market ki analysing zaroori hai.
          • #50 Collapse

            Re: Analyse kya ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: M-Faizan86 پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum jio Forex member kya hal hai ummid karta hun sab khairiyat se honge dear mein Forex trading mein abhi new member hun mujhe analyse ke bare mein thoda sa brief Karen main is trading main bilkul fresh member hun isiliye mujhe analyse ka pata nahin dear mein ummid karta hun mere senior member Apne best opinion mere sath share karenge.
            Ji han bilkul Forex Mein analyses karne se Ham apni trading ko improve kar sakte hain Elisa se Hamara knowledge improve hota hai aur ham Achcha result Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain kitne rupaye Kyunki market ko Dar samajhne Ki Koshish Karte Hain To acche result Aasan ho sakta hai agar market ko acche se Ham koshish Nahin Karenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki market ko samajhne ki koshish karne se hi Ham acche result Hasil kar sakte hain Agar Ham market ko acche se nahin samjhoge to kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte
            • #51 Collapse

              Re: Analyse kya ha?

              Assalamualaikum.
              Dear Forex members.
              Yeh Aik açha sawal hy k market analysis kya hy.?? Analyse karny sy muraad ap pehly market ki movement ko read Karen agar ap ko Aik açha aur positive hint mill raha ho tu ap trading Karen aur trade lagany sy pehly market ki movement ko achi Tarah samajh Kar kàam Karen.
              Shukriya
              • #52 Collapse

                Re: Analyse kya ha?

                Mere Bhai analyse matlab market ki movement ko samajhna matlab ke market ki har chij ki aapko knowledge honi chahie matlab aap kahate ho ki main market ko analyse Kiya matlab ke mein mere pass market ki har information hai uski har movement hai har knowledge hai ise kahate Hain market ko analyse karna to mere Bhai CH chij bahut important Hoti hai jab bhi aap reading karo sabse pahle market ko analyse karo Uske bad aap trade lagao aur vah bhi kam lot size aur jab bhi mere Bhai aap rate lagate ho usmein stop loss and take profit ka use last me Kiya Karen
                • #53 Collapse

                  Re: Analyse kya ha?

                  Ji han bhai jaan ja sake Ham sab log Jante Hain Ki analyse karne ka matlab hota hai market ki jaanch padtal karna market Ki Surat HAL per Najar dalna market ki movement ko dekhna ine Tamam chijon ko market ko analyse karna bolate Hain market ko analyse kiye bagair aap koi bhi trade ko profit ki taraf Nahin Lekar Ja Sakte thank you so much
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    Re: Analyse kya ha?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: M-Faizan86 پيغام ديکھيے
                    Assalamu alaikum jio Forex member kya hal hai ummid karta hun sab khairiyat se honge dear mein Forex trading mein abhi new member hun mujhe analyse ke bare mein thoda sa brief Karen main is trading main bilkul fresh member hun isiliye mujhe analyse ka pata nahin dear mein ummid karta hun mere senior member Apne best opinion mere sath share karenge.
                    Walekum assalam forex market ko samajhne ke liye aur Market ko dekhne ke liye Ham Jo technical techniques use karte hain usko Ham analysis Kahate Hain aur analysis ki to type hoti hain Ek type Mein ham Chor aur uski madad se analysis Karte Hain aur ham indicators use karte hain isko ham technical analysis Kahate Hain aur jo Ham news Ko Dekhkar analysis karte hain use Ham fundamental analysis Kahate Hain
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X