Why 95% fail in forex??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Why 95% fail in forex??

    Forex Mein log fail isliye hote hain Kyunki Forex ka kam itna Aasan Nahi Hai Jab Shuru Shuru Mein Ham yah dekhte hain ki Baki log Forex per kam Karke paisa kama rahe hain to hamare andar bhi jazba Paida Hota Hai Ki Ham bhi kam Karke aise hi Paisa kamae lekin Jab Forex per kam start Karte Hain To Hamen bahut mehnat Karni Hoti Hai Jiski wajah se log ukta Jaate Hain aur Apna Kam Chor Dete Hain aur 95% log Forex Mein fail ho Jaate Hain Forex Mein pass hone ke liye Hamen bahut mehnat ki zarurat hoti hai hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Why 95% fail in forex??

      Because woh acha performed ni krty or na hi apna interest show krty hain jis ki waja Se unho NY fail hi huna hai or ni pass hu skty agar ham apna kaam achy Se krengy or har mukaam mai apny apko success sabit krnegy tu ham zrore kmiyaab insaan ky roop mai namodaar hu skky gy koi shks agar apny apko kmiyaab bnana chata hai tu first usse mehnat Se kaam Lena huga phir hi woh apny mission mai kmiyaab hu skta ha
      • #18 Collapse

        Re: Why 95% fail in forex??

        Asalamu Alaikum.
        Juat base on lalach jaldbazi bysabari in sub emotion ki say hee 95% traders trading karny mai nakam rahty hain or baki k 5% ki kamiybi ki waja hee ye hain k wo sabar k sath sahi Entry k wait karty hain or thoray profit mai khush hokar bina kisk lalach k market sy nikal jaty hain.
        • #19 Collapse

          Re: Why 95% fail in forex??

          main agree nhi krty keh 95% log fail hojaty hian agar aisa hota to forex m kon investment krta. aik website k survey k mutabiq 70% logon ko forex m loss hota hia. or hum sabhi janty hain loss honay ki waja market k bary m na jan'nay ki waja say hota hia professional trader 80% say ziada trades main successful rahtay hain agar unko loss ho jaye to wo recover kr lety hain. agar ap k pas investment kam hai to ap recover nhi kr paty es liye es m forex ka kasoor nhi hai kun k agar hum proper market k bary main jan len ksi bhi source say hum paid groups ko join kr skty hain hum forex bot buy kr k market k bary main updated lay sktay hian un sorton main loss honay k chances kam say kam hojaty hian or loss honay ki sorat mian loss ko recover kia ja skta hai.
          • #20 Collapse

            Re: Why 95% fail in forex??

            Dear firex members firex emin bahut se log is liye fail hotai hain kion k wo log firex ko bahut asan smjh krtai hain aur is k liye mehnat nhi krtai. Kion k un ko lg rha hota hai k yeh bahut asan kam hai aur jab wo kam start krtai hain to wo log gldi gldi mein krtai hain is liye wo nakam ho gatai hain.
            • #21 Collapse

              Re: Why 95% fail in forex??

              Aapane bahut Pyara question Kiya Hai Ke 95 person is main isliye fail hote hain Kyunki Ek to unke andar patience Nahin Hota Mushkil Mein jaji Nahin Hoti e aur vah Market ka propanal knowledge ne rakhteisliye maximum Log Yahan per fail ho Jaate Hain Kyunki Forex Ek risky aur Mushkil business hai yah aapki mehnat per depend karta hai aap isko kitna time Dete Hain aap Jitna Jyada time Denge utna aapke experience Mein ijaafa Hoga aur aap to kamyabi Jarur Milegi isliye trading karte hue Apne emotions Apna patient aur apne andar Mushkil mijaji Paida Karen tab jakar aap ko kamyabi Jarur Milegi aur aap acche trader Ban sakte ho Jab aap market ko acche tarike se analyse Karen Uske bare mein experience Hasil Karen thank u

              • #22 Collapse

                Re: Why 95% fail in forex??

                My dear friend Forex trading Mein jyadatar log ISI vajah Se Na kam hote hain ki vah log Forex ke education acchi Tarah Se Nahin Karte uska experience unke pass Hota Nahin Hai Aur vah samajhte Hain Ki Forex trading Ek game hay aur vah jaldi se forex Mein trading start kar dete Hain ISI vajah se vah log jald Hi Na kam ho Jaate Hain aur loss kar Karke bilkul fail ho Jaate Hain
                • #23 Collapse

                  Re: Why 95% fail in forex??

                  Dear friends Forex Mein Kamyab hone ke liye jab tak Hamare Paas Forex ke samajhne ka koi Zariya nahin Hoga To Ham wale hi Honge Forex mein Tu Jo 95% Logon Ko Forex Mein fail ho Jaate Hain wo Forex Mein Achcha perform Nahin karte Kyunki Unka Itna interest Nahin Hota Forex Mein lekin kam bhi karna chahte hain tu Jab Bina Kisi knowledge ke kam Karenge to Kamyab Nahin Honge isliye Ye ek hi baat kahun ki ke sabse pahle aap acchi mehnat Karen Apna time waste na Karen aur Forex ko join Karke acha profit Le sakty hain Forex sy is sy aap bharpur fayda Utha sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Why 95% fail in forex??

                    Doston forex trading covid-19 5% log fail ho jaate Hain uski main reason jo hai vah yah hai ki vah patients kyon nahin karte aur na hi vah chijon ka analyse karte Hain naahi unke paas experience hota hai vah chahte Hain kam raato raat amir Ho jaen balak karte hain forest upar Jo log log kahate Hain nahin rok kamyab nahin ho sakte thank you Allah Hafiz
                    • #25 Collapse

                      Re: Why 95% fail in forex??

                      G haan ap ne bilkul thek kaha hy keh woh member pak forex may nakam hoty haan jo member bahut mehnat nhe kerty aur as kam may woh member nakam hoty haan jin ko experience hasil nhe hota hum ko chahye keh ager hum ne kamyabi hasil kerne hy to hum ko bahut achy mehnat k sath experience bhi hona chahye
                      • #26 Collapse

                        Re: Why 95% fail in forex??

                        doston yah sab log jante Hain ke bina mehnat ke koi bhi kisi business mein kamyab nahin ho sakta isliye aapko chahie ke frocks mein mehnat Karen aur apne aap ko kamyab trader sabit Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: Why 95% fail in forex??

                          Assalamu alaikum friends mummy karta Hun ki tum ham dost khairiyat se hun ke dost aapane bilkul sahi kaha hai ki vah 95% people fail in Forex to dost uski main aapko design explain karna chahta hun ki vah frocks mein failure ka samna kyon karte hain to 200 fresh mein film ka samna Karne ki sabse badi Baja to simple ki hai vah hai lalach apne lal aaj per control nahin kar paate aur jiski vajah sone ka saman karna pad jata hai dost agar aap apni lawless ko control mein rakhenge to tabhi aap price mein kamyabi hasil kar sakte hain ham Chand reasons Jin hamen control mein rakhna chahie aur kamyabi ke liye vah important hai sabse pahle to hamen apni lalach per control karna chahie lalach mein jo chijen a jaati hai mummy explain karta hun hamen lot size kam rakhna chahie leverage ko kam rakhna chahie aur ise overtrading Nahin Karni chahie yah chijen bahut important hai aur iske sath mein apni motions ko control rakhna chahie third one ji hai ki hamen experience gained karna chahie hamen knowledge hasil karna chahie hamen apna full concentration ke sath work karna chahie last mein joexplain karna chahunga ke hamen apna maximum time for express span karna chahie aur information gain karne ki koshish Karna chahie aur is Tarah se ham kamyabi hasil kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Why 95% fail in forex??

                            G bukul thek kha apna k 95% people forex ma reh jaty hain q k wo forex ko smg ni paty or prooer time ni daty jis ki vjh sy wo reh jaty hain dostoo forex ko agr seekh kr or prooer time dya jay to hum acha bonus hasil kr skty hain or apni life ko acha bnaa skty hain dostoo jasa k ap ko pta hi k koi b kam insan bgar seekhy ni kr sktaa is tarh forex chlany sy phly hum esy seekhin tb hi hum is ma kamyabi hasil skty hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Why 95% fail in forex??

                              dear friend ji han bilkul theek hai Rahe Hain ki forex mein 95 dialogue last mein kyon hote hain kyunki vah last mein isliye hote Hain ke vah jyada profit ki lalach karte hain yad hamen forex trading mein jyada profit ki lalach nahin karni chahie jitna kam profit hoga to itna hi Ham apne account ko saaf rakhne sakte hain forex trading mein lalach nahin karni chahie kyunki lalach karne se mila hota hai main forex trading mein sabar ke sath kam karna chahie kyunki sabar ka phal meetha hota hai hamen acchi trading karna chahie aur chhapra Patel karna chahie gana isme Dil laga ke kam karte Hain to Ham achcha jarur milega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Why 95% fail in forex??

                                g han bhot sy loog ak bar forex mn loss ki waja sy dill chor jaty hn or forex trading ko chor daty hn to mn on logon sy guzarish karna chata hn k ak bar loss ki waja sy kam karana bnd na karyn balky ap forex mnnmehnat sy kam karyn or forex k bary mn achi learning or knowledge k sath kam karyn or achi kamyabi hasil karyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X